Yeh Sila Mila Hai Mujh Ko Teri Dosti K PeechheKeh Hazaaroon Ghum Lage Hain Meri Zindagi K PeechheWoh Ameer Hain To Hoon Ge Main Ghareeb Hoon To Kiya HaiWoh Mehal Bana Rahe Hain Meri Jhompri K Peechhe

Yeh Sila Mila Hai Mujh Ko Teri Dosti K PeechheKeh Hazaaroon Ghum Lage Hain Meri Zindagi K PeechheWoh Ameer Hain To Hoon Ge Main Ghareeb Hoon To Kiya HaiWoh Mehal Bana Rahe Hain Meri Jhompri K Peechhe

Dosti Me Dost Ko Kabhi Bhi Tanha Nahi KarteEk Baar Jise Dost Banaya Use Paraya Nahi SamajhteDosti Me Ruswaayiyaan Tanhaayiyaan Nahi Khushiyan Hai HotiTo Kya Hua Mere Dost Jo Roz Hum Tumse Mila Nahi Karte

Har Din Har Pal Tu Yun Muskurati RaheAankhoo Mai Yu Hi Sapne Sazate RahiKanha Gunu Ka Sada Payr PaooSitaro Ki Tarh Mathe Per Bindi Chamakti RahiMahadev Ki Parvati Anjana Har Zanam Mai Ap Jesa Dost Hi Pau 

Main Muntazir Hoon Barish Ka, FaslEBahar Say PehlayMain Muntazir Hoon Phoolon Ka, Rahon Main Khaar Say PehlayHaan Us K Wastay Sooli, Pe Char Gaya Tha Main LaikinMaktal Main Sang Utha Paya, Koi Na Yaar Say Pehlay

qisse teri nazar ne sunaye na phir kabhihum ne bhi dil ke daag dikhaye na phir kabhiae yadedost aj tu jee bhar ke dil dukhashayad ye raat hijr ke aaye na phir kabhiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Nasir Kazmi

Jab Dosti Ki Thi Humny AapseWada Kiya Tha Humney Apney AapseDosti Nahi Karenge Naraaz AapkoYehi Rehti Hai Humari Duwa Subha Shaam KoGustaakhi Maaf Kijiye Ga HumariNaraaz Hoker AapseAakhir Mai Kerhi Diya Naraaz Aapko

Dosti Khamoshi Ko Samajhne Ka Naam Hai Tamashe Ka NahiDosti Ikhlaakiyat Ki Pehchaan Hai,Isme Toot.Ta Bharosa NahiJisne Jaanke Bhi Dard Dia Hum Uske Lie Bhi Dua Mangte HainDosti Samajhne Ka Naam Hai Koi Samjhane Ka Nahi

Mera Din Chupa Kisi Raat MayMeri Raat Chupi Kisi Zaat MayMeri Zindgi Kisi Raaz MayKoi Raaz Hai Meri Zaat MayMay Jahan Kaheen Bhatak GiaMay Girta Girta Sanbhal GiaMujhy Thokroun Se Pata ChalaKoi Haath Hai Mery Haath May

Dosti Me Ummeed Na Thaami Jati Hai Na Thamayi Jaati HaiDost Khush Rahe Bus Yehi Ek Ummeed Rah Jati HaiBevaafayi Ka Jahaan’e’dosti Me Kahin Naam Nahi HotaDosti Me Zakhm Nahi Isme To Sukoon Ki Rawaani Hoti Hai

Dosti K Naam Pay Deewaanay Chalay Aatay HainShama K Peechay Perwaanay Chalay Aatay HainTu Meri Zindagi Main Nahin Aana Chahata Na AaPar Aana Meri Moat Pay Us Din To Begaanay Bhi Chalay Aatay Hai..Share By : Bindu Mahajan

Dosti Me Doston Ki Baaton Ko Dil Se Lagaya Nahi JataIsme Hi Ehsaas Hai Aisa Ki Bichadke Bhi Bhulaya Nahi JataDost Ek Dua Hai Aisi Jise Dua Karne Ke Lie Kahna Nahi PadtaVo Din Adhoora Hai Jis Din Dost Dost Ke Lie Dua Nahi Padh Paata

Gair Phir Gair Hain Praye HainHum Ne Apne Bhi Aazmye HainUn Chiragon Ka Hosla DakhoJo Hawaoon Ke Zad Main Aaye HainAao Ab Ye Hasab Bhi Ker LeinKis Ne Kitne Situm Uthaye HainSub Ki Pehchan Ho Gai YarooJab Se Hum Roshni Main Aye Hain

Sahar gaheid mein dauresubu thapar apne jam mein tujh bin lahu thajahan pur hai fasane se hamaredimageishq hum ko bhi kabhu thaguloaina kya khurshidomah kyajidhar dekha udhar tera hi ru thaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Mee

jab se hum tabah ho gayetum jahanpanah ho gayehusn par nikhar aa gayaaaine siyah ho gayeaandhiyon ko kuch pata nahihum bhi garderah ho gayedushmanon ko chitthiyan likkhodost khairkhvah ho gayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bekal Utsahi