gazab kiya, tere wade pe aitabar kiyatamam raat qayamat ka intezar kiyahansa hansa ke shabevasl ashkbar kiyatasalliyan mujhe dede ke beqarar kiyahum aise mahvenazara na the jo hosh aatamagar tumhare tagaful ne hoshiyar kiyafasanaeshabegam un ko ek kahani thikuch aitabar kiya aur kuch naaitabar kiyaye kis ne jalva hamare saremazar kiyaki dil se shor utha, hae! beqarar kiyatadap phir ae dilenadan, ki gair kahate hainaakhir kuch na bani, sabr ikhtiyar kiyabhula bhula ke jataya hai unko razenihanchipa chipa ke mohabbat ko aashakar kiyatumhen to vadaedidar hum se karana thaye kya kiya ke jahan ko ummidavar kiyaye dil ko tab kahan hai ke ho malandeshunhone wada kiya hum ne aitabar kiyana puch dil ke haqiqat magar ye kahate hainwo beqarar rahe jisne beqarar kiyakuch aage davaremahashar se hai umeed mujhekuch aap ne mere kahane ka aitabar kiyaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Daag Dehlvi

Your Comment Comment Head Icon

Login