Ranjish hi sahi dil ko dukhane ke liye aaAa fir se mujhe chhor jane ke liye aaKis kis ko batayenge judayi ka sab-ab humTu mujhse khafa hai to jatane ke liye aaKuchh to mere didare mohababat ka bharam rakhTu bhi to kabhi mujhko manane ke liye aaMana ki mohababat ka chhupana hai mohababatChupke se kisi roz batane ke liye aaJaise tujhe aate hain na aane ke bahaneAise hi kisi roj na jane ke liye aa..

Kya saza teri kya kasoor humara
Jannat jahan ko tune dojak ki aag se jalaya
Kaash teri aankhon ke vaade meri palko tak na baaste
Teri yaadon ki baarish sawaan ki tarah na barasti
Kaash khayalon ke dariya ko tum saahil na banate
Dil churake na dil todte to ye bebasi na hoti
Pyaar ke khel me teri jeet aur meri haar na hoti…

Hume Ye Nhi Pta Tha Ki Hum Kyo Aapse Door Ja Rhe HaiHume Ye Nhi Pta Tha Ki Hum Aapke Bin Kaise RhengeHume Ye Nhi Pta Tha Ki Hum Aapko Kitna Yaad KrengeHume Ye Nhi Pta Tha Ki Humara Khwab Pura Hoga KaiseBas, Pta Tha Itna KiEk Deewani Hai Aapki Jo Aapse Behad Pyar Krti HaiAapki Khushi Ke Liye Vo Kuch Bhi Kar Sakti HaiHar Tufan Ka Rukh Aasani Se Badal Sakti HaiAur Aap Chaho To Apni Jan Bhi De Sakti Hai.

Ai ishq tu aa kabhi deewangi ke saath-saath,milte hain, bichchadte hain hum apne haalaaton ke saath-saath,wo to aate hi nahi per yaad aati hai unki,ai waqt tu bhi to aa kabhi unke deedaar ke saath-saath.Main gunahgaar hoon ,siyakaar hoon ,batkaar hoon,koi aaye aur mujhe le jaaye apne saath-saath,main ho jaaoonga qaamyaab iss tanha zindagi me,per waqt bhi to aaye kabhi khushi ke lamhaaton ke saath-aath

“…Kal raat chand hu-ba-hu tujh jaisa tha “…..Nandkishor mujhe kabhi dil kabhi Aankhon se pukaro
"ADMIN"
Yeh honton ka takalluf to zamane keliey hai..👌👌👌👌👌👌…..”
Wohi husan, wohi ghuroor, or wohi doori…”🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙

Aye Mohabbat tere anjam se rona aaya.
Jane kyun aaj tere naam se rona aya,
Yu to her sham umid me guzar jati hain.
Aaj kuch baatein yaad aayi to sham pe rona aya.
Kabhi taqdir, kabhi matam,kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq k har kaam pe rona aya.
Jab hua zamane me mohabat ka zikr.
Mujhe apne dil-e-nakaam pe rona aya…

Shehr Ki Ajnabi Galiyun Main
Meri Mohabat Mujh Se Kho Gai,
Tou Mujh Se Bechar Gya Kahen
Main Tanha Tanha C Ho Gai,
Jab Dekha Kisi Ko Kisi K Saath
Main Tuje Yaad Kr Ky Ro Gai
Teri Judai Main Yun Barsen Aankhen
Ky Barssat Mera Daman Bheego Gai
Mujhe Ab Kisi Se Kya Gila Karna Touseef
Jab Khud Meri Qismat He So Gai,

Ek haseena pe ye dil atka,
husn jiska aftab sa chamka!
Ankhen hai inki payari,
jispe lut gayi sari umr hamari,
daek kr hame jb ye muskuraye.
sabi gum humne bhoolaye,
jisko dekne ki kwaish ho 1bar
souncho Agar wo bn jaye Malika e AshiQ ek baar
bus itni si ilteja krthe hai hum
ruswa na hona kabhi hum se Tum

Kamosh Zabaan Ke Lafzon MeinKuch Posheeda Si Baatein HaiIn Posheeda Si Baaton MeinKuch Chahat Ki Barsaatein HainIn Baaton Ko Hum Muddat SeSeenay Mein Chhupaye Bethey HainKuch Paaye Bina Kuch Kho DenaYe Piyaar Mein Ham Ne Seekha HaiSooraj Mein, Chand Sitaron MeinHar Shai Main Tumhi Ko Dekha HaiDharkan Mein Bhi Naghma Ban KarSaagar Ki Tarah Tum Behtey HoYe Piyaar Nahi To Tumhi Kaho.Phir Piyaar Kisey Tum Kehtey Ho?

Kisi Ke Dil Mein Apna Ghar Bnana Padtaa HaiHar Insan Ko Kisi Se Dil Lagana Padta HaiSuna Hai Nafrat Mohabbat Ki Pehli Kadi HaiKayi Bar Dushman Ko Apna Banana Padta HaiKisi Shakhs Ko Dil Hi Dil Mein Chaahate RahenUsi Se Us Ka Pyar Chupana Padta HaiKayi Log Yahan Raaie Ka Pahad Banate HainAise Logon Se Daman Ko Bachaana Padta HaiJo Pyar Ke Samudar Mein Le Jaate Hain KashtiKayi Bar Unn Ko Jaan Se Bhi Jana Padhta Hai.

Nazr-e-Fareb Qazaa Kha Gai To Kya Ho Ga
Hayaat Mout Se Takraa Gai To Kya Ho Ga
Nayi Sahar K Bohat Log Muntazir Hain Magar
Nayi Sahar Bhi Jo Kajlaa Gai To Kya Ho Ga
Na Rah numaaon Ki Mehfil Me Le Chalo Mujh Ko
Me Be-Adaab Hun Hansi Aa Gai To Kya Hoga
Gham-e-Hayaat Se Be-Shak Hai Khud-Kushi Aasan
Magar Jo Mout Bhi Sharmaa Gai To Kya Ho Ga...

Tere pyaar mein mere sanam,hum khud se mulaquat kar bheteChalte chalte bas yunhi achanak,hum zindagi se mulaquat kar bhete.Kashish honi chaiye yaad karne ki,lamhe to apne aap mil jate hain.Waqt hona chaiye sath guzarne ke liye,bahane to apne aap ban jate hain..Jagaya unhone aisa ki aaj tak so na sake,Rulaya unhone aisa ke sabke samne ro bhi na sake,Jaane kya baat thi unme,Jabse mana unhe apna tabse kisi ke ho na sake.

Kya baat kahun un aankho kijin aankho pe mai marta hunwoh aankhein jheel si aankhein hainjin mei doob k roz ubharta hunmujhe dekhne k liye uthti hainmilte hi nazar jo jhukati hainsaare jahan mei aisi aankhein nahijin aankho pe mai marta hunin aankho mei kabhi aansu na aaye koikabhi bhi gham na paas aaye koisada muskuraati rahein ye aankheinhar dam yeh dua mai karta hunkya baat hai un aankho kijin aankho pe mai marta hun..

.‹{♡}›Ek tamana thi jho hasrat ban gayi...............‹{♡}›
.‹{♡}›Kabhi dosti thi Ab mohabbat bun gayi..........‹{♡}›
.‹{♡}›Kuch is tarha shamil hue tum Zindagi main ...‹{♡}›
.‹{♡}›Tujhe sochte rehna meri adat ban gayi............‹{♡}›

Paagal aankhon wali larki!Itney mehngey khuwaab na dekhoPachtaao gee!!Souch ka sara ujla kundanZabt ki rakh main ghul jaaye gaKachy pakky rishton ki khushboo ka reshamKhul jaaye ga!Tum kia jaanoKhuwaab “safar ki dhoop ke sheeshy”Khuwaab “adhoori raat kaa dozakh”Khuwaab “khayalon ka pachtawa”Khuwabon ki manzil ruswaai……..Itney mehngey khuwaab na dekhoPachtao gee!!Aey pagal aankhon wali larki!