Jiyenge magar muskura na sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahi hailabon pe tarane ab aa na sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahi haibaharen chaman mein jab aaya karengi nazron ke mahafil sajaya karenginazare bhi hum ko hansa na sakengi ke ab zindagi mein muhabbat nahi haijavani bulayegi savan ke raten zamana karega muhabbat ke batenmagar hum ye savan mana na sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahi hai

Main nazar se pi raha hun ye sama badal na jayena jhukao tum nigahen kaheen raat dhal na jayemere ashk bhi hain is mein ye sharab ubal na jayemera jam chunevale tera hath jal na jayeabhi raat kuch hai baqi na utha naqab saqitera rind girate girate kaheen phir sambhal na jayemeri zindagi ke malik mere dil pe hath rakhnatere aane ke khushi mein mera dam nikal na jayemujhe phunkane se pahale mera dil nikal lenaye kisi ke hai amanat kaheen sath jal na jaye

Ye bata de mujhe zindagipyar ke reh ke hamasafarkis tarah ban gaye ajanabiye bata de mujhe zindagiphul q sare murjha gayekis liye bujh gai chandaniye bata de mujhe zindagikal jo bahon mein thiaur nigahon mein thiab wo garmi kahan kho gaina wo andaz haina wo aavaz haiab wo narmi kahan kho gaiye bata de mujhe zindagibevafa tum nahibevafa hum nahiphir wo jazbat kyon so gayepyar tum ko bhi haipyar hum ko bhi haifasale phir ye kya ho gayeye bata de mujhe zindagi

Humara Dil Savere Ka Sunhera Jaam Ho Jaye,Chirago Ki Tarah Aankhein Jale Jab Shaam Ho Jaye,Kabhi To Aasman Se Chand Utre Jaam Ho Jaye,Tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat Sham Ho Jaye,Ajab Halat The Yu Soda Ho Gaya Aakhir,Mohabbat Ki Haveli Jis Tarah Nelaam Ho Jaye,Samundar Ke Safar Mein Is Tarah Awaz De Humko,Hawayein Tez Ho Or Kashtiyo Mein Shaam Ho Jaye,Mujhe Maloom Hai Iska Thikana Phir Kaha Hoga,Parinda Aasman Chhune Mein Jab Nakaam Ho Jaye,Ujale Apni Yaado Ke Humare Saath Rehne Do,Najaane Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Ho Jaye..!!!!

Raat Aayi Dard Ki Chaadar Liye HueSoye Rahe Yeh Bojh Palkon Par Liye HueRaaste Mein Mujhko Be-Ghar Dekh KarDost Aaye Hai Haath Mein Patthar Liye HueAaj Uske Samne Jayenge HumApne Hi Haathon Mein Apna Sir Liye HueMeri Aankh Umer Bhar Hasti RahiEk Suhane Khwaab Ka Manzar Liye HueLog Aapas Mein Gale Milte RaheAastinon Mein Chhupe Hue Khanzar Liye HueGardishein To Ek Bahana Thi MagarKhwaahishein Phirti Rahi Dar Dar Liye HueTeri Raah Takte Rahe Par Tu Nahi AayieBaithe Rahe Teri Mehfil Mein Khali Jaam Liye HueDhalti Dikh Rahi Hai Zindagi Ki GhadiyaanKoi Aa Raha Hai Haathon Mein Maut Ka Paigham Liye Hue

दुनिया में सिर्फ दिल ही है
जो बिना आराम किये काम करता है
इसलिए उसे खुश रखो चाहे वो अपना हो या किसी ओर का

Ye daulat bhi le lo, ye shoharat bhi le lobhale chin lo mujhase meri javanimagar mujhko lauta do bachpan ka savanwo kagaz ke kashti, wo barish ka panimuhalle ke sabase nishani puraniwo budhiya jise bache kahate the naniwo nani ke baton mein pariyon ka derawo chahare ke jhuriryon mein sadiyon ka pherabhulaye nahi bhool sakata hai koiwo choti si raten wo lambi kahanikadi dhup mein apne ghar se nikalanawo chidiya wo bul-bul wo titali pakadanawo gudiya ke shadi mein ladana jhagadanawo jhulon se girna wo gir ke sambhalanawo pital ke challon ke pyare se tohafewo tuti hui chudiyon ke nishanikabhi ret ke unche tilon pe janagharonde banana banake mitanawo masum chahat ke tasvir apniwo khwabon khilaunon ke jagir apnina duniya ka gham tha na rishton ke bandhanbadi khubasurat thi wo zindagani

Mere khwabon ke jharokon ko sajane walitere khwabon mein kaheen mera guzar hai ki nahipuchakar apni nigahon se batade mujhkomeri raton ke muqaddar mein sahar hai ke nahichar din ke ye rafaqat jo rafaqat bhi nahiumr bhar ke liye aazar hui jati haizindagi yun to hamesha se pareshan-si thiab to har sans giranbar hui jati haimeri ujadi hui nindon ke shabistanon meintu kisi khwab ke paikar ke tarah aai haikabhi apni si kabhi gair nazar aati haikabhi ikhalas ke murat kabhi harajai haipyar par bas to nahi haimera lekin phir bhitu bata de ki tujhe pyar karun ya na karuntune khud apne tabassum se jagaya hai jinhenun tamannaon ka izahar karun ya na karuntu kisi aur ke daman ke kali hai lekinmeri raten teri khushbu se basi rahati haintu kaheen bhi ho tere phul se aariz ke qasamteri palaken meri aankhon pe jhuki rahati haintere hathon ke hararat tere sanson ke mahaktairati rahati hai ehasas ke pahanai meindhundhati rahati hain takhail ke banhen tujh kosard raton ke sulagati hui tanahai meintera altaf-o-karam ek haqiqat hai magarye haqiqat bhi haqiqat mein fasana hi na hoteri manus nigahon ka ye mohatat payamdil ke khoon karne ka ek aur bahana hi na hokon jane meri imroz ka farda kya haiqurbaten bad ke pasheman bhi ho jati haidil ke daman se lipatati hui rangin nazarendekhte dekhte anjan bhi ho jati haimeri daramanda javani ke tamannaon kemuzmahil khwab ke tabir bata de mujhkotere daman mein gulistan bhi hai, virane bhimera hasil meri taqdir bata de mujhko

Darna chahiye hassin chizo se
Jisme se ek mout hai

Hum To Jee Bhi Nahi Sakey Aik Saath; Hum Ko To Aik Saath Marna Tha

Meri wafa ki kimat usne
apne ansuan layak bhi na samjhi

Mout se bhi khatarnak manzar tha
Jab unse hum judaa hua

Haath Mein Haath Un Ka Yun Aaya; Zindagi Mere Haath Lag Gai Ho Jaise

Tumhe Kya Pata Kaise Jeete Hai HumZahar Jindagi Ka Kaise Peete Hai Hum

Aao Miltay Hain Ab Tasalli Say,
Zindagi Darmiyan Thi Pehlay.