Dosti Ka Haq Hum Youn Ada Kartay HainDost Ke Naam Per Jan Fida Kartay HainTumhey Phool Ka Zakham Bhi Na Anay PaeAllah Say Roz Yeh Dua Kartay Hain

Hum Woh Phool Hai Jo Roz Roz Nahi KhiltayYe Wo Hont Hai Jo Kabhi Nahi SiltayHum Se Bichro Ge To Ehsaas Hoga TumheHum Jaise Dost Roz Roz Nahi Milte

Thoda Socha Hai Humne, Thoda Jaana Hai HumneMushkil Se Magar Pehchana Hai HumneKoi Aap Jaisa Na Tha Na Hai Na HogaIsliye Dost Aapko Mana Hai Humne

Itni Dosti Naa Karo Ki Bigar Jaye HumThoda Danta Bhi Karo Ki Sudhar Jaye HumHamara Khata Per Hojana Tum KhafaMagar Itna Bhi Nahi K Bikhar Jaye Hum

Mujhe DardEIshq Ka Maza Maloom Hai, DardEDil Ki Inteha Maloom Hai, Zindagi Bhar Muskrane Ki Dua Na Dena, Mujhe Pal Bhar Muskrane Ki Saza Maloom Hai

Kabhi Kabhi in Ankho Main Nami Se Hoti HaiKabhi Kabhi in Hontoon Pe Hansi Si Hoti HaiAe Dost Wo Tumhi Ho Jise Meri Zindgi, Zindgi Si Hoti Hai 

Aapke Paas Dosto Ka Khazana HaiPar Ek Dost Apka Purana HaiIs Dost Ko Bhula Na Dena KabhiKyoki Ek Dost Apki Dosti Ka Deewana HaiHappy Friendship Day

Yeh Hamari Kismat Hai Ki Aap Hame Dhost Kahete HaiDur Hokar Bhi Yaad Karte HaiWaqut Aane Pur Hum Bhi Dikha DengeKe Dosti Ka Hakk Kaise Ada Karte Hai

Jab Koi Khayal Dil Se Takrata HaiDil Na Chah Ker Bhi Khamosh Ho Jata HaiKoi Sab Kuch Keh Ker Dosti Jatata Hai,To Koi Kuch Na Keh K Dosti Nibhata Hai

Mann Mein Aapki Har Baat Rahegi,Basti Chuti Hai Mgr Aabad Rahegi,Chahe Hum Bhula Dy Zamane Ko,Mgr Apki Ye Pyari Si Dosti Humesha Yaad Rahegi…

Yahi To Khoobsurat Dosti Ka Naata HaiJo Bina Kisi Shart Ke Kiya Jaata HaiRahe Duriyan Darmiyan To Parwaah NahiDost To Harpal Dil Me Basaya Jaata Hai

Ummid Aisi Ho Jo Jeene Ko Majboor KareRaah Aisi Ho Jo Chanle Ko Majboor KareMehak Kam Na Ho Kabhi Apni Dosti KiDosti Aisi Ho Jo Milne Ko Majboor Kare

Yah Dosti Chirag Hai ,Isse Jalaye RakhanaYah Dosti Gul Hai Isse Khilaye Rakhana.Hum Rahe Na Rahe Iss Jahan Main.Bus Hamari Yaad Dil Me Basaye Rakhana

Kuch Meethe Pal Yaad Aate HainPalko Par Ansu Chor Jate HainKal Koi Aur Mil Jaaye Toh Hamain Na Bhool JanaDosti Ke Rishtey Zindagi Bhar Kaam Aate Hain

Meri Dosti Ki Tm Kya Azmaish Kr Sko GyJaan Sy Zyada Kia Farmaish Kr Sko GyMeri Dosti Hy Samandar K Pani Ki TarhanKya Kbi Us Pani Ki PEMAISH Kr Sko Gy