Abhi to dil main halki siKhalish mahsos hoti hayBohot mumkin hay kal is kaMohabbat naam ho jayeKhayalon main yeh koun ayaSitaroon ki chamak le karMere shanoon pe bikhere hainYeh kis ki zulf k sayeBohot mumkin hay kal is kaMohabbat naam ho jayeYeh kasi beykhudi hayDil main kaisa kaif chaya hayYeh meri jaagti aankhon mainKaise khuwaab lahrayeBohot mumkin hay kal is kaMohabbat naam ho jayeRuki hay zindagi ekMuskarate moor pe a karKaheen yeh muskarahatZindagi ka gham na ban jayeBohot mumkin hay kal is kaMohabbat naam ho jaye..

Mom, you’re a wonderful mother,So gentle, yet so strong.The many ways you show you careAlways make me feel I belong.you are patient when I’m foolish;You give guidence when I ask;It seems you can do most anything;You’re the master of every task.you’re a dependable source of comfort,you’re my cushion when I fall.You help in times of trouble,You support me whenever I call.I love you more than you know,you have my totl respect.if I had my choice of mothers,You’d be the one I’d select!.

Roj milti hai wo to safar main haiUse kya malum wo meri najar main haiItni manchali chulbauli wo hasina haiKi charcha uski sare shahar main haiJidhar dekhu udhar use hi pata hoonAati najar hame wo computer main haiNagin si jab balkhake chalti woHo jati nigah sabki kamar main haiJo lahrati ho dupatta hawao main iss kadarTo ‘loo’ bhi tham jati dophar main haiKi kapde bhi kam hai tere tan ke wasteTab to bunde bhi na sharma iss umar main haiShayar ban gaya Avinash jab se dekha tujheWo khoya rahta teri najar main hai..

Mujhe pata nahin kya ho jata hai,neend aati nahin or chain kho jata hai,phir dil bechain ho jata hai,or khwaab kuch aisa aata hai,ki aap ka hath hamare hathon mein,or sar hamare kandhe pe nazar aata hai.-Manpreet SinghKya saza teri kya kasoor humaraJannat jahan ko tune dojak ki aag se jalayaKaash teri aankhon ke vaade meri palko tak na baasteTeri yaadon ki baarish sawaan ki tarah na barastiKaash khayalon ke dariya ko tum saahil na banateDil churake na dil todte to ye bebasi na hotiPyaar ke khel me teri jeet aur meri haar na hoti.

Abhi soraj nahin dooba zara si sham hony do
main khud hi loat jaun ga mujhy nakam hony do
mujhy bdnam karny k bahany dhundty ho q?
main khud ho jaun ga bdnam pely nam hony do
abi karna nahin aetraf-e-shikast mujhko
main sab tasleem karlun ga ye charcha aam hony do
meri hasti nahin anmool phir b bik nahin sakta
wafaen bech lena par zara nilaam hony do
naye aghaz main hi hosla q haar baithy h?
jeet jao ge tm sab kch zara anjaam hony do

Hi,I am unable to decide which one is the best. Serious input is welcome.`Izhare pyar ka ye andaaz nirala haiKhamosh hai lab per ikrar piyara haiSaada hoon sadaakat ka maara hoonKaise samju kya tera issara hai`Izhare pyar ka ye andaaz nirala haiKhamosh hai lab per ikrar piyara haiNazre hai juke juki per ankhoo may sharart haiTare tasveer nahi to kya tare lafzo ka sahara hai.`Izhare pyar ka ye andaaz nirala haiKhamosh hai lab per ikrar piyara haiAnjan hay safar hamrahi bhi anjan haiTare tasveer nahi to kya tare lafzo ka sahara hai.

Aaj mujhe apna pyar nazar aa gaya,lagta hai ki sara jahan nazar aa gaya,is qadar khushi nahi huyi thi aaj tak,na jane kaisa aaj hamara andaz hi ho gaya.neend hi nahi aa rahi yhi hame kal raat,aapki tasweer dekhi na jana kab main so gaya ,neend me bhi sata rahi thi bechaini hame,khwab aapka aaya,bechaini ka naamonishan kho gaya.yaad aapki is qada aa rahi thi,deedar aapka hua apki ankhon me kho gaya,aa bhi jaao na satap iss qadar hame ,kahin aisa na ho jab aap aao tokoi ye kahe aapse ,aapka sachcha aashiq to abhi abhi janaze pe rawana ho gaya

Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh
Main Mohabbat na doon To kehna
Main muskurahat hoon Mujhe Hansa kar dakh
Na sajoon tare honton per to kehna
Main khushboo hoon mujhe Mehsoos karke dekh
Na mehkoon tari zindagi main to kehna
Main Dil hoon mujhe Sun ker dekh
Na dhakoon Tere Dil main to kehna
Main phool hoon mujhey Laga ker dekh
Na mehkoon din raat To kehna
Main mohabbat hoon mujhe Apna karke dekh
Na banoo main teraa to kehna

Kaise Kahun Ke Apna Bana Lo Mujhe
Baahon Mein Apni Sama Lo Mujhe
Bin Tumhare Ek Pal Bhi Kat ta Nahi
Tum Aa Kar Mujhi Se Chura Lo Mujhe
Zindagi To Wo Hai Sang Tumhare Jo Guzri
Duniya Ke Gamon Se Ab Chura Lo Mujhe
Meri Sabse Gehri Khwahish Ho Puri
Tum Agar Paas Apne Bula Lo Mujhe
Ye Kaisa Nasha Hai Jo Behka Raha Hai
Tumhara Hoon Main To Sambhalo Mujhe
Na Jaane Phir Kaise Guzregi Zindagani
Agar Apne Dilse Kabhi Tum Nikalo Mujhe

Ya Rab, gham-e-hijraan mein itna to kiya hota,
Jo hath jigar per hai, woh dast-e-dua hota,
Ik ishq ka gham aafat aur is pe yeh dil aafat,
Yeh gham na diya hota ya dil na diya hota,
Nakaam-e-tamanna dil, is soch mein rehta hai,
Yooon hota to kya hota, yoon hota to kya hota,
Umeed to bandh jati, taskeen to ho jati,
Vaada na wafaa kartey, vaada to kiya hota,
Ghairon se kaha tum ne, ghairon se suna tum ne,
Kuch hum se kaha hota, kuch hum se suna hota.

Chand ngr mein rehny walo.!Tum to sb kuch jaanty hogy..Rngiin e ulft pehchaanty hogy.Mujhko tum ye btlao.Wo jb b tumko dekhta hy,Kya zikr mera Krta hy tumsy?Kya fikr meri Rehti hy usko???Tum jb bhi ssaamny aaty ho..Kya yaad mujhy wo krta hy?Kya tkty tkty Tumhy tmam shabUsy khwaab mera koi milta hyTumhary noor k prdy meinAks mera usy dikhta hy?Dekh k tumko us k lb peNaam mera kbhi ata hy?Chupky Chupky ankh mein uskiNm ka koi jugnu utrta hy?Jb tum gum ho jaty ho,To btlao zra..Intzaaar mera wo krta hy.???Chand ngr mein rehny walo..Tum to sb kuch jaanty hogy. ??

Jaane yeh pyar hota kyon hai?Naam kuch bhi khe lo par deta sirf dard hai yeh..Ek tanhai..aur aansu ke siwa yeh deta kuch nahi,Jaane yeh pyar hota kyon hai?Pyar mein dil tutete dekh hame socha tha pyar kabhi na karenge,Par tum hi to they jisne kaha tha, pyar kushiya deta hai,Tum wahi ho na jo bich ra mein muh modgaye,Bina mud ke dekhe ek baar hame uhi chod gaye.Jaane yeh pyar hota kyon hai?Kaha gayi tum ne kahi wo baaten..Zindagi bar kushiya dene ke waade..Sab pal mein bula diya tumne,Ghero ko kya dosh dein, apna hokar rula diya tumne,Jaane yeh pyar hota kyon hai?

Wo meri nigahon se bahut door hue hainSunte hain ki halat se majbur hue hainUlfat ki tamanna bhi hai ye kaise tamannaHar jishm ke charche hame manjur hue hainItna bhi nahi dum hai duwa vasl ki kar ledarde gam ulfat se bahut choor hue hainKiya log jamane se mohababat nahi karteapne hi fasane bade mashoor hue hainTanhai main humm dil ka sukun dhundh rahe hainDuniya ye samajhti hai ki magrur hue hainKashnaye dilbar main rashai nahi aansaMajbur hi nahi shah bhi majbur hue hainShikwa jo kiya unse to kiya paya ‘Dost’ hamneWo apni khataon pe bhi magrur hue hain..

Dard Jub Tera Paas Hota HaiAshk Palkon Pe Yu Machalte HaiJaise Barkha Se Bheenge Jangal MeinKaafile Jugnuo Ke Chalte Hai..`Apni aankho ke sabhi ashq baha kar sonaTum meri yaad ka her deep bujha kar sonaDar lagta hai neend hi kahe cheen na leTera her roz mera khwabo me aa ker sona.`Na Muskurane Ko Ji Chahta Hai,Na Aansu Bahane Ko Ji Chahta Hai,Tumhari Yaad Mein Aur Kya Kahe,Bas Tumhare Paas Aane Ko Ji Chahata Hai !!`Dhadkan bina dil ka matlab hi kyaroshani bina diye ka matlab hi kyakyu kehte hai log ki mohabbat na kar dard milta haiwo kya jane ki dard bina mohabbat ka matlab hi kya.

Pyaar Chupta Nahi Chupane SePooch Lo Tum Bhi Is Zamane Se,Pyaar Chupta Nahi Chupane Se.Paas Aate Ho Choote Ho Baat Karte Ho,Kabhi Matlab Se Kabhi Bahaane Se.Pyaar Dil Me Hai To Lao Zubaan Pe,Aag Badhti Hai Ye Bujhaane Se.Tumhe Na Paana Shayad Behtar Hai,Paa Ke Phir Se Tumhe Ganwane Se.Chalo Ek Dua To Apni Poori Hui,Mil Liye Apne Ek Deewaaney Se.Roye Jaate Ho, Bas Roye Jaate Ho,Kya Hoga Ye Dhan Lutaane Se.Karo Koshish Ki Kurbate Hi Rahe,Dooriya Badh Jaati Hai Badhaane Se.Kya Sunaaye Kisi Ko Raaz-e-Dil,Dard Bhi Badhta Hai Sunaane Se.Bhool Jaao Kar Ke Achha Hai,Ehsaan Rehta Nahi Jataane Se.