manzilejanan ko jab ye dil ravan tha dostotum ko main kaise bataun kya saman tha dostohar guman pahane hue tha ek malbuseyaqinhar yaqin jan dadaehusneguman tha dostodil ki har dhadakan makanolamakan par thi muhithar nafas razedoalam ka nishan tha dostokya khabar kis justaju mein is qadar aawara thadil ke jo ganjinaesarrenihan tha dostodhundhane par bhi na milta tha mujhe apna vujudmain talashedost mein yun benishan tha dostomarkadeiqbal par hazir thi jab dil ki tadapzindagi ka ek parda darmiyan tha dostoqarb ne paida kiya tha khud hi duri ka samanfasala warna hail kahan tha dostobekhudi mein jab mere honton ne chuma qabr komere sina se gadaefursiyan tha dostorubaruejalvaemarkad vujudekam ayarzarenaqis sharmasareimtehan tha dostopartavedil mein nihan thi tahbateh ye khamoshiishq ka wo bhi ik izharebayan tha dostojalvagahedost ka aalam kahun main tum se kyajalva hi jalva vahan tha main kahan tha dostosajdagahekhurshiyan tha yan na jane kya tha wojo meri nazron ke aage aastan tha dostodil ne har lamhe ko dekha ik nirale rang meinlamha lamha dastan dar dastan tha dostojis ke sheronagmagi par vusatealam thi tanghar subah ko wo dopahre bekaran tha dostoso raha tha khak ke niche jahanezindagirazehasti meri nazron par ayan tha dostokash tum bhi meri palkon ka nazara dekhteye nazara kahkashan dar kahkashan tha dostoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Jagannath Azad 

Your Comment Comment Head Icon

Login