Zindagi Ka Matlab Aapne Bata Diya,Har Gam Ka Matlab Aapne Samjha Diya.Aap To RoKar Bhi Apne Gamon Ko Halka Na Kar Sake,Humne Khushi Ki Aaadh Mein Apne Ghamon Ko Chupa Liya.Share By : Bindu Mahajan

Faqat Ek Baat Kehna Chahta HunTeri Ankhon Main Rehna Chahta HunBohat Jaag Chuka Hun Tere Hijr MainTere Anchal Main Sona Chahta HunZamane Bhar Ki Khushian Aur Ter GhamYe Gham Kuch Aur Sehna Chahta Hun

Tuh Gham Naa Karr..Teri Mehak Naa Sahi ..Teri Aawas Toh Hai..Tuh Naa SahiTerri Harr Baat Toh Hai !Tuh Gham Naa Karr..Teri Justaju Na SahiTeri Wafa Toh Hai..Tera Haath Mere Haath Naa SahiTeri Dua Toh Hai !!

Arre Tu Na Ho Saka ApnaTo Kia Ghum HaiDekho Chunda,Poonum,TarayYe Sham K NazareFalak,Zamin Yeh KuhsarKeh Rahay Hain Ghum Na KernaWoh Badal Gaya To Kia HuaHum To Hain Na Hamesha TumhareShare By : Bindu Mahajan

Kuch Andhera B Zaruri Hai GhamEYaar K SathAb Diya Koi Na Rakhe Meri Dewaar K SathMein Jo Ik Umer Masafat Mein Raha, Tab JanaRah B Chalti Rahi Hai, Meri Raftaar K SathHam To Yusaf Nahi,BazaarESukhan Mein “FRAAZ”Yun Hi Chal Parte Hein,Har Ik Kharidaar K Sath

Ye Rat Ye TanhaiYe Dil K Dharakne Ki AwazYe SannataYe Dubte Taron KiKhamosh GazalkhwaniYe Waqt Ki Palkon ParSoti Hui WiraniJazbatEMuhabbat KiYe Akhri AngraiBajti Hui Har JanibYe Maut Ki ShahnaiSab Tum Ko Bulate HainPal Bhar Ko Tum A JaoBand Hoti Meri Ankhon MainMuhabbat KaIk Khwab Saja Jao

Ghum Nahi Bholta Bhulanay SayNum Hoe Ankhayen Muskurany SayAaj Woh Ajnabi Say Lagty HainJante Houn Jisay Zamany SayDoston Ki Parakh Nahi KernaMaan Totay Gaa Azmany SayJab Say Apno Say Choot Khaye HaiKoi Shikwah Nahi Zamanay SayZindagi Ki Haqeqaton Ki KasamDil Ki Batyen Hain Bas Fasanay Say

Naseeb Mein Tha, Maa Ki Mamta Ki DaolathTukhra Diya Tha Maine Us Daolath KoAaj Us Daulat Ki Qimat Maloom PadiPerBouth Der Ho ChukiSab Apni Maa Se Gale Miltey HainKushi Kushi SeUse Dekhti Hi Reh Jathi Hoon MaiAankon Mein Aanso Bharey…Dil Tadap Uttha HaiAur Mujse Kehta HaiLo Tuje Yehi Saza Hai…

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi MujheIs Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi MujheMain Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay DouUs Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi MujhePathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga DiaAfsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi MujheKya Umedein Baandh Kar Aaya Tha SamnayUs Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe….!!!

Sach Baat Maan Leejiye Chehre Pe Dhuul HaiIlzaam Aaiinon Pe Lagaanaa Fazuul HaiTerii Navaazishen Hon To Kaantaa Bhii Phuul HaiGham Bhii Mujhe Qubuul, Khushii Bhii Qubuul HaiUs Paar Ab To Ko’ii Teraa Muntazir NahiinKacche Ghare Pe Tair Kar Jaanaa Fizuul HaiJab Bhii Milaa Hai Zakhm Kaa Tohfaa Diyaa MujheDushman Zaruur Hai Vo Magar BaaUsuul Hai

Agar Yunhi Yeh Dil Sataata RahegaToh Ik Din Mera Ji Hi Jaata RahegaMein Jaati Hu Dil Ko Tere Paas ChodMeri Yaad Tujhko Dilaata RahegaGalli Se Teri Dil Ko Le Toh Chali HuMein Pohanchugi Jab Tak Yeh Aata RahegaQafas Mein Koi Tum Se Ae HumSafeeronKhabar Kal Ki Humko Sunaata RahegaKhafaa Ho Ke Ae “Dil” Marr Toh Chala TuKahaan Tak Gham Apna Chhupaata Rahega

Tanhaii Ne Is Ko Bhi To Ghera ThaSir Se Lekar Paa’oo Tak Jo Mera ThaMai Bhi Pagal Itni Baat Na Jaan SakaIs Ka Aana Jogi Wala Phera ThaMaine Likha Lafz Ba Lafz Lahu Se JiskoWo Fasana Tera Tha Na Mera ThaHum Ne Jeeta Aadha Aadha Apna AapLaikin Mera Adha Bhi , Kab Mera ThaSajid Jiski Chahaat Tere Dil Mai ThiIske Dil Ko Aur Kisi Ne Ghera ThaPoet : Sajid Hidayat(Tel: +92 333 4123685)

Gham Ki Dahleez Par Rakha Diya Hun MainKai Khushiyon Ko Ek Saath Jiya Hun MainSambhal Sambhal Kar Chalna Muhaal Ho GayaKisi Jagah Ab Tak Na Ruk Saka Hun MainYe Taaza Khoon Mere Darwaze Par Kiska HaiShayad Raat Yahin So Liya Hun MainAksaar Aaiene Ko Dekhkar Chauk Jata HunLagta Hai Is Shaks Se Kahin Mil Chuka Hun MainBahut Khamoshi Se Sunai Munsif Ne Saza “Kaash“Bahut Dino Tak Use Dekhta Raha Hun Main

HajoomEGham Say Jis Dam Aadmi Ghabra Sa JataTo Aisay Main Usay Awaz Per Qaboo Nahi RahtaWo Itnay Zoor Say Faryad Karta HaiK Jaisay Wo Zameen Per Or Khuda Ho Asmanoon PerMagar Aisa Bhi Hota HaiK Us Ki Awaz K Ruknay Say Pahlay HiKHUDA Kuch Is Qadar Nazdeeq SayOr Is Qadar Rehmat Bhari Muskan Say Us Ko Thapakta HaiOr Us Ki Baat Sunnta HaiK Faryadi Ko Apni Awaz Ki ShiddatOr Sada Ki Bechaini Per Nidamat Honay Lagti Hai

GhumEDil Sunane Ko Jee Chahta HaiTumhe Azmane Ko Jee Chahta HaiSuna Hai Yeh Jab Sey,Bohat Door Ho TumBohat Door Jane Ko Jee Chahta HaiTumhain Hum Sey Koi Shikayat Nahin HaiYoon Hi Rooth Jane Ko Jee Chahta HaiFaqat Hai Yay Hi Nazroon Ka DhookaKeh Dhookay Mein Aaney Ko Jee Chahta HaiDuaa Hai Keh Woh Hum Se,So Baar RootheinHamara Mananay Ko Ge Chahta HaiNazar Woh Naa Ayein Per Un Ke Gali MeinYunhe Aane Jaane Ko Gee Chahta Hai