Maut Ne Chupke Se Najaney Kya Kaha; Aur Zindagi Khamosh Ho Kar Reh Gayi

Ho jatti hai tammana puri jab vo dhire se kehte hai
I really love u

Sab jante hai me nasha nahi karta
Magar pee leta agar tu sharab hoti

Ghalib Bura Na Maan Jo Vaiz Bura Kahe; Aisa Bhi Koi Hai Ke Sab Acha Kahein Jisse

Us Ko Pana Hi Meri Zindagi Ka Maqsad HaiGar Wo Milta Hai, Mujhe Mar K Amar Jane D

Wohi Ahal-e-Karwan Hain Wohi Be Hisi Ka Alam; Na Kisi Ko Manzil Na Gham-e-Shikasta Pani

Kashmakash Mein Kat Gayi Saari Zindgaani; Tanhayi Ne Jeene Na Diya Aur Justaju Ne Marne

Moderen Ranjaa
Sohne kudiaa nu doooooooro too Namasta........

Ab Tak Dil-e-Khush Fehem Ko Tujh Se Hain Umeedain; Yeh Aakhri Shama Bhi Bhujane Ke Liye Aa

Kismat me to mere tha zulf sehna
Mainu ab zulab en bezuban kagazo par kar diyan

Hathoan Ki Lakiroan Pe Mat Jaa Ai Ghalib; Naseeb Un Ke Bhi Hote Hain Jin Ke Hath Nehin Hote

Akhir Zindagi Ne Bhi Aaj Puchh Liya Mujhse; Kahan Hai Wo Shaks Jo Tujhe Mujh Se Bhi Aziz Tha

Akhir zindigi ne bhi aaj puchh liya mujhse Kahan hai wo shaks jo tujhe mujh se bhi aziz tha

zakhm par mere vo namak laga kar kehte hai
Mohobat humse ki hai dard to sehna padega

Waqt Do Mujh Par Kathin Guzre Hain Saari Umar Mein; Ek Tere Aane Se Pehle Ek Tere Jaane Ke Baad