aag puri kahan bujhi hai abhididaetar mein tishnagi hai abhidoston se chuka raha hun hisabdushmanon se kahan thani hai abhidost kah kar mujhe na de galidil pe ik zakhmedosti hai abhikat de ye bhi khudparasti meinaur thodi si zindagi hai abhijane kyon kund ho gaya nashtarzakhm ke dhar to vahi hai abhiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Midahtul Akhta

Your Comment Comment Head Icon

Login