Suno Wo Jo Tera kch Ni Lgta
Tujh Bin Pareshan Rhta Hai

Yad-e-mazi azab hai ya rabb
Cheen ley mujhsey hafiza mera

Mujhse Ab Shayari Nahi Hoti
Mujhe Lafzon Ne Maar Daala Hai

Beauty doesnt last forever
but a beautiful personality does

Ae Ishq Suna Tha Ke Tu Andha Hai
Phir Mere Ghar Ka Raasta Tujhe Kis Ne Bataya

Mile to hazaaro log the zindagi me
Par wo sabse alag tha jo kismat me nahi tha

Hasne ko chand lamhe, rone ko umar sari
agar hai manjur to karlo ishq se yaari

Meri waffa se jyada kimat to
Us bewaffa ki kahaniya kmma gyi
Er kasz

Is tarah Gour se mat dekh mera hath
in lakiroon mein hasrat ke siwa kuch bhi nahi

Alvida hote hue unse koi nishani mangi
wo muskurakar bole judai kafi nahi hai kya

Ab Humara Zikar ,
Hona Chahiye Ye Laila Majnu Ke ,
Kahaani Aakhir Kab Tak

Israar tha unhe ke bhulaa dijiye zafar
Hum ne bhula dia to woh is pr bhi khush nahin

Aaj fir dekha h use mehfil me pathar bankar
Mene aankho se nahi dil se baghawat ki hai

Laut aayi hain barishein fir se yahan wahan
Ek tumhi KO laut k aane ki fursat nahi mili

Dum tod rahy parinde ko pani tak na diya gaya
Aur ab wo parinde ko bewafa kah rahay hain