Taqlik Kaniat Ki Yeh Reet Bari Nirali Hai..
Jo Ho Na Sake Apna Acha Bhi Wohi Lagta Hai..?

Ham Ne Kanton Ko Bhi Bari Narmi Se Chua Hai
Log Kitny Bedard Hain Pholon Ko Masal Dety Hain

Wo jawaab-talab hain ke bhool to na jaoge
Jawaab main kya dun jab sawaal hi paida nahin hota

Ab Bus Bhi Kar Dy Logon Ko Toot Kar Chahna
Wo Daikh Aik or Shakhs Tujhy Chor Kar Ja Raha Hai

Gulshan Parast Hun Mujhy Gul He Nahi Aziz….
Kanton Se Bhi Nibah Kiye Ja Raha Hun Main

Bahut kuch badla he mene apne aap me lekin
Tumhe vo toot kar chahne ki aadat ab tak nahi badli

is Simt Bhi Dekhoun, Nazar Aata Hain Kay Tum Ho
Ae Jaan-E-Jahan,Yeh Koi Tumsa Hain Kay Tum Ho

Aap Ko Jo Dekha Humne, Mano Zindagi Mil Gayi Hai
Apka Pyar Paya Hamne, Mano Janat Mil Gayi Hai

Tere JaaNe Ka Baad Bas Itna Fark Raha
Tune JindGi sawar Di khud Ki Maine jinDgi Uzaad Di kHud ki

Wo Shakhs 1 Choti Si Bat Pe Yu Rooth Ke Chal Dia..
Jese Use Sadiyo Se Kisi Bahane Ki Talash Thi

Wo aaj karta nazar andaaz to bura na maan
Toot kar chahne walon ko rulana RIWAJ hai iss duniya ka

Unhe Ye Zidd Kimujhe Dekhkar Kisi Ko Na Dekh
Mera Ye Shouk Ki Sabse Salaam Karaata Chalu…

Aik Nafrat He Nahi Duniya Mein Dard Ka Sabab
Mohabbat Bhi Sakoon Waloon Ko Bade Takleef Deti Hai

Hum me to khair himmat hai itna dukh sehne ki

Tum itna dukh dete ho thak to nahi jate

Meri Aankhen Bhi Mujhse Ek Din Yeh Keh Den Gi
Khuwab Uske Na Dekha Karo Hum Se Ab Roya Nahi Jata.