aali jee ab aap chalo tum apne bojh uthayesath bhi de to aakhir hamare koi kahan tak jayejis suraj ke aas lagi hai shayad wo bhi aayetum ye kaho khud tum ne ab tak kitane diye jalayeapana kam hai sirf mohabbat baqi us ka kamjab chahe wo ruthe hum se jab chahe man jayekya kya rog lage hain dil ko kya kya un ke bhedhum sab ko samajhane wale kon hamen samajhayeek isi ummid pe hain sab dushman dost qabulkya jane is sadaravi mein kon kahan mil jayeduniya wale sab sache par jina hai us ko bhiek garib akela papi kis kis se sharmayeitna bhi majabur na karana varna hum kah dengeo “ali” pe hansane wale tu “ali” ban jayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jameeluddin Aali

Shahar mein dhund raha hun ke sahara de dekoi hatim jo mere hath mein kasa de deped sab nange faqiron ke tarah sahame hainkis se umeed ye ke jaye ki saya de dewaqt ke sangzani noch gai sare naqushab wo aaina kahan jo mera chehara de dedushmanon ke bhi koi baat to sach ho jayeaa mere dost kisi din mujhe dhoka de demain bahut jald hi ghar laut ke aa jaungameri tanhai yahan kuch dinon pehara de dedub jana hi muqadar hai to behatar varanatune patavar jo chini hai to tinka de dejis ne qataron ka bhi mohataj kiya mujh kowo agar josh mein aa jaye to dariya de detum ko “rahat” ke tabiyat ka nahi andazawo bikhari hai magar mango to duniya de dePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Rahat Indori

Tu Meri Khushiyon Ke Falak Ka Sitaara HaiTu Yaar Mujhko Jaan Se Bhi Pyara HaiTera Karz Hai Mujh Par Main Bhoola NahinTu Aaya Hai Maine Jab Bhi Pukaara HaiTeri Palkon Pe Aansoo Dekh Main Sakta NahinZamaane Ka Mujhko Har Zulm Gawaara HaiMere Lahoo Ka Har Aik Katraa Hai TumharaMeri Har Saans Par Ab Haq Tumhara HaiAb Main Teri Aankhon Se Khawab DekhungaMeri Khoyi Hui Roshni Ka Tu Nazara HaiKasam Hai, Tujhko Main Jhukne Nahin DoongaMaana Ke Mera Dil Har Aik Baazi Haara HaiTere Daaman Mein Khushiyon Ki Kashtiyaan UtaarungaMain Aik Dariyaa Hoon Tu Mera Kinara HaiMain Rota Hoon Pardon Mein Moonh Chhupaa KarTu JaanTa Hai Mujhko Kin Ghamon Ne Maara HaiMere Saare Sapne To Toot Kar Bikhar GayeBas Ab Aik Tu Hi Mere Jeene Ka Sahara Hai

Jab Jindagi Meri Kuch Rukne Lagi Thi,Badte Kadam Kuch Thakne Lage The,Sahara Yu Dost Ka Mila MujhkoKe Dosti Pe Apni Gumaan Aane Laga Mujhko.Kuch Chehre Jab Paraye Hone Lage The,Kuch Haath Chod Ke Jaane Lage The,Tere Haath Ne Kuch Yu Thama MujhkoKe Dosti Pe Apni Gumaan Aane Laga Mujhko.Safar Main Jab Paya Akela Maine Khudko Tha,Shitij Pe Tara Koi Na Tha Raahgir Mera,Kuch Yu Humsafar Ban Gaye Tum Mere,Ke Dosti Pe Apni Gumaan Aane Laga Mujhko.Ab Na Kissi Saathi Ki Khwahish HogiKe Dost Tere Jaisa Jo Mil Gaya Hai Mujhko,Kuch Yu Khili Hai Mushkilo Main Dosti ApniKe Dosti Pe Apni Gumaan Aane Laga Mujhko.Ab Na Aanjam Ki Fikr Hai Mujhko,Nahi Raah Ki Mushkilo Ka Koi Dar Hai,Baantein Kuch Pal Saath Hum Raah Main IstarahKe Duniya Kare Gumaan Dosti Pe Anpni!!!

Agar Aap Ek Tedy Bear HoteTo Pass Aapne Rakh LetiDaal Ki Aapni Jholi MeinSang Aapne Le ChaltiSubaho Sham Deti Ek Pyaara Sa KissKaheti Mr Hun Main Teri MissHug Kar Ke Roz Raat KoSang Aapne SulatiKash Aap Barbi Doll HoteTo Aapne Show Case Mein Rakh LetiDekha Ke Aapne Doston KoKhub Bost Kiya KartiJab Khelti Sakhiya Ghar GharTo Aapna Dulha Bana LetiHalwa Puri Bana Ke RozAapne Dulhe Raja Ko DetiAgar Aap Mere Doggi HoteTo Chain Se Banadh Ke RakhtiKaan Pakdke KeechtiAur Khoob Pyaar KartiAgar Aap Hote Mere PcTo Din Raat Aap Ko DekhtiChahe Mama Kitna DattiAap Se Hi Baate Karti RahetiPar Aap Ho Ek Hakiqat HoAap Ko Dil Hun De BathiPaa Nahi Sakti To KyaYeh Dostana Nahi Tutne Dungi Share with us more Cute Shayari in Hindi 140 Words sms messages collection in Hindi/ Urdu in comments section below

Teri Nazar Meri Nazar Se Jab Mili Pehli BaarHone Laga Ye Dil Mera Phir Kyun BeqaraarTeri Nazar TeerENazar Ban Gayi E Mere YaarGhayal Hua Ye Dil Mera Jeena Hua DushwarMere Zakhmo Mein Chahat BharogeKya Mujhse Dosti Karoge?Kya Tum Mere Dil Mein Rahoge?Kya Mujhse Dosti Karoge?Mujhse Wo Pehli Nazar Ek Daastaan Keh GayiJo Bhi Zubaan Keh Saki Na Wo Ye Bezubaan Keh GayiPhir Mere Khwabon Mein Aakar Tune Meri Neendo Ko ChurayaPhir Mere Dil Mein Samakar Tune Dil Ko Diwana BanayaTeri Yaadon Mein Tadpa Hu MainTere Pyar Ko Tarsaa Hu MainTu Hi To Hai Meri JustajooTujhse Ye Aaj Kehta Hu MainDhoonda Ye Saara Jahan Na Jaane Tum Thi KahanTere Hi Armaan Meri Aankho Mein The JaanEJanKai Barso Tak Jaise Maine Kiya Hai Tera IntezaarMeri Hasrat Ko Puri Karoge?Kya Mejhse Dosti Karoge?O Jaana Kya Tum Mujhse Dosti Karoge?O Jaana Kya

Tumhare Dost Kitne Hai Ye Mat BattaoTum Kese Dost Ho Ye BattaoTumhare Dosto K To Ginti Lakho Me HogiUnme Se Konsa, Or Kyu Pyaara Or Kese Hai Ye BattaoUs Dost Se Jitna Hoga Dosti NibhaiiTumne Uska Kitna Saat Nibahya Ye BattaoHar Muskil Me Har Mushibat Me Tumhare Saat Tha WoFir Bhi Gero Se Tumne Uski Kyu K Buraari Ye BattaoSubha Hote Hi Tumse Milne Aa Jata Hai Ghar TumhareTum Kitni Baar Usse Milte Ho Ye BattaoJab Kabhi Office Me Ya Ghar Pe Dantt Tumko Padthi HaiUsne Kitna Hasaya Or Tumne Guse Me Kya Kha Ye BattaoTere Ruth Jane Se Wo Kitna Mananta, Kitne Tofhe DetaUske Naraz Hone Pe Tumne Kitna Manaya Ye BattaoWo Dost Aaj Nahi Hai Karib Tumhare To Udas Kyu HoTumne Use Kitna Jane Se Roka Mujhe Ye BattaoKya Koi Kami Thi Uski Dosti Me YaTum Uski Dosti K Kabil Nahi Ye BattaoAaj Ye Shayari Likh Kar, Us Dost K Yaad Dila D Ashiqe NeYe Mene Shahi Kya Ya Galt Mujhe Saf2 Ye Battao

juz tere koi bhi din raat na jane meretu kahan hai magar ae dost purane meretu bhi khushbu hai magar mera tajassus bekarbarqeavara ke manind thikhane mereshama ki lau thi ke wo tu tha magar hijr ke raatder tak rota raha koi sirhane merekhalq ke bekhabari hai ke meri rusavailog mujh ko hi sunate hain fasane merelut ke bhi khush hun ke ashkon se bhara hai damandekh garatgare dil ye bhi khazane mereaj ik aur baras bit gaya us ke bagairjis ke hote hue hote the zamane merekash tu bhi meri aavaz sunata hophir pukare hai tujhe dil ke sada ne merekash tu bhi kabhi aajaye masihai kolog aate hain bahut dil ko dukhane merekash auron ke tarah main bhi kah sakatabaat sun li hai meri aj khuda ne meretu hai kis hal mein ae zudfaramosh meremujh ko to chin liya ahadevafa ne merecharagar yun to bahut hain magar ae jane‘faraz’juz tere aur koi gham na jane merePoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ahmed Faraz

Juz Tere Koii Bhii Din Raat Na Jaane MereTuu Kahaan Hai Magar Ai Dost Puraane MereTuu Bhii Khushbuu Hai Magar Meraa Tajassus BekaarBarqEAavaaraa Kii Maanind Thikhaane MereShamaa Ki Lau Thii Ke Vo Tuu Thaa Magar Hijr Kii RaatDer Tak Rotaa Rahaa Koii Sirhaane MereKhalq Kii Bekhabarii Hai Ke Merii RusavaaiiLog Mujh Ko Hii Sunaate Hain Fasaane MereLut Ke Bhii Khush Huun Ke Ashkon Se Bharaa Hai DaamanDekh Gaaratgare Dil Ye Bhii Khazaane MereAaj Ik Aur Baras Biit Gayaa Us Ke BagairJis Ke Hote Hue Hote The Zamaane MereKaash Tuu Bhii Merii Aavaaz Sunataa HoPhir Pukaare Hai Tujhe Dil Kii Sadaa Ne MereKaash Tuu Bhii Kabhii Aajaaye Masiihaaii KoLog Aate Hain Bahut Dil Ko Dukhaane MereKaash Auron Kii Tarah Main Bhii Kah SakataaBaat Sun Lii Hai Merii Aaj Khudaa Ne MereTuu Hai Kis Haal Men Ai Zuudfaraamosh MereMujh Ko To Chhiin Liyaa AhadEVafaa Ne MereChaaraagar Yuun To Bahut Hain Magar Ai JaanE‘Faraz’Juz Tere Aur Koii Gam Na Jaane Mere

Phir bhi hai tumako masihai ka dawa dekhomujhko dekho, mere marane ke tamanna dekhojurmenazzara pe kon itni khushamad kartaab wo ruthe hain lo aur tamasha dekhodo hi din mein wo baat hai na wo chah na pyarhum ne pahale hi ye tum se na kaha tha dekhohum na kahate the banavat se hai sara gussahans ke lo phir wo unhon ne hamen dekha dekhomastiehusn se apni bhi nahi tum ko khabarkya suno araz meri, hal mera kya dekhoghar se har vaqy nikal aate ho khole hue balsham dekho na meri jan savera dekhokhanaejan mein namudar hai ek paikarenurhasarato aao rukheyar ka jalva dekhosamane sab ke munasin nahi hum par ye itabsar se dhal jaye na gusse mein dupatta dekhomar mite hum to kabhi yaad bhi tum ne na kiyaab muhabbat ka na karana kabhi dawa dekhodosto tarkemuhabbat ke nasihat hai fazulaur na mano to dilezar ko samajha dekhosar kaheen bal kaheen hath kaheen pano kaheenus ka sona bhi hai kis shan ka sona dekhoab wo shokhi se ye kahate hain sitamagar jo hain humdil kisi aur se kuch roz bahala dekhohavasedid miti hai na mitegi “hasrat”dekhane ke liye chaho unhen jitana dekhoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Hasrat Mohani

manzilejanan ko jab ye dil ravan tha dostotum ko main kaise bataun kya saman tha dostohar guman pahane hue tha ek malbuseyaqinhar yaqin jan dadaehusneguman tha dostodil ki har dhadakan makanolamakan par thi muhithar nafas razedoalam ka nishan tha dostokya khabar kis justaju mein is qadar aawara thadil ke jo ganjinaesarrenihan tha dostodhundhane par bhi na milta tha mujhe apna vujudmain talashedost mein yun benishan tha dostomarkadeiqbal par hazir thi jab dil ki tadapzindagi ka ek parda darmiyan tha dostoqarb ne paida kiya tha khud hi duri ka samanfasala warna hail kahan tha dostobekhudi mein jab mere honton ne chuma qabr komere sina se gadaefursiyan tha dostorubaruejalvaemarkad vujudekam ayarzarenaqis sharmasareimtehan tha dostopartavedil mein nihan thi tahbateh ye khamoshiishq ka wo bhi ik izharebayan tha dostojalvagahedost ka aalam kahun main tum se kyajalva hi jalva vahan tha main kahan tha dostosajdagahekhurshiyan tha yan na jane kya tha wojo meri nazron ke aage aastan tha dostodil ne har lamhe ko dekha ik nirale rang meinlamha lamha dastan dar dastan tha dostojis ke sheronagmagi par vusatealam thi tanghar subah ko wo dopahre bekaran tha dostoso raha tha khak ke niche jahanezindagirazehasti meri nazron par ayan tha dostokash tum bhi meri palkon ka nazara dekhteye nazara kahkashan dar kahkashan tha dostoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Jagannath Azad 

मुझे रेगिस्तान मैं एक पानी का चश्मा मिल गयामुझसे ना उम्मीद होने वालो देखो समुन्द्र मिल गयाउड़ ही गया वो परिंदा जिसके पर तुमको ना दिखेदेखो तंज़ देने वालो मुझे एक खजिना मिल गयाबदला वक़्त ऐसा मेरा मुझे हेरात मैं कर दियाअभी तो रात थी ये ना जाने किसने उजाला कर दियाअब तो फ़िक्र और बड़ गई ये जाने किसने किया कर दियापैदल ही अच्छा था ये दौड़ने वालो मैं क्यों शुमार कर दिया

कभी सोचा ना था बचपन इतना जल्दि खो जाएगा। जिम्मेदारिओंके बोझ तले हर वो सपना गुम हो जाएगा।याद आते है वो स्कूल के दोस्त,वो साईकिल की सवारी। गलेमे हाथ डालके घुमना,और वो बाते प्यारी प्यारी।वो मिट्टि के टिले,वो बारिशका पानी। चाँकलेट पे मिले वो स्टिकर्स,जिन्हे लेके होति थी मारामारि।वो झुठमूट का रुठना केहके”जा,तु मेरा दोस्त नहि “, पर झगडा होतेहि आके बोलना”साले,तु नहि तो में भी नहि”।वो टिचरकि डाँटपे ,अँक्टिंग सेहम जानेकी, मन हि मन हँसके बोलना “तुझें भी तो डाँट पडी”।त्योहारोमें घरघर घुमना,भुलके मजहब और जात, शीर कुर्मे के साथ दिवालिकें लड्डू,और बडोंका आशिर्वाद।पिकनिक के वो धमाल गाने,नाचना बेसुरि ताल पर, चुईंगम चबाके चिपकाना ,टिचरजिके शर्ट पर।वो आखरि दिन स्कूलका, “यार मिलते रेहना”बोले आँखोंका पानि, चुपचुपके मन भरकें देखना वो क्लास की “अपनीवालि”।जिंदगिके ईस मुकाम पर, कभी पिछे मुडकेभि देखो यारो, स्कूलके वो दिन, कभि बैठके याद करो यारो।तब पता चलेगा, क्या खोया क्या पाया। तब समझोगे, अरे,सारा जीवन तो युहि गवाया।वो बचपन वापस दे दे कोई, करो रे कोई चमत्कार, दे दे वापस मेरि खिलखिलाति हुई हँसि, और मेरे कमिने दोस्तोंके बाहोंका हार।