Employee Woh HaiJo Aksar Fasta HaiInterviews Ke Sawaal MeBadi Companiyon Ke Jal MeBoss Aur Client Ke Bawaal MeEmployee Woh HaiJise Intezaar HaiWeekend Night Par Dhoom Machane KaBoss Ke Chhuti Par Jane KaIncrement Ki Khabar Aane KaEmployee Woh HaiJo Sochta HaiKaash Padhai Par Dhyaan Diya HotaKaash Teacher Se Panga Na Liya HotaKaash Ishq Na Kiya Hota…..Employeewoh HaiJo Pak Gaya HaiMeetings Ki Jhelai MeSubmissions Ki Gehraai MeTeamwork Ki Chataai MeEmployeewoh HaiJo Laga Rahta HaiSchedule Ko Fislane MeTargets Ko Khiskane MeRoz Naye Naye Bahane Banaane MeEmployee Woh HaiJo Lunch Time Me Breakfast Leta HaiDinner Time Me Lunch Karta Hai AurCommutation Ke Waqt Soya Karta HaiEmployee Woh HaiJo Paagal HaiChai Aur Samose Ke Pyaar MeyCigarette Ke Khumar MeyBirdwatching Ke Wichaar MeyEmployee Woh HaiJo Khoya HaiReminders Ke Jawab MeNa Milne Wale Hisab MeBehtar Bhavisya Ke Khwab Me

gazab kiya, tere wade pe aitabar kiyatamam raat qayamat ka intezar kiyahansa hansa ke shabevasl ashkbar kiyatasalliyan mujhe dede ke beqarar kiyahum aise mahvenazara na the jo hosh aatamagar tumhare tagaful ne hoshiyar kiyafasanaeshabegam un ko ek kahani thikuch aitabar kiya aur kuch naaitabar kiyaye kis ne jalva hamare saremazar kiyaki dil se shor utha, hae! beqarar kiyatadap phir ae dilenadan, ki gair kahate hainaakhir kuch na bani, sabr ikhtiyar kiyabhula bhula ke jataya hai unko razenihanchipa chipa ke mohabbat ko aashakar kiyatumhen to vadaedidar hum se karana thaye kya kiya ke jahan ko ummidavar kiyaye dil ko tab kahan hai ke ho malandeshunhone wada kiya hum ne aitabar kiyana puch dil ke haqiqat magar ye kahate hainwo beqarar rahe jisne beqarar kiyakuch aage davaremahashar se hai umeed mujhekuch aap ne mere kahane ka aitabar kiyaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Daag Dehlvi

The queen of hearts between the Jack and the KingIs wondering if its better to be in a flingThan to be in love with somebody that’s newWho brings feelings to her like so very few.The queen is playing dirty, with her heart in a knotAnd she can’t make a decision because it’s just too hotThe consequences are harsh, but she knows its rightTo leave the Jack for the King and start a big fight.She’s eyeing and spying, waiting for a good timeTo tell the Jack about the King that is dying to shineAnd take his spot in the deck as the one true loverWho the Queen needs to feel somebody loves her.I’m waiting around, as the joker of the deckWhom nobody listens to, but what the heckMy heart is in the place that is truly rightAnd I’m ready to take on any little fight.When the deed is done, I’ll be sleeping fineBecause I’ve known what is right all the time.To play chess with two hearts and winIs as wrong as a fish with no fins.

A simple friend has never seen you cry.A real friend has shoulders soggy from your tears.A simple friend doesn’t know your parents’ first names.A real friend has their phone numbers in his address bookA simple friend brings a bottle of wine to your party.A real friend comes early to help you cook and cleanA simple friend hates it when you call after he has gone to bed.A real friend asks you why you took so long to call.A simple friend seeks to talk with you about their problems.A real friend seeks to help you with your problems.A simple friend wonders about your romantic history.A real friend could blackmail you with it.A simple friend, when visiting, acts like a guest.A real friend opens your refrigerator and helps himself.A simple friend thinks the friendship is over when you have an argument.A real friend knows that it’s not a friendship until after u’ve had a fight.A simple friend expects you to always be there for them.A real friend expects to always be there for you!

I see you working hard for meAnd wonder what it means:Whether I will do the sameAnd give up my own dreamsTo offer someone else my world,A stranger from my womb,And say: Here, take my life,So you, not I, can bloom.I often wonder at the depthOf that cool sacrifice;I know it can’t be “just because,”Or simply to be nice.It is so awesome, I can’t thinkHow I could make that choice,Except I see something in youThat gives my own heart voice.I see sometimes a happinessAmid the stressedout dayThat no one else can hope to knowIn any other way.I feel it when you look at meAnd understand sometimesThat things I do, I do for two,And then your hard life shines.And when I give you grief, I knowThat all the bitter painBetween a mom and growing childIs simply like the rainThat alternates with sunny days,Passion without end,While underneath is more of lifeThan we can comprehend.And then I know, perhaps, why ILike you might be so movedTo give my life to someone else,And know that I have loved.

apne mazi ki tasavvur se hirasa hun mainapne guzri hue ayyam se nafarat hai mujheapni bekar tamannaon pe sharminda hun mainapni besud ummidon pe nidamat hai mujhemere mazi ko andhere mein daba rahane domera mazi meri zillat ki siva kuch bhi nahimeri ummidon ka hasil meri kavish ka silaek benam aziyat ki siva kuch bhi nahikitni bekar ummidon ka sahara lekarmain ne aiwan sajaye they kisi ki khatirkitni berabt tamannazon ki mabham khakeapne khwabon mem basaye the kisi ki khatirmujhase ab meri mohabbat ki fasane na puchomujhko kahane do ki main ne unhen chaha hi nahiaur wo mast nigahen jo mujhe bhool gainmain ne un mast nigahon ko saraha hi nahimujhko kahane do ki main aj bhi jee sakata hunishq nakam sahi zindagi nakam nahiunko apanane ki khvahish unhen pane ki talabshauq bekar sahi saigam anjam nahiwohi gesu wohi nazar wohi aarid wohi jismmain jo chahun ki mujhe aur bhi mil sakate hainwo kanval jinako kabhi munake liye khilana thaunaki nazaron se bahut dur bhi khil sakate hainPoet of the poem/ghazal or Nazam:  Sahir Ludhianvi

Pareshaan Thi Champu Ki WifeNonHappening Thi Jo Uski LifeChampu Ko Na Milta Tha AaramOffice Main Karta Kaam Hi KaamChampu Ke Boss Bhi The Bade CoolPromotion Ko Har Baar Jate The BhulPar Bhulte Nahi The Wo DeadlineKaam To Karwate The Roz Till NineChampu Bhi Banna Chata Tha BestIsliye To Wo Nahi Karta Tha RestDin Raat Karta Wo Boss Ki GulamiOnsite Ke Ummid Main Deta SalamiDin Guzre Aur Guzre Fir SaalBura Hota Gaya Champu Ka HaalChampu Ko Ab Kuch Yaad Na Rehta ThaGalti Se Biwi Ko Behenji Kehta ThaAakhir Ek Din Champu Ko Samjh AayaAur Chod Di Usne Onsite Ki Moh MayaBoss Se Bola, “Tum Kyon Satate Ho ?”“Onsite Ke Laddu Se Buddu Kyun Banate Ho”“Promotion Do Warna Chala Jaunga”“Onsite Dene Par Bhi Wapis Na Aunga”Boss Haans Ke Bola “Nahi Koi Baat”“Abhi Aur Bhi Champus Hai Mere Paas”“Yeh Duniya Champuon Se Bhari Hai”“Sabko Bas Aage Badhne Ki Padi Hai”“Tum Na Karoge To Kisi Aur Se Karunga”“Tumhari Tarah Ek Aur Champu Banaunga”

MY ROCK(Mom)Sometimes I catch myselfThinking, “When I phone,I can talk of this or that!”Then remember, I’m alone.She was always thereTo answer my calls –To listen to my “small talk”Or when I climbed the walls.At times, I didn’t feel like talkingAnd somehow, she understood –Didn’t say she wished I’d callOr make me feel like I should.Now, I wish I would haveMore times, to show I cared –To say, just how importantWere, all those times we shared.I could have shown my loveSo much more than I did –I never, did it enoughEven when I was a kid.Now it’s too late to do or sayAll those things I wish I had –No way to ease the pain insideWhen my heart is sad.She was my “anchor” to this life –The “rock”, that I clung to –The place, where I could turnWhen, nowhere else would do.Now, the ravages of timeHave worn my “rock” away –And all I have to cling toAre memories of yesterdaySubmitted By: Del “Abe” Jones

gham mujhe hasrat mujhe vahashat mujhe sauda mujheek dil deke khuda ne de diya kya kya mujhehai husulearazu ka raz tarkearazumain ne duniya chod di to mil gai duniya mujhekah ki soya hun ye apne iztarabeshauq sejab wo aayen qabr par fauran jaga dena mujhesubah tak kya kya teri umeed ne tane diyeaa gaya tha shamegam ek neend ka jhonka mujheye namazeishq hai kaisa adab kisaka adabapne payenamaz par karne do sajda mujhedekhte hi dekhte duniya se main uth jaungadekhati ki dekhati rah kjayegi duniya mujhegham mujhe hasrat mujhe vahashat mujhe sauda mujheek dil deke khuda ne de diya kya kya mujhehai husulearazu ka raz tarkearazumain ne duniya chod di to mil gai duniya mujhekah ki soya hun ye apne iztarabeshauq sejab wo aayen qabr par fauran jaga dena mujhesubah tak kya kya teri umeed ne tane diyeaa gaya tha shamegam ek neend ka jhonka mujheye namazeishq hai kaisa adab kisaka adabapne payenamaz par karne do sajda mujhedekhte hi dekhte duniya se main uth jaungadekhati ki dekhati rah kjayegi duniya mujhePoet of the poem/ghazal or Nazam: Seemab Akbarabadi

I’m sorry I can’t tell you whatI’m sure you’d rather hear,But there’s a burden in my heartI can no longer bear.There’s an anger I must crossBefore I come to youAnd make my peace with who you are,And try your soul anew.I know I wasn’t what you wantedWhen you wanted me,A healthy, happy baby girlYou could raise easily.I was born impaired, and youHave never understoodThat what I am is whole and fairAnd beautiful and good.You were sorry, first for meAnd then for you, and wept,But I would not be me withoutThe fact that I am deaf.I am a gift to celebrateAnd not a cause to grieve.As a child this was whatI needed to believe.I needed but a different roadTo reach the common goal,But you decided there were thingsI couldn’t do at all.And rather than accept what lifeHad given in its grace,You looked at what life had withheldAnd turned from its embrace.Ah, Mother! How you injured meBy what you would not own!To love myself I had to leaveAnd make my way alone,And have my children in the courseOf what I would become,But always, always looking backTo where I had no home.

chede main ne kabhi laborukhsar ke qissegahe gulobulbul ke hikayat ko nikharagahe kisi shahazade ke afsane sunayegahe kya duniyaeparistan ka nazaramain khoya raha jinomalaik ke jahan meinhar lahaja agarche mujhe aadam ne pukarabarason yun hi diljamieaurang ke khatirsau phul khilaye kabhi sau zakhm kharidemain likhata raha hijv bagavat manshun kemain padhata raha qasrnashinon ke qasideubhara bhi agar dil mein koi jazabaesarkashis khauf se chup tha ke koi honth na si delekin ye tilismat bhi ta der na rah payeaakhir maiominaodafochang bhi tutteyun dastogareban hua insanokhudabandnakhachir to tadape qafaserang bhi tuteis kashmakashezarraoanjum ke fiza meinkashkol to kya afsaroaurang bhi tutemain dekh raha tha mere yaron ne badhakarqatil ko pukara kabhi maqtal ko sada digahe rasnodar ke aagosh mein jhulegahe haramodair ke buniyad hila dijis aag se bharpur tha mahaul ka sinawo aag mere lauhoqalam ko bhi pila diaur aj shikasta hua har tauqetalaiab fan mera darbar ke jagir nahi haiab mera hunar hai mere jamahur ke daulatab mera junun kaifetazir nahi haiab dil pe jo guzaregi betok kahungaab mere qalam main koi zanjir nahi haiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Ahmed Faraz

yahin ke thi mohabbat ke sabaq ke ibtada main neyahin ke jurrateizhareharfemudd’a main neyahin dekhe the ishvenazoandazehaya main neyahin pahale suni thi dil dhadakane ke sada main neyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhidilon mein izdahamearazu lab band rehte thenazar se guftagu hoti thi dam ulfat ka bharate thena mathe par shikan hoti, na jab tevar badalate thekhuda bhi muskura deta tha jab hum pyar karte theyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhiwo kya aata ke goya daur mein jamesharab aatawo kya aata rangili ragani rangin rabab aatamujhe ranginiyon mein rangane wo rangin sahab aatalabon ke mein pilane jhumata masteshabab aatayahin kheton mein pani ke kinaro yaad hai ab bhihaya ke bojh se jab har qadam par lagazishen hotinfazan mein muntasar rangin badan ke larazishen hotinrababedil ke taron mein musalasil jumbishen hotinkhifaeraz ke purlutf baham koshishen hotinyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhibalaefikrefarda hum se koson dur hoti thisururesarmadi se zindagi mamur hoti thihamari khilwatemasum rashqetur hoti thimalak jhula jhulate the gazalkhwan hur hoti thiyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhina ab wo khet baqi hain na wo aaberawan baqimagar us aisherafta ka hai ik dhundala nishan baqiPoet of the Poem/Ghazal or Nazam: Makhdoom Mohiuddin

gaye dinon ka surag lekar kidhar se aaya kidhar gaya woajeeb manus ajanabi tha mujhe to hairan kar gaya wokhushi ki rut ho ki gham ka mausum nazar use dhundhati hai har damwo buegul tha ki nagmaejan mere to dil mein utar gaya wowo maikade ko jaganevala wo raat ki neend udanevalana jane kya us ki jee mein aayi ki sham hote hi ghar gaya wokuch ab sambhalane lagi hai jan bhi badal chala rang aasman bhijo raat bhari thi tal gai hai jo din kada tha guzar gaya woshikastapa rah mein khada hun gaye dinon ko bula raha hunjo qafila mera hamsafar tha mislegardesafar gaya wobas ek manzil hai bulhavas ki hazar raste hain ahaledil kiye hi to hai farq mujh mein us mein guzar gaya main thahar gaya wowo jis ki shane pe hath rakh kar safar kiya tune mannzilon kateri gali se na jane q aj sar jhukaye guzar gaya wowo hijr ki raat ka sitara wo hamnafas hamsukhan hamarasada rahe us ka naam pyara suna hai kal raat mar gaya wobas ek moti si chab dikhakar bas ek mithi si dhun suna karsitaraesham ban ki aaya barangekhayalesahar gaya wona ab wo yadon ka chadhata dariya na fursaton ki udas barkhayun hi zara si kasak hai dil mein jo zakhm gahara tha bhar gaya wowo raat ka benava musafir wo tera shayar wo tera ‘nasir’teri gali tak to hum ne dekha phir na jane kidhar gaya woPoet of the poem/ghazal or Nazam:Nasir Kazmi

chupake chupake rat din aansu bahana yad haihum ko ab tak aashiqi ka wo zamana yad haibahazaran iztirabosadhazaran ishtiyaqtujhase wo pahale pahal dil ka lagana yad haitujhase milate hi wo bebak ho jana meraaur tera daton mein wo ungali dabana yad haikhinch lena wo mera parde ka kona daffatanaur dupatte se tera wo munh chupana yad haijan kar sota tujhe wo qasaepabosi meraaur tera thukra ke sar wo muskurana yad haitujh ko jab tanha kabhi pana to azrahelihazhaledil baton hi baton mein jatana yad haijab siva mere tumhara koi divana na thasach kaho kya tum ko bhi wo karkhana yad haigair ke nazaron se bachakar sab ke marzi ke khilafwo tera chori chipe raton ko aana yad haiaa gaya gar vasl ke shab bhi kaheen zikrefiraqwo tera ro ro ke mujhako bhi rulana yad haidopahar ke dhup mein mere bulane ke liyewo tera kothe pe nange paon aana yad haidekhana mujhako jo bargashta to sau sau naz sejab mana lena to phir khud ruth jana yad haichori chori hum se tum aa kar mile the jis jagahmuddaten guzarin par ab tak wo thikana yad haiberukhi ke sath sunana dardedil ke dastanaur tera hathon mein wo kangan ghumana yad haivaqterukhsat alvida ka lafz kahane ke liyewo tere sukhe labon ka thartharana yad haibavajudeiddaeittaqa ‘hasrat’ mujheaj tak ahadehavas ka ye fasana yad haiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Hasrat Mohani