Iss Tarah Loot Liya Sheer-E-Tamanna Ne Hume; Zindagi Bhi Chheen Li Aur Jaan Se Maara Bhi Nahi

Zehar bhi hume us WaQt amrit lagga
Jab usse pilane walle hath hmare mehboob ke the

Aagyi fir se wahi kaali rat..
Ab teri yaad mujhe sone Nhi Degi..
er kasz

Ajj bhi me nassa nahi karta
Bass tere naino ke jaam se khud ko madh hoss kar leta hu

Aksar me yeh soch kar linka chor deta hun
Kahi kalam se kagaz par koi zuulm na ho jaye

BeshaQ vo khamosh thi
Magar Ankhe unke dil ka alam bahut khoobsurti se bya kar rahe thi

Sarra din jo mere dil me rehti hai
Aksar sham ko panni ke raste meri ankho je chali jati hai

Manna ke tujhe achoo ki jarurat hai ae khuda
Magar sarre acche mujhe daine ki kya jarurat thi

Khudkushi Ke Liye Thoda Sa Zaher Hi Kaafi Hai Dosto; Magar Zinda Rehne Ke Liye Kaafi Zaher Pina Padta Hai

Kyu sharminda krte ho mera hall puch kr
Hal mera wahi hai Jo tumne bna rkha hai
er kasz

Taqderien Badal Jati Hain Jab Zindagi Ka Koi Maqsad Ho; Warna Zindagi Kat Jati Hai Taqdeer Ko Ilzaam Dete Dete

Aye khuda ab jab meri kahani likhna,
Ya to mohabbat na likhna,Ya phir bewafaai na likhna .... er kasz

Na Royaa Kr Saari Saari Raat Kisi Bewfa Ki Yaad Mein
Woh Khush Hay Apni Duniya Mein Teri Duniya Ujar K

Sheher Ki Be Chiraag Galiyon Mein; Zindagi Tujh Ko Dhoondti Hai Abhi Translation: Be Chiraag = Dark Having No Light

Log kahtey hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi Magar voh kya jane ki dhoka bhi zindagi deti hai maut nahi