Apne Dil Ki Awaz Sun Afwaon Se Kaam Na LeyMujhe Yaad Kar Beshak Mera Naam Na LeyTera Weham Hai Ke Hum Bhool Gaye TujheMeri Koi Sans Aisi Nahi Jo Tera Naam Na Ley

Tu Naam Ka Darya Hai Rawani Nahi RakhtaBadal Hai Wo Bay Faiz Kay Pani Nahi RakhtaYeh Akhri Khat Akhri Taswee Be Lay JaMain Bholnay Waloon Key Nishani Nahi Rakhta

Gamo Mai Bhi Muskurana Chahta Hu MeinTumhe Bhulake Ek Nayi Duniya Basana Chahta Hu MeinMagar Na Jane Kyun Nikal Ate Hai AshooJab Bhi Tumhe Bhulana Chahta Hu Mein

Yaade Dilse Mitane Ki Cheez Nahi HotiZindgi Har Pal Azmane Ki Cheez Nahi HotiBeshak Kuch Pal Yuhi Bhula Diye Jate HaiPar Pyar Bhool Jane Ki Cheez Nahi Hoti

Khayal Me Ata He Jab Uska Chehra,To Labon Pe Aksar Faryad Aati He,Hum BHOOL Jate Hen Uske Sare Sitam,Jab Uski Thori Si Muhabbat Yaad Ati He..Share By : Princess Komal

Bhulaakar Hume Who Khush Reh PaayengeSaath Me Nahin Toh Mere Jaane Ke Baad MuskuraayengeDuva Hai Khuda Se Ke Unhe Kabhi Zakhm Na DeHum Toh She Gaye, Par Who Toot Jaayenge

Jab Chla Chor K Batlane Ki Zehmat Bhi Na Ki,Khob Tha Dosti Ek Arsa Nibhanay Wala,Dushmani K Bhi Tu Aadaab Hain Aey Dost Bata,Koi Itna Bhi Na Tha Tujh Ko Batanay Wala…

Tumko Bhula Payenge Itna Hum Main Dum Nahi,Tumne Diya Jo Gam Wo Maut Se Kam Nahi,Yaaro Dil Ke Jakhm Dikhaon Phasana Yaar Kaa Hain,Mohabbat Jhoothi Hain Bahana Pyaar Kaa Hain

Kis Tarah Aur Pass Aaon Main,Sirf Apna Tumein Banaaon Main.Paas Ho Kar Bhi Door Hain Itne,Kis Nidaa Se Tumein Bulaaon Main.Raat Din Be Qaraar Rehta Hoon,Kaash, Lamhe Ka Chain Paaon Main.Dhoop Hai Tez,Kahin Chaaon Nahin,Abra Ko, Ab,Kahan Se Laaon Main.Aik Lamhe Bhoola Nahin Paata,Khoob Kehto Ho,Bhool Jaaon Mai

Bhool Kar Bhi Bhula Nahi Sakte,Aur Hum Tujhko Paa Nahi Sakte,Khud Pe Ilzaam Dhar Liya Humne,Tujh Pe Tohmat Laga Nahi Sakte,Dil Pe Likha Hai Yu Tera Naam,Chah Kar Bhi Mita Nahi Sakte,Usne Duniya Bhula Kar Rakh Di Hai,Hum To Lab Bhi Hila Nahi Sakte,Bhool Jaate Hai Roz Wo Yeh Keh Kar,Hum Tum Ko Bhula Nahi Sakte…!!

aadmi aadmi se milta haidil magar kam kisi se milta haibhool jata hun main sitam us kevo kuch is sadagi se milta haiaj kya bat hai ke phoolon karang teri hansi se milta haimil ke bhi jo kabhi nahi miltatut kar dil usi se milta haikarobarejahan sanvarate hainhosh jab bekhudi se milta haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Jigar Moradabadi

Tu MujheKabhi Bhool Na Payegi,Jitna Bhulna ChahegiUtni Hi Tujhe Meri Yaad Aayegi..Tujhe Hasayegi, Tujhe RulayegiMeri Yaad Tujhe Is Kadar Satayegi..,Tu ChaheJitna Bhi Mujhse Dur JayegiUtna Hi Mujhko Khudke Paas Payegi…Sochti Rehgi SadaTu Mere Bare Mein ‘Keval’,Meri Yaad Tujhe,Mujhe, Sochne ParSada Majbur Kar Jayegi…!! 

Ishq Main Tere Har Had Se Guzar Jana Chahta Hoon Log Jeete Hai Ashaqi Main Main Teri Chaht Main Mar Jana Chahta Hoon Aye Mere Yaar Na Samjha Hai Na Samjhe Ga Tu Sagar Ka Naseeb Log Pane Ke Liye Jeete Hain Main Tujhe Kho Ke Jeena Chahta Hoon Yaad Karegi Tu Mujhe Jitna Utna Hi Mujhe Yaad Ayegi Yaad Aaoon Na Tujhe Main Main Tujh Ko Bhool Jana Chahta Hoon

Payam aaye hain us yarebevafa ke mujhejise qarar na aaya kaheen bhula ke mujhenashe se kahun to nahi yadeyar ka aalamke le uda hai koi dosh par hawa ke mujhejudaiyan hon to aisi ki umr bhar na milefareb to do zara silsile bada ke mujhemain khud ko bhool chuka tha magar jahan waleudas chod gaye aaina dikhake mujhePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Faraz

Tum Mujhe Bhool Bhi Jaao To Ye Haq Hai TumkoMeri Baat Aur Hai Maine To Mohabbat Ki HaiJudai Ka Pata Hota Agar Pyaar Se Pehle,To Maut Ki Duva Mangte Hum Deedar Se Pehle.Wafa Ka Naam Na Lo Yaron,Wafa Dil Ko Dukahati Hai.Wafa Ka Naam Lete Hi,Hume Ek Bewafa Ki Yaad Aati HaiAap Gairon Ki Baat Karte Hain,Humne Apno Ko Aajmaya Hai!Log Katoan Se Bachkar Chalte Hain,Humne Fooloan Se Jakhm Khaya Hai!!