Mujhe pata nahin kya ho jata hai,neend aati nahin or chain kho jata hai,phir dil bechain ho jata hai,or khwaab kuch aisa aata hai,ki aap ka hath hamare hathon mein,or sar hamare kandhe pe nazar aata hai.-Manpreet SinghKya saza teri kya kasoor humaraJannat jahan ko tune dojak ki aag se jalayaKaash teri aankhon ke vaade meri palko tak na baasteTeri yaadon ki baarish sawaan ki tarah na barastiKaash khayalon ke dariya ko tum saahil na banateDil churake na dil todte to ye bebasi na hotiPyaar ke khel me teri jeet aur meri haar na hoti.

Your Comment Comment Head Icon

Login