Zindagi Ke Har Mor ParHum Ne Dhoka Kha Rakha HaiLoog Samajhte HainHum Ne Duniya Ko Hansa Rakha HaiLaiken In Ko Kia Maloom!!Keh Hum NeApne Ghar Ke Aik Kamre MeinAik Choota Sa Apni Hasraton KaQabristan Bana Rakha HaiMout Bhi Karti Hai Hum Se Be WafayeAur Ghumon Ne HumeinSanam Khana Bana Rakha HaiLoogo Ki Nazro Mein Hum NeApne Labon ParMajmooaEAashar Saja Rakha HaiLaiken In Ko Kia Maloom!!!Hum Ne Ghum Aur Dukhoo KaNaam Khushi Bana Rakha Hai

chahat ka ek mitha mitha dard jagane sham dhaleteri yaden aa jati hain mujhako rulane sham dhaleteri zulfen in kandhon par tera chehara hathon meinmain ne bhi dekhe hain kitane khvab suhane sham dhalehar din hum se wada karake yun hi agar tadapaogeik din yun hi ho jayenge hum bhi divane sham dhaledin ke ujale mein to mana lun lakh yatan se bahala lunlekin dil ka pagal panchi ek na mane sham dhalePoet of the poem/ghazal or nazam : Hasan Imam

Kisi Ke Sath Mein Aur Dil Kisi Ke Sath RahaAjab Mazaaq Meri Zindagi Ke Sath RahaKamalEZabt Tha Mera Woh Ya Muqadar ThaKinarEAab Bhi Ju Tashnagi Ke Sath RahaWoh Aik Dukh Jisay Door Chor Aya ThaTamaam Umer Meri Zindagi Ke Sath RahaJo Dil Mein Baat Thi Hontoon Se Kis TarhaMein In Ki Bazm Mein Ik Bebasi Ke Sath RahaAbb In Mein Aa Ke Darinday Bhi Ho Gaye ShamilAbb Admi Bhi Kahan Admi Ke Sath RahaHansa To Ankh Se Ansoo Nikal ParhayHamesha Ghum Koi Meri Khushi Ke Sath Raha

Gham Ko Chupaanay Ki Aadat Si Hai MujheKhud Ko Sataane Ki Aadat Si Hai MujheJaan Le Na Koi HaalEDil Is Dar SeBewajha Muskurane Ki Aadat Si Hai MujheYoun To Tere Dar Se Namuraad Lauta HoonQismat Ko Aazmaane Ki Aadat Si Hai MujheMein Jantaa Hoon Ke Too Laut Kar Na AyegaaDil Ko Behlaane Ki Aadat Si Hai MujheChaand Gham Na Kar Mein Bhi Tera Saathi HoonKe Ratjagae Manane Ki Aadat Si Hai MujheKabhi To Woh Bhi Sochain Ge Acha Nahi HuaKhush Fehmian Jagane Ki Aadat Si Hai Mujhe

Na Umeedain Kisi Se Rakhtey To Acha HotaAitbar Na Kisi Pe Kartey To Acha HotaSabaq Daita Hai Zamana Yeh Auron Ko Giraney KaSahara Na Kisi Ko Samjhtey To Acha HotaYaqeen Apni Kamyabi Ka Kisi Ko Kab Hota HaiTaqdeer K Muqabil Na Hotey To Acha HotaSochtey They Aitbar Andha Ho Ga Dewana Tum PerNa Khuwaab Jagtey Main Daikhtey To Acha HotaNa Chatey Tum Kisi Ko Na Koi Tumheen PoojtaNa Achey Kisi Ko Lagtey To Acha HotaDarya Mohabbat Ka Kab Koi Paar Karta Hai DostNa Mohabbat Kisi Se Kartey To Acha Hota

KariyaaEJaan Men Koi Phuul Khilaane AayeVo Mere Dil Pe Nayaa Zakhm Lagaane AayeMere Viiraan Dariichon Men Bhii Khushbuu JaageVo Mere Ghar Ke DarOBaam Sajaane AayeUs Se Ik Baar To Ruuthuun Main Usii Kii MaanindAur Merii Tarah Se Vo Mujh Ko Manaane AayeIsii Kuuche Men Kai Us Ke Shanaasaa Bhii To HainVo Kisii Aur Se Milane Ke Bahaane AayeAb Na Puuchhuungii Main Khoye Hue Khvaabon Kaa PataaVo Agar Aaye To Kuchh Bhii Na Bataane AayeZabt Kii ShaharPanaahon Kii Mere Maalik KhairGam Kaa Sailaab Agar Mujh Ko Bahaane Aaye

ShaamEFurqat Dhalay Hum Nahi ChahtayGhum Say Fursat Milay Hum Nahi ChahtayPhir Naya Waar Sehnay Ko Tayyaar HainTu Pareshaa’n Rahay, Hum Nahi ChahtayAaj Ansoo Bahaanay Say Mat RokiyeAaj Baarish Thamay, Hum Nahi ChahtayHum Teray Baad Ujrray Howay Theek HainAb Kahin Dil Lagay, Hum Nahi ChahtayTeray Paikar Ko Hum Dekhtay Hi RahainTu Nazar Say Hatay, Hum Nahi ChahtayKis Qadar Dil Nasheen Hai Yeh Mojon Ka ShoorGhum Ka Darya Rukay Hum Nahi ChahtayIss Qadar Pyaar Se Tu Pukara Na KarAag Dil Ko Lagay Hum Nahi Chahtay

Dil Ki Chottoon Ne KabhiChaen Se Rehne Na DiyaJab Chali Sard Hawa, Mein Ne Tujhe Yaad KiyaIs Ka Rona NahiKyoon Tum Ne Kiya Dil BarbaadIs Ka Gham Hai Keh Bohat Dair Mein Barbaad KiyaHum Ko Kis Ke Gham Ne MaraYeh Kahani Phir SahiKis Ne Torra Dil HumaraYeh Kahani Phir SahiDil Ke Lutne Ka Sabab, Poocho Na Sab Ke SaamneNaam Aye Ga TumharaYeh Kahani Phir SahiNafratoon Ke Teer Kha KarDostoon Ke Shehar MeinHum Ne Kis Kis Ko PukaraYeh Kahani Phir SahiKya Bataein, Pyaar Ki Baazi, Wafa Ki Raah MeinKon Jeeta Kon HaraYeh Kahani Phir Sahi..

Bataane Se Bhee Ye Gham Kyon Kam Naheen HoteAansuon Se Dil Ke Kone Nam Naheen HoteThee Bahut Umeed To Apnon Se Is Dil Ko KabheePar Hameshaa Saath Ye Hamdam Naheen HoteBebasee Hansne Lagee Khaamoshi Ab Hai GoonjteeBand Kamron Men Koyee Mausam Naheen HoteJab Khushee Hai Naachtee Gaatee Hai Man Kee Har KaleeUn Gharon Men Kyaa Kabhee Maatam Naheen HotePyaar Sab Miltaa Jinhen Ranjish Naheen Koyee KabheeKyaa Kabhee Aise Dilon Men Gham Naheen HoteYaad To Karte Hain Unko Ham Sadaa Hee Raat DinKhwaab Men Unke Kabhee Kyaa Ham Naheen Hote

Khamosh Ho Kyon DaadEJafaa Kyuun Nahiin DeteBismil Ho To Qaatil Ko Duaa Kyuun Nahiin DeteVahashat Kaa Sabab RuuzanEZindaan To Nahiin HaiMaharOMaahOAnjum Ko Bujhaa Kyuun Nahiin DeteIk Ye Bhii To AndaazEIlaajEGamEJaan HaiAi Chaaraagaro Dard Badhaa Kyuun Nahiin DeteMunsif Ho Agar Tum To Kab Insaaf KarogeMujarim Hai Agar Ham To Sazaa Kyuun Nahiin DeteRahazan Ho To Haazir Hai MataaEDilOJaan BhiiRahabar Ho To Manzil Kaa Pataa Kyuun Nahiin DeteKyaa Biit Gaii Ab Ke ‘Faraz’ AhalEChaman ParYaaraanEQafas Mujh Ko Sadaa Kyuun Nahiin Dete

Darya Ki Hawa Taiz Thi Kashti Thi PuraniRoka To Bohat Dil Nay Magar Aik Na MaaniMain Bheegti Aankhon Say Usay Kaisay BataunMushkil Hay Bohat Abr Main Deewar GiraniNikla Tha Tujhay Dhoondnay Ik Hijr Ka TaaraPhir Us Kay Taaqub Main Gayi Saari JawaniKehnay Ko Nayi Baat Koi Ho To SunaainSo Bar Zamanay Nay Suni Hay Yeh KahaniYeh Pul Hay Yahan Phool Kahan Pichlay Baras KayHay Din To Wohi Dost, Magar Aor Hay PaniKis Tarah Hota Mujhay Guman TarkeWafa KaAawaz Main Thehrao Tha Lehjay Main RawaniAb Main Usay Qatil Kahoon AMJAD, Keh MaseehaKia ZakhmEHunar Chhorh Gaya Apni Nishani

apne tain to har ghadi gham hai, aalam hai, daag haiyaad kare hamen kabhi kab ye tujhe dimag haiji ki khushi nahi giro sabzogul ki hath kuchdil ho shagufta jis jagah wo hi chaman hai bag haikis ki ye chashmemast ne bazm ko yun chaka diyamaslehabab sar nagun sharam se har ayag haijalate hi jalate subah tak guzari use tamam shabdil hai ki shola hai koi, shama hai ya chirag haipaiye kis jagah bata aye butebewafa tujheumreguzashta ki tarah gum hi sada surag haisairebaharobag se hum ko maf kijiyeus ki khayalezulf se dard kise farag hai? Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khwaja Mir Dard

Dukh Dard Kay Maroon Say Mera Zikar Na KarnaGhar Jaon To Yaroon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Zabt Na Kar Paen Gay Ankho Kay SamanderTum Rah Guzaroon Say Mera Zikar Na KarnaPholon Kay Nashaiman May Raha Hoon May Sada SayDaikho Kabhi Kharon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Meray Hal May Bay Sakhta Na Ro DainIs Bar Bharoon Say Mera Zikar Na KarnaShayad Yai Andhaira Hi Mujhay Rah DikhayTum Chand Sitaroon Say Mera Zikar Na KarnaKaheen Woh Meri Kahani Ko Ghalt Rang Na Dai DainAfsana Nigaroon Say Mera Zikar Na KarnaGehrahi May Layjain Gay Tum Ko Bhi Baha KerDarya Kay Kinaroon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Shaks Melay To Usay Her Bat BatanaTum Sirf Isharoon Say Mera Zikar Na Karna

Chaand Ke Saath Kaii Dard Puraane NikaleKitane Gam The Jo Tere Gam Ke Bahaane NikaleFaslE Gul Aaii Phir Ik Baar AsiiraanEVafaaApane Hii Khuun Ke Dariyaa Men Nahaane NikaleHijr Ki Ajab SangShikan Hotii HaiDil Kii Befaiz Zamiinon Se Khazaane NikaleUmr Guzarii Hai ShabETaar Men Aankhen MalateKis Ufaq Se Meraa Khurshiid Na Jaane NikaleKuuEQaatil Men Chale Jaise Shahiidon Kaa JuluusKhvaab Yuun Bhiigatii Aankhon Ko Sajaane NikaleDil Ne Ik Iint Se Taamiir Kiyaa Taaj MahalTuu Ne Ik Baat Kahii Laakh Fasaane NikaleDashtE TanhaaiiEHijraan Men Khadaa Sochataa HuunHaaye Kyaa Log Meraa Saath Nibhaane NikaleMain Ne ‘Amjad’ Use Bevaastaa Dekhaa Hii NahiinVo To Khushbuu Men Bhii Aahat Ke Bahaane Nikale

chahiye achchon ko jitana chahiyechahiye achchon ko jitana chahiyeye agar chahen to phir kya chahiyesohabaterinda se vajib hai hazarjaemai apne ko khencha chahiyechahane ko tere kya samajha tha dilbare ab is se bhi samajha chahiyechak mat kar jeb be ayyamegulkuch udhar ka bhi ishara chahiyedosti ka parda hai beganagimunh chupana hum se choda chahiyedushmani mein meri khoya gair kokis qadar dushman hai dekha chahiyeapani rusvai mein kya chalati hai saiyar hi hangama aara chahiyemunhasir marane pe ho jis ke umidnaumidi us ke dekha chahiyegafil in mah talaaton ke vastechahane vala bhi achcha chahiyechahate hain khubaruon ko asadaap ke surat to dekha chahiyePoet of the poem/ghazal or nazam : Mirza Ghali