A mother casts her dreams into the sea;We, the words sent bobbing towards the sun,The eggs of stone, the shards of prophesy.Because she must conclude her melodyAnd fall back to the sweet dark hush of One,A mother casts her dreams into the sea,Hoping to cross that wild infinityAnd on some infant shore again to run,The eggs of stone, the shards of prophesyOutside the fiery circle of memory,The howling surf, the incessant years undone …A mother casts her dreams into the seaAnd then dissolves into a tapestry,Her rolling, helpless drift again begun,The eggs of stone, the shards of prophesyAfloat once more upon eternity,Once more the alien fury, never done …Again, again, her dreams into the sea,The eggs of stone, the shards of prophesy!
Like (0)Dislike (0)
Before I was myself you made me, meWith love and patience, discipline and tears,Then bit by bit stepped back to set me free,Allowing me to sail upon my sea,Though well within the headlands of your fears.Before I was myself you made me, meWith dreams enough of what I was to beAnd hopes that would be sculpted by the years,Then bit by bit stepped back to set me free,Relinquishing your powers graduallyTo let me shape myself among my peers.Before I was myself you made me, me,And being good and wise, you gracefullyAs dancers when the last sweet cadence nearsBit by bit stepped back to set me free.For love inspires learning naturally:The mind assents to what the heart reveres.And so it was through love you made me, meBy slowly stepping back to set me free.
Like (0)Dislike (0)
Ye JiitHaar To Is Daur Kaa Muqaddar HaiYe Daur Jo Ke Puraanaa Nahiin Nayaa Bhii NahiinYe Daur Jo Ke Sazaa Bhi Nahiin Jazaa Bhii NahiinYe Daur Jiskaa BaZaahir Ko’ii Khudaa Bhii NahiinTumharii Jiit Ah’m Hai Na Merii Haar Ah’mKe Ibtidaa Bhii Nahiin Hai Ye Intihaa Bhii NahiinShuruu Ma’arkaEJaan Abhii Hu’aa Bhii NahiinShuruu Ho To Ye HangaamEFasilaa Bhii NahiinPayaam ZerELab Ab Tak Hai SuurEIsraafiilSunaa Kisii Ne Kisii Ne Abhii Sunaa Bhii NahiinKiyaa Kisii Ne Kise Ne Yaqiin Kiyaa Bhii NahiinUthaa Zamiin Se Ko’ii, Ko’ii Uthaa Bhii NahiinQadamQadam Par Diye Hain Vo Rahzanon Ne FarebKe Ab Nigaah Men TauqiirERahnumaa Bhii NahiinUse Samajhte Hain Manzil Jo Raastaa Bhii NahiinVahaan Lagaate Hain Deraa Jahaan Vafaa Bhii Nahiin
Like (0)Dislike (0)
chand sitaron se kya puchun kab din mere phirate hainwo to bechare khud hain bhikari dere dere phirate hainjin galiyon mai hum ne sukh ke sej pe raten kati thinun galiyon mai vyakul hokar sanjh savere phirate hainrupsarup ke jot jagana is nagari mai jokhim haicharon khunt bagule ban kar ghor andhere phirate hainjin ke shambadan saye mai mera man sustaya thaab tak aankhon ke aage wo bal ghanere phirate hainkoi hamen bhi ye samajha do un par dil kyon rijh gayatikhi chitavan banki chab vale bahutere phirate hainis nagari mai bag aur ban ke yaro lila nyari haipanchi apne sar pe uthakar apne basere phirate hainlog to daman si lete hain jaise ho jee lete hain‘abid’ hum divane hain jo bal bikhere phirate hainPoet of the poem/ghazal or nazam : Abid Ali Abid
Like (0)Dislike (0)
Meri jaa.n sochti hon mainAgar tum mil na paay tuTumhaari yaad ko dill seyBhala kaise bhulaao.n gi!Jo mousam sang terey beeteyunhain kaise bhulaao.n gi!!Andheri raat main jugnubhala kaise jalaoo.n gi!!!meri jaa.n sochti hon mainTumhain kaise bhulaao.n gi!Likha jo naam hay dill perUsey kaise mitaaoo.n gi!Jo aadhi um’r jeeni hayWo main kaise bitaao.n gi!!Meri jaa.n sochti hoon mainTumhain kaise bhulaaoo.n gi!Teri yaadai.n jo aae.n giMujhe pal pal rulai.n giMerey Anchal ko kainchai.n giMujhe kutch gudgudai.n giMeri jaa.n sochti hoon mainTumhain kaise bhulaao.n gi!!Jo baatai.n tum sey karti honbhala kis ko bataao.n gi!Naya jab sher likhoo.n giTu main kis ko sunaao.n gi!!meri jaa.n sochti hoon mainTumhain kaise bhulaaoo.n gi!Meri jaa.n Jaan lo tum bhiTumhain na bhool paoo.n gi
Like (0)Dislike (0)
ghar jab bana liya hai tere dar par kahe bagairjanega ab bhi tu na mera ghar kahe bagairkahate hain, jab rahi na mujhe taqatesukhanjanun kisi ke dil ki main kyunkar kahe bagairkam us se aa pada hai ki jisaka jahan meinleve na koi naam sitamagar kahe bagairjee mein hi kuch nahi hai hamare vagarna humsar jaye ya rahe na rahen par kahe bagairchodunga main na us butekafir ka pujanachode na khalq go mujhe kafir kahe bagairmaqsad hai nazogamza wale guftagu mein kamchalata nahi hai, dashnaokhanjar kahe bagairhar chand ho mushahidaehaq ke guftagubanati nahi hai badaosagar kahe bagairbahara hun main to chahiye duna ho iltafatsunata nahi hun baat muqarrar kahe bagair“ghalib” na kar huzur mein tu barbar arzzahir hai tera hal sab un par kahe bagairPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghali
Like (0)Dislike (0)
Khushbu Ki MuskurahatHar Mulaqat Mein Nagahein Yahi Faryad Karti Hain,Ke Kisi Pal Palat Kar Dekhne Ko Jee Chahta Hai,Woh Tou Hamein Dekh Kar Andekha Kar Jati Hai,Ke Us Ki Nazron Mein Reh Jaane Ko Jee Chahta Hai,Woh Kya Samjhe Gi Hamari Mohabbat Ko,Woh Tou Khoyi Hai Kisi Aur Ki Mohabbat Mein,Ke Us Ki Mohabbat Mein Kho Jaane Ko Jee Chahata Hai,Teri Khushbu Ne Bohat Rang De Diye Mujhe,Ke Ab Us Ke Rangon Mein Rang Jaane Ko Jee Chahta Hai,Ulajh Chuka Hoon Iss Uljhe Hue Waqt Ko Suljhane Mein,Ke Ab Teri Uljhi Zulfon Ko Suljanhe Ko Jee Chahta Hai,Fanah Ho Chuke Hain Teri Mohabbat Mein,Ke Ab Shayari Mein Izhaar Karne Ko Jee Chahta Hai,Khwahish Hai Aazmane Ki Tou Jaan Hi Mang Lou,Ke Ab Use Apna Banane Ko Jee Chahta Hai,Na Kabhi Khatam Kar Sakein Ge Yeh Shayari,Ke Khushbu Ko Shayari Mein Wapas Lane Ko Jee Chahta Hai?
Like (0)Dislike (0)
Dil Rakhnay Ko Haan Mat Keh Ab Nafrat Zeher Pila Bhi DeMat Kar Sood Bhari Yeh Batien Dil Kar Karz Chuka Bhi DeMein Sha’ir Afkar Ki Dolat Mera Kul Sarmaya HiaTu Sikon Ki Dewani Hia Apna Kaam Dikha Bhi DeChahat Ke Is Mor Se Ab Tau Wapas Jana Mushkil HiaHimat Hia Tau Naam Se Apnay Mera Naam Mita Bhi DePyar Ka Khel Jo Khela Hia Tau Teri Jeet Yakeeni HiaMujh Per Koi Tuhmat Dhar Le Khud Ko Aap Jita Bhi DeKhud Hi Tu Ne Dastak Di Thi Is K Band Kawaron PerAb Jo Wehshat Hoti Hia Tau Ghar Ko Aag Laga Bhi DeJaltay Diyeh Bhujaye Kabhi Woh Apnay Jilmil Anchal SeBhujtay Diyon Se Honay Walay Andhyara Thukra Bhi DeKhud Ko Phir Masoom Samajh Ker Kho Ja Duniya Walon MeinToot Ke Tu Ne Pyar Kia Tha Yeh Ehsaas Bhula Bhi DeUs Ke Dil Mein Kia Hia Safdar Yeh Kese Maloon KaronWoh Jo Mujh Se Dur Bhi Bhagay Mur Ker Mujeh Sada Bhi De
Like (0)Dislike (0)
# Local VariableMein Pal Do Pal Ka Shayar Hoon,Pal Do Pal Meri Kahani HaiPal Do Pal Meri Hasti Hai..# Global VariableMain Har Ik Pal Ka Shayar HoonHar Ik Pal Meri Kahani HaiHar Ik Pal Meri Hasti Hai# Null PointersMera Jeevan Kora KagazKora Hi Reh Gaya.# Dangling PointersMaut Bhi Aati NahiJaan Bhi Jati Nahin.# GotoAjeeb Dastan Hai YehKahan Shuru Kahan KhatamYe Manzilen Hain Kaun SiNa Woh Samajh Sake Na Hum# Two Recursive Functions Calling Each OtherMujhe Kuchh Kehna HeinMujhe Bhi Kuchh Kehna HeinPehle Tum, Pehle Tum.# The DebuggerJab Koi Baat Bigad JayeJab Koi Mushkil Pad JayeTum Dena Saath Mera Hamnawaz.# From VC++ To VBYeh Haseen VaadiyanYeh Khula AsmaanAa Gaye Hum Kahan.# Untrackable BugAye Ajnabi, Tu Bhi Kabhi, Awaaz De Kahin Se.# Unexpected Bug (Esp During Presentation To Client)Ye Kya Hua, Kaise Hua, Kab Hua, Kyon Hua
Like (0)Dislike (0)
Hum Apney Aap Pey Bhi Zahir Kabhi Dil Ka Haal Nahii KarteyChup Rehtey Hain Dukh Sehtey Hain Koi Ranj O Malal Nahi KarteyHum Jo Kuch Han Hum Jaisey Hain Waisey Hii Dikhaii Daitey HainChehrey Pey Bhabhoot Nahii Maltey Kabhi Kaaley Baal Nahi KarteyHum Haar Gye Tum Jeet Gye Hum Ney Khoya Tum Ney PayaIn Chotii Chotii Baaton Ka Hum Koii Khyaal Nahi KarteyTeray Dewaaney Ho Jatey Khien Seharaaon Mein Khoa JateyDewaar O Dar Mein Qaid Humien Agar Ehal O Ayaal Nahii KarteyTeri Marzii Par Hum Raazi Hain Jo Too Chahey Wo Hum ChaahienHum Hijjr Kii Fiker Nahii Kartey Hum Zikar E Visaal Nahii KarteyHumien Teray Siwa Is Dunya Mein Kisi Aur Sey Kya Laina DainaHum Sab Ko Jawaab Nahii Daitey Hum Sab Sey Sawaal Nahii KarteyGhazalon Mein Humarii Bolta Hai Wohii Kaanon Mein Ras Gholta HaiWohii Band Kavaarey Kholta Hai Hum Koii Kamaal Nahii Kartey
Like (0)Dislike (0)
gai wo bat ki ho guftagu to kyonkar hokahe se kuch na hua phir kaho to kyonkar hohamare zahan mein is fikr ka hai naam visalki gar na ho to kahan jayen ho to kyonkar hoadab hai aur yahi kashamakash to kya kijehaya hai aur yahi gomago to kyonkar hotumhin kaho ki guzra sanam paraston kabuton ki ho agar aisi hi khu to kyonkar houljhate ho tum agar dekhte ho aainajo tum se shahar mein ho ek do to kyonkar hojise nasib ho rozesiyah mera sawo shakhs din na kahe raat ko to kyonkar hohamen phir un se umid aur unhen hamari qadrhamari bat hi puche na wo to kyonkar hogalat na tha hamen khat par guman tasalli kana mane didaedidar ju to kyonkar hobatao us misha ko dekhakar ho mujh ko qararyah nesh ho ragejan mein faro to kyonkar homujhe junun nahi galib wale baqaulehuzurfiraqeyar mein taskin ho to kyonkar hoPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghali
Like (0)Dislike (0)
IN PASSINGSometimes Mom in passingWould pat you on the backAnd sometimes in passingShe’d show you the right track.Sometimes Mom in passingWould say, “You sure look nice!”And sometimes in passingShe could, make you, think twice.Sometimes Mom in passingWould lightly touch your hairAnd sometimes in passingShe’d show you what was fair.Sometimes Mom in passingWould ask, “What do you mean?”And sometimes in passingShe would get in between.Sometimes Mom in passingWould give you, “that look”And sometimes in passingWould give you what it took.But this time, Mom is passingFrom this world to the bestAnd this time in passingShe’ll pass the final test.And when Mom has passedAnd the pain is so unkindJust look and you’ll find herThere in your heart and mind.Submitted By: Del “Abe” Jones
Like (0)Dislike (0)
chand roz aur meri jan faqat chand hi rozzulm ke chanv mein dam lene par majabur hain humik zara aur sitam sah lain tadap lain ro lainapne ajdad ke miras hai mazur hain humjism par qaid hai jazbat pe zanjire haifikr mahabus hai guftar pe taziren hainaur apani himmat hai ki hum phir bhi jiye jate hainzindagi kya kisi muflis ke qaba haijis mein har ghadi dard ke paiband lage jate hainlekin ab zulm ke miyad ke din thode hainik zara sabr ki fariyad ke thode hainarsaedahar ke jhulasi hui virani meinhum ko rahana hai par yun hi to nahi rahana haiajanabi hathon ka benam garanbar sitamaj sahana hai hamesha to nahi sahana haiye teri husn se lipati hui aalam ke gardapani do roza javani ke shikaston ka shumarchandani raton ka bekar dahakata hua darddil ke besud tadap jism ke mayus pukarchand roz aur meri jan faqat chand hi rozPoet of the poem/ghazal or Nazam: Faiz Ahmed Faiz
Like (0)Dislike (0)
When I Take a long time to finish, I am slow,When my boss takes a long time, he is thoroughWhen I don’t do it, I am lazy,When my boss does not do it, he is busyWhen I do something without being told, I am trying to be smartWhen my boss does the same, he takes the initiative,When I please my boss, I am apple polishingWhen my boss pleases his boss, he is cooperating,When I make a mistake, I’ am an idiot.When my boss makes a mistake, he’s only human.When I am out of the office, I am wondering around.When my boss is out of the office, he’s on business..When I am on a day off sick, I am always sick.When my boss is a day off sick, he must be very ill.When I apply for leave, I must be going for an interviewWhen my boss applies for leave, it’s because he’s overworkedWhen I do good, my boss never remembers,When I do wrong, he never forgets
Like (0)Dislike (0)
Tujhe Pane Ki Khwaish Me Duba Armaan Hu MaiTere Jivan Me Aaya Aisa Mehmaan Hu MaiTu Khud Nahi Janti Koun Hai Tu ?Teri Ruh Ki Khushbu Teri Pahchaan Hu Mai Nahi Kahta Hu Kabhi Tujhse Juda Rah PaongaDe Duniya Gam Mujhe Hazar Mai Sah JaongaNa Dunga Ek Aansu Bhi Tujhe Jindagi Bhar HansaoungaTeri Aan Khon Ki Chamak Tere Chahre Ki Shan Hu MaiTeri Ruh Ki Khushbu ………………!Teri Mithi Si Ye Boli Jo Mera Naam Leti HaiJaise Har Din Ko Apni Aagosh Me Har Shaam Leti HaiTabhi Ugta Hai Ye Suraj Jo Palken Ye Uthti HaiTere Pairon Ki Payal Me Basi Ek Jaan Hu MaiTere Ruh Ki Khushbu ………………!Kabhi Jo Sans Tu Leti Hai Mera Hi Naam Aata HaiBarasta Hai Jo Mujhpe Julf Ka Badal Batata HaiJo Raton Ko Terra Daman Mujhe Itna Satata HaiTere Sine Ki Hu Dhadkan Tera Imaan Hu MaiTere Ruh Ki Khushbu ………………!
Like (0)Dislike (0)