RoteRote Hansi Aa Gayi Dekho Humko YaarJab Hamne Kiya Apne Pyaare Yaar Ka DeedarUske Chehre Mein Na Jaane Kaisi Hai KashishMujhko Usne Kiya Deewana Bhoola Mein To Apni ServiceSo Na Paau Raato Ko Sochu Usko Her Ek PalUsne Mera Aaj Sajaya Aur Sajayegi Ab Kal

Hum Doh Saheli Jaise Ek Ladi Aur Khilee Toh KaliKabhie Tu Ageh Toh Kabhie Mai Peeche ChaleKabhie Tu Giri Toh Kabhie Mai Girti ChaleLehrateh Khushbooh Muskurateeh Hum Yuh ChaleKi. Jaise..Kuch Ab Hai Na Jahaan Meh Sivay SaheliHum Doh Saheli Jaise Ek Ladi Aur Khilee Doh Kali

Khuskhismati Mere Saheyli Ki Mile Tum MujheDekh Kar Jhalak Mere Woh Kehne LagiHar Gham Mit Gaya SaheyliPyaar Ne Tere Rula Bohat Hameh SaheyliMehssos Huwe Jab Mohabat TereMere Lab Par Dua Ayeeh KiUmr..Keh Har Pal Baneh Rahe Hum SaheyliBaneeh Rahe Hum SaheyliRahe Hum Saheyli…

Koi Tum Say Poochay Kon Hoon MainTum Keh Dena “Koi Khaas Nahi”Ek Dost Hay Kaccha Paka SaEk Jhoot Hay Aadha Sacha SaJazbaat Ko Dhaanpay Ek PardaBus Ek Bahana Accha SaJeevan Ka Aisa Sathi HayJo Door Nah Ho K Pass NahiKoi Tum Say Poochay Kon Hoon MainTum Keh Dena Koi Khaas Nahi

Mera Gi Tu ChahayYe Chanda SitarayAanchal Pay TumharayMien Taanq Doun…..Mera Gi Tu ChahayYe Saray NazarayTumhien Apnay Rub SayMien Maang Doun…..Ye Chanda SitarayYe Saray NazaryTumhien Sounp KerAger Tu Ju ChahayTumhien Apnay Rub SayMien Maang Loun?(Poet: Sajid HadayatTel:+92 333 4123685)

Mere Dost Mere Dil Ke Kareeb Hote HaiEk Phool Ek Mehek Thi Khushi Hote HaiKabhi Na Katam Hogi Aise Ek Khwab Hote HaiDosti Se Na Door Hoon Main Khushi Hote HaiKabhi Dil Toote Toh Saath Jee Ley The HaiMeri Dukhon Ko Mehsus Karte Hai Dosti Ki Ek Ek Pal Khaas Hote HaiJoh Zindagi Bhar Ke Liye Saath Rahete Hai

Mere Dost Mere Dil Ke Kareeb Hote HaiEk Phool Ek Mehek Thi Khushi Hote HaiKabhi Na Katam Hogi Aise Ek Khwab Hote HaiDosti Se Na Door Hoon Main Khushi Hote HaiKabhi Dil Toote Toh Saath Jee Ley The HaiMeri Dukhon Ko Mehsus Karte Hai Dosti Ki Ek Ek Pal Khaas Hote HaiJoh Zindagi Bhar Ke Liye Saath Rahete Hai

Agar Jo Dil Ki Sunoge To Haar Jaoge,Hum Jaisa Yaar Kaha Se Paoge,Jaan De Ne Ki Baat To Har Koi Karta Hain,Zindagi Banane Wala Kaha Se Laoge,Jo Ek Nazar Dekhoge Tum Humein,Toh Har Taraf Sirf Humhi Ko Paoge,Yaqeen Apni Dosti Par Itna Hain Mujhe,Ki Meri Yaari Mein Toh Har Lamha Jee Jaoge.Share By : Bindu Mahajan

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na KijiyeTarkeTa’alluqaat Ka Charcha Na KijiyeJurmOSitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart HaiPalkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na KijiyeAisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot JaayeHar Roz Mujhse VaadaeFardaa Na KijiyeHamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain AapUs Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye

Kitni Ratien Bin Jagay He Beet GaienKitnay Sawan Aag Laga Ker Chalay GaieyDoor Kay Deis Say Saray Panchi Lout AayAankh Kay Manzir Saray Bhol HouayJheel Kinaray Phool Bhi Saray Dhool HuayKerwat Kerwat BayChine Nay Gheira HayDil Aangan Mien Yadon Ka Pheira HayAao Waqat Ko Maat KerienAao Phone Pay Baat KerienPoet: Sajid Hadayat(+92 333 4123 685)

main na hindu na musalaman mujhe jine dodosti hai mera iman mujhe jine dokoi ehsaan na karo mujh pe to ahasan hogasirf itna karo ehsaan mujhe jine dosab ke dukh dard ko apna samajh kar jinabas yahi hai mera araman mujhe jine dolog hote hain jo hairan mere jine selog hote rahen hairan mujhe jine doPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shahid Kabi

Zindagi tujh ko manane niklehum bhi kis darja divane niklekuch to dushman the mukhalifsaf meinkuch mere dost purane niklenazarandaz kiya hai us nekhud se milane ke bahane niklebebasarat hai ye basti yaroaaina kis ko dikhane niklein andheron mein jiyoge kab takkoi to shama jalne niklePoet  of  the Poem / Ghazal or Nazam :Ameer Kazalbash

Meray Dil Ki Sari DarkanayMaray Khuwab Meri ChahatainMeray Dost Teray NaamMain Waroon Tuj Pe Ye Jan ApniYe Bisaratian Tujahey Sop DoonKoi Dukh Na Tuj Ko Milay KabiMaray RozShub Ki EbadatainMeray Dost Teray NaamMeray Lab Pa Har Dum Yehi DuaKay Tujay Nasseb Hoon RahatainMeray Apna Ap To Kuch Bhi NahinMeri Saansay Teri AmanatainMeray Dost Teray Naam

Muje Pyar Ki Nishani Tum Se MiliMere Andaz Ko Shola Byaani Tum Se MiliHum Ne Tou Kabi Socha Be Na ThaAchanak Muquder Ki Kahani Tum Se MiliJise Mar Kar Be Na Bhool Paaon GaAisi Mohabat Bhri Zindgani Tum Se MiliMein Kaise Bhula Doon Wo Haseen YadeinWo Jo Ik Shaam Suhaani Tum Se MiliAsghar Ko Sdaa Mili Khusuian Tum SeMuje Koi Na Pareshaani Tum Se Mili

aag puri kahan bujhi hai abhididaetar mein tishnagi hai abhidoston se chuka raha hun hisabdushmanon se kahan thani hai abhidost kah kar mujhe na de galidil pe ik zakhmedosti hai abhikat de ye bhi khudparasti meinaur thodi si zindagi hai abhijane kyon kund ho gaya nashtarzakhm ke dhar to vahi hai abhiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Midahtul Akhta