yahin ke thi mohabbat ke sabaq ke ibtada main neyahin ke jurrateizhareharfemudd’a main neyahin dekhe the ishvenazoandazehaya main neyahin pahale suni thi dil dhadakane ke sada main neyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhidilon mein izdahamearazu lab band rehte thenazar se guftagu hoti thi dam ulfat ka bharate thena mathe par shikan hoti, na jab tevar badalate thekhuda bhi muskura deta tha jab hum pyar karte theyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhiwo kya aata ke goya daur mein jamesharab aatawo kya aata rangili ragani rangin rabab aatamujhe ranginiyon mein rangane wo rangin sahab aatalabon ke mein pilane jhumata masteshabab aatayahin kheton mein pani ke kinaro yaad hai ab bhihaya ke bojh se jab har qadam par lagazishen hotinfazan mein muntasar rangin badan ke larazishen hotinrababedil ke taron mein musalasil jumbishen hotinkhifaeraz ke purlutf baham koshishen hotinyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhibalaefikrefarda hum se koson dur hoti thisururesarmadi se zindagi mamur hoti thihamari khilwatemasum rashqetur hoti thimalak jhula jhulate the gazalkhwan hur hoti thiyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhina ab wo khet baqi hain na wo aaberawan baqimagar us aisherafta ka hai ik dhundala nishan baqiPoet of the Poem/Ghazal or Nazam: Makhdoom Mohiuddin

Your Comment Comment Head Icon

Login