Yeh Mat Socho Ke Tum Chod Doge To Mar Jayenge,
Wo Bhi Jee Rahe Hain Jin Ko Teri Khatir Hum Ne Choda Tha!!

Ksi ko kya hasil hoga mjhe yaad karney se doston Main to ek aam insaan hu Aur yaha to har kisi ku khass ki talaash hai

Tu hazar bar bhi ruthe to mana lunga tujhe,
magar dhayn rahe ki mohhabat me shamil koi dusra
na ho.. er kasz

Zindagi Se Poocho Ye Kia Chahti HaiBus Ek Teri Wafa Chahti HaiKitni Masoom Or Nadan Hai ZindagiKhud Bewafa Hai Or Wafa Chahati Hai

Zindagi Mein Jo Hum; Chahte Hai Wo Aasani Se Nahi Milta; Lekin Zindagi Ka Sach Yeh Hai Ki; Hum Bhi Wohi Chahte Hai Jo Aasan Nahi Hota

Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye Zindagi ki akhari sham aa jaye Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab Hamari zindagi apke kam aa jaye

Phool Bankar Muskurana Zindagi; Muskurake Ghum Bhulana Zindagi; Jeet Kar Koi Khush Ho Toh Kya Hua; Haar Kar Khushiyan Manana Bhi Hai Zindagi

Nadi Jab Kinaara Chhod Deti HainRaah Ki Chattaan Tak Todd Deti HainBaat Chhoti Si Agar Choobh Jaate Hai Dil MeinZindagi Ke Raaston Ko Modd Deti Hain!!!

Yoon Badi Der Se Paimaana Liye Baitha HoonKoi Dekhe Vo Ye Samajhe Piye Baitha HoonZindagi Bhar Ke Liye Rooth Ke Jaane WaaleMain Abhi Tak Tasveer Liye Baitha Hoon

Zindagi Khaak Na Thi Khaak Uddatey Guzri; Tujhse Kya Kehtey Tere Pass Jo Atey Guzri; Din Jo Guzraa To Kisi Yaad Mein Guzra; Shaam Ayi To Koi Khawb Dikhatey Guzri

Zindagi Tasveer Bhi Bhi Hai Aur Taqdeer Bhi; Farak To Bas Iske Rango Ka Hai; Mann Chahe Rango Se Bane To Hai Tasveer; Aur Aanjane Rango Se Bane To Hoti Hai Taqdee

UdAsIyO n Me JeEnA # aAdAt BaN gYi HaI aB.....
Ae_DoStO
JiSsE # uMmEeD tHi YaAd KaRnE kI wO bAhUt
# MaShRoOf ReHtI hAi..... er kasz

main bhi sharaafat se jeeta magar mujhko
sharifon se lagta tha dar :|
sabko pata tha main kamzor hoon, main
isliye aaj kuch aur hoon

Zinda Hai Magar Jinne Ka Iraada Badal Diya; Waqt Ke Tufaan Ne Har Ek Vaada Badal Diya; Chal Sake Kissi Ke Sath Iss Kabil Na Rahe Aab; Thokaron Ne Hame Itna Jayada Badal Diya

Bin baat ke hi ruthne ki aadat hai
Kisi apne ka saath pane ki chahat hai
Aap kush rahe mera kya hai
Mein to aayina hu mujhe to tutne hi aadat hai