Mujhe Patjhadon Ki Kahaniyan Na Suna-Suna Ke Udas KarTu Khizaan Ka Phool Hai Muskura, Jo Gujar Gaya So Gujar Gaya

Voh Wafayein Thi Ke Jafayein Thi, N Ye Soch Kiski Khatayein ThiVoh Tera Hai Usko Gale Laga Jo Gujar Gaya So Gujar Gaya

Bahut door hai hamare ghar se tumhare ghar ka kinara..Par hum hawa ke har jhonke se pooch lete hai haal tumhara…

Aansoon Ki Keemat Who Kya JaaneJo Har Baat Pe Aansoon Bahaate HaiIski Keemat Toh Unse PunchoJo Ghum Me Bhi Muskuraate Hai

Tanhai bhari zindagi ka safar mila,Na sathi na humsafar mila.Hum diya jalta chhod gaye unke liye,Jab lote to jalta hua ghar mila.

Kuch Nasha To Aap Ki Baat Ka Hai,Kuch Nasha To Dheemi Barsaat Ka Hai,Hamain Aap Yun Hi Sharabi Na Kehiye,Yeh Dil Per Asar To Aap Se Mulaqat Ka Hai

Utha Kar Talvar Jab Ghode Pe Sawar HoteBaandh Ke Saafa Jab Tayyar HoteDekhti Hai Duniya Chhat Pe ChadkeKehte Hai Ki Kaash Hum Bhi Aise Hoshiyaar Hote

Tujhe dekha toh yeh jana sanamPyar hota hai deewana sanamAb yahan se kahan jaye humTeri bahon mein mar jayein hum —- Dilwale dulhaniya le jayenge

Aashiq Pagal Ho Jate Hai Pyar Mein,Baki Kasar Puri Ho Jati Hai Intezar Mein.Magar Ye Fouzii Dilruba Nahi Samajhti,Golgappe Khati Firti Hai Baazar Mein.

Koi Mila Hi Nahi Jis Ko Wafa DeteHar Ik Ne Dokha Diya Kis Kis Ko Saza DeteYe Hamara Zarf Tha Ke Khamosh Rahe WarnaDaastan Sunatey To Mehfil Ko Rula Dete

Katil Gunah Karke Zamane Main Reh Gaye,Ek Hum the Ke Asq Bahane Main Reh Gaye,Patharon Ka Jawab De Sakte The Lekin,Hum Dil Ke Aiane Ko Bachne Mian Reh Gaye.

Koi Vada Nahi Phir Bhi Tera Intezar Hain,Judai Ke Baad Bhi Tujhse Pyaar Hain,Tere Chehre Ki Udasi De RahiHai Gawahi, Mujhse Milne Ke Liye Tu Bhi Bekarar Hain.

Jab Yaad Aati Hai Tumhari Muskura Lete Hai,Kuch Palo Ke Liye Har Gam Bhula Dete Hai,Kaise Bhig Sakti Hai Aapki Palken,Aapke Hisse Ke Aansu To Hum Baha Lete Hain.

Hum Saath The Ek Raasta Nazar Aata ThaAkasar Koi Saathi Paas Aake Haath Badhata ThaBewajah Hi Hansi Ka Fuwaara Sa Nikal Jaata ThaWaqt Kya Hota Kisi Ko Samajh Na Aata Tha

Jo Poochta Hai Koi Surkh Kiun Hain Aj AnkhainTo Ankh Mal Ke Kheti Hon Ke Raat So Na SakiHazar Chahon Magar Yeh Na Khe Sakon Gi Kabhi BhiKe Raat Ronay Ki Khuwhish Thi Magar Roo Na Saki