Yaadein Kyun Nahi Bichar Jati
Log To Pal Mein Bichar Jaty Hein.

Nahi Ishq Ka Dard Lazzat Se Khaali
Jissay Zouq Ha Wo Maza Janta Hai

LaBh sE aGaR bAat nhi kR sKte toh
AAnkhon hi aAnkhon mE bAat hOnE dO

Unke Jane Ke Bad Aisi Udasi Chayi H A Dost
K Prinde B Mera Saher Chod Gye.

Bharosa Dua Wafa Khawab Maan Mohabbat
Kitne Naam on Mein Simte Ho Sirf Ek Tum

Bahot Shauq hai na tujhy behas karne ka
Aa baith bata kis morr pe wafa ki tune

Buhat yaad karta hay koi humein dil se
Na jane dil se yeh weham kiun nahe jata

Agar palak pe hai moti to ye nahin kaafi
Hunar bhi chahiye alfaaz me pironay Ka

Mosam Ki Khusgawari Ka Aik Hi Ishara Hai,
Yadein Hai Jiski Woh Yar Humara Hai.

Silsila khayalon ka toot ta nahi goya
Zehan ke darichon mein khwab ka basera hai

Aaj bhi isi soch mein gum hai ungliyaan meri
Ke Naya haath usne thama kaise hoga

Humne Hamare Ishq Ka, Izhaar Yun Kiya,
Phoolon Se Tera Naam, Pathron Pe Likh Diya

Aagaz e Ishq bhi Khub tha Ghalib kya kahun
Pehle to thi dil lagi phr dil ko ja lagi

Uryani o fahashi ko jo kehty hyn taraq qi . .
Khadim hyn vo uorap k muslman ni hyn

Waqt Yaksaan Nhe Rehta Kabhi Sun Lo,
Khud Bhi Ro Party Hain Auron Ko Hansany Waly.