Usne jab baat karne ka lihaja badla tab ye ehsaas hua ki
ye wo lamha hai jahan rasta badalna hai

Tere JaaNe Ka Baad Bas Itna Fark Raha
Tune JindGi sawar Di khud Ki Maine jinDgi Uzaad Di kHud ki

Neend Bhi Nilaam Ho Jaati Hai Baazaar e Ishq Mein
Itna Aasan Nahi Hai Kisi Ko Bhula Kar So Jaana

Andheri raat mere dil ki bechaini ko kya jaane
Basi hai neend aankho n mein magar soya nahi jaata

Teri Mohabbat Se Le Kar Tere Alvida Kehne Tak
Maine Sirf Tujhe Chaha Ba Khuda Tujhse Kuch Nahi Chaha…!!

Ajeeb Zulm Hue Hain Mohabbat Par Yaaro
Jinhe Mili Unhein Kadar Nahi Jinhe Kadar Thi Unhein Mili
Nahi

Kisi ko kya hasil hoga mujhe yaad karne se
main to ek aam insaan hun aur yaha to har kisi ko khaas ki talash hai

Kuch to batt hogi mere shayri ke alfazo me
yu hi to nahi duniyan meri shayri ko apne status lagati hai
er kasz

Vo samjh hi na sake mere dardo ko
Hame lagga unhe dikhta nahi
Shayad unhe padhna Bhi nahi atta
Er kasz

Chaale Jayenge Ek Din Hum Tujhe Tere Haal pe Chod kar E Sitaamgar
Kadaar Kya Hoti Hai Tuje Waqt Sikhaa Degaa
Er kasz

Mere Pyar Ko Wo Samajh Nhi Paya
Rotey The Jab Tanha To Koi Pass Nhi Aya
Mita Diya Khud Ko Kisi Ke Pyaar Main
To Bhi Log Kehte Hai Mujhe Pyar Karna Nhi Aya

Ek nafrat hi hai jise duniya chand lamho me
jaan leti hai,
.
.
.
.
Warna chahat ka yakeen dilane me to
zindagi beet jati hai..

बहुत चुभने लगे हैं
थकी आँखों में आंसू

मैं वह खोयी हुई चीज़ हूँ
जिसका पता तुम हो

तुम्हे तो भूल गयी
तेरी यादो को कैसे भुलु .