Zindagani ki haqeeqat kia hai ye bhi sochna
Sham ko jab dobtey soraj ka manzar dekhna
Er kasz

Intizar Itna Bhi Na Karwao K Duaain Mout Ki Maangon Khuda Se
Ab To Milne Chale Aao Kisi Ki Zindgi Ka Sawal Hai

Kar diya kurban khud ko hamne wafa ke naam par
Chod gaye wo hamko akela majburiyo ke naam par
er kasz

Wo mere dil per sar rakh k soyi thi bekhber
hmnye dhadkan hi rok li kahi nind na tut jaaye unki
er kasz

Mein kaabil e nafrat hoon tou chorr de mujh ko
Tu mujh se yoon dikhawey ki mohabbat na kiya kar
er kasz

Itni Sidat Se Bhi Pyar Naa Karna Kisi Se...
"Aksar Gahrayi Me Jane Wale Doob Jate Hai"
er kasz

Har Dua Gar Kabool Ho Jaaye; Aadmi Be-Usool Ho Jaaye; Vo To Ranj-O-Gham Raahaton Mein Shaamil Hain; Varnaa Insaan Malool Ho Jaaye

Phool Bankar Muskarna Zindagi HaiMuskura Ke Gum Bhulana Zindagi HaiMil Kar Khush Huye To Kya HuaBina Mile Rishte Nibhana Zindagi Hai

Chand lamhon ki zindagani hai nafraton se jiya nahi karte lagta hai dushmanon se guzarish karni padegi dost to ab yaad kiya nahi karte

Zindagi ko ek rangin kalpana samjho Subah ko sach raat ko sapna samjho Bhulana chahte ho sabhi gamo ko to Zindagi me mujhe apna samjho

Zindagi Mey Her Khushi Mile Aap KoAap Jis Cheez Ko Chahe Wo Mile Aap KoBus Hame Zaroor Yaad Rakh NaHum Wo Hai Jo Duva-O-Mey Yaad Rakhe Aap Ko

Unhone to keh diya tera mera koi wasta nahi hai
Par unki yaadon ka kya wasta hai Jo wo har waqt mere paas rehti hai
er kasz

Teri Ulfat Ko Kabhi Nakam Na Hone DengeTeri Dosti Ko Kabhi Badnam Na Hone DngeMeri Zindagi Me Suraj Nikle Na NikleTeri Zindagi Me Kabhi Sham Hone Na Denge

Na Gul Na Yeh Gulistan Hamara Hai; Jise Pujte Hain Na Woh Farishta Hamara Hai; Chal Pade Hain Jis Manzil Kee Taraf; Na Woh Manzil Na Woh Raasta Hamara Hai

Sakht Rahon Mein Ab Asan Safar Lagta Hai,Ab Anjan Ye Sara He Shehar Lagta Hai,Koi Nahi Mera Zindagi Ki Rahon Me,Mera Ye Gum He Mera Humsafar Hai Lagta Hai.