Jo Palpal Chalti Rahe, Use Zindagi Kehte HaiJo Harpal Jalti Rahe, Use Roshni Kehte HaiJo Palpal Khilte Rahe, Use Mohabbat Kehte HaiJo Saath Na Chode, Use Dosti Kehte Hai

Masti Aankhon Me Hoti Hai Sharaab Me NahiBhakti Shraddha Me Hoti Hai Shabdon Me Nahi..Tu Bhi Jaan Le Mere Dost Ye Baat…Dosti Dil Me Hoti Hai Dikhaweme Nahi…

Unko Apne Haal Ka Hisaab Kya Dete,Sawal Saire Gahulat Th Hum Jawab Kiya Dete,Wo Tu Teen Lafzoon Ki Hifzat Bhi Na Kr Sake,Fir Unke Hath Mein Zindagi Ki Puri Kitab Kya Dete.

Har EK Jazbat Ko Zuban Nahi Milti,Har Ek Arzu Ko Dua Nahi MiltiDosti Banaye Rakho To Duniya Hai Sath,Varna Aansu Ko Bhi Aankhon Me Panah Nahi Milti.Share By : Bindu Mahajan

Yaaron Khud Ka Dil Na Kabhi DukhanaKabhi Bhi Aazmayish Ko Had Se Na GuzarnaDosti Ki Bhi Majbooriyan Hoti Hain,Insaan Ki BhiIse Samajhna Bhoole Se Bhi Ghalat Na Hume Thehrana

Mil B Jatay Hain To Katra K Guzar Jatay Hain,Haye Mosam Ki Tarha Dost Badal Jatay Hain,Hum Abi Tak GiraftarEMuhabat Hain MistyThokren Kha K Suna Tha K Loog Sambal Jatay Hai,

Jab Paas Ho To Rukh Se, Nigahain Na MornaJab Dour Ho To Mera, Tasavvur Na ChornaAye Dost!!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch LeMushkil Bahut Hai, Rishton Ki Zanjeerain Hain Torna

Aik Pal Ki Zindagi Mein Jee LiUmariya SaariKon Jane Aney Wali Ghari MeinHum Ho Na HounTum Se B Kerli Dosti Ki TamannaPoori Hum NeTere Jaisa Dost Meri Zindagi MeiPhir Ho Na Ho

Aasman Pr Kalay Kalay Badal Or Dil Tumhara Ghabraya SaHo Jao Khush Bejha Hy DOSTI Ka Tohfa Pyara SaKarlo Qabool Dil Se Warna Pachtao GePhr Na Mile Ga Apko DOST Pagal Humara Sa

Na Janay Q Hamain Ansu Bahana Nahin Aata,Na Janay Kion HaalEDil Batana Nahin Aata,Kion Sathi Bichar Jatay Hain Hamaisha Hum Se,Shayud Hamain Hi Dosti Nibhana Nahin Aata…

Zindagi Ke Haaton Maine,Ek Paigaam Bheja HaiYaadon Ke Pyaale Mein,Ek Jaam Bheja HiPeete Raho Is Pyaale Se,Na Kabhi Khata Ye Hoga YaarooIs Yaar Ne Apne Yaaron Ko,Janant Se Salaam Bheja Hai

Ek Phool Aksar Bagh Saja Deta HaiEk Hi Sitara Sansaar Chamka Deta HaiJahan Duniya Bhar Ke Rishtey Bhi Kaam Nahi AateWahin Ek Pyara Sa Dost Zindagi Bana Deta Hai.Share By : Atif Aslam 

Jo Dost Ke Kahne Se Kuch Dost Ne Kia To Kya KiaSachhi Dosti Jisne Karli Phir Vo Har Pal JiyaDoston Ki Duaon Par Khuda Bahut Yaqeen Karta HaiJisne Bhi Sirf Dost Ki Khushi Chahi Use Khuda Mila

Mere Dost Tu Dosti Ka Ek Aisa Muqaam HaiTeri Zindagi Me Dosti Sabse Bada Jahaan HaiTune Hamesha Doston Ko Sachhi Dosti Ki Duaen Di HainTujhse Hi Doston Ki Zindagi Me Thama Ghamon Ka Tufaan Hai

Kajal Banke Teri Aankho Mein Samane Ki Tamanna Hai,Dawa Banke Tere Dard Mitane Ki Tamanna Hai,Yun To Haasil Hai Zamane Ki Har Cheez Mujhe,Sirf Ek Baar Tujhe Dulhan Ke Roop Mein Paane Ki Tamanna Hai