Hum to moujood thy andheron main ujalon ki tarha tum ne chaha hi nahi chahny walon ki tarha

Ab takk to khair teri tamanna main katt gayi, Tu mil geya to sochta hoon kya karoon ga main..

Meri khushbu tumhe kholey gi gulaabon ki tarah, Tum agar khud se na bolo ge to yaad aaon ga..

Khoon-e-dil peeney ko, lakht-e-jigar khaney ko, Yeh ghazaa milti hai lailaa tere deewaney ko..

Tum jo socho wo tum jano hum tu apni kehty hay dair na karna ghar jany mai warna ghar kho jain gy

Mitt chale meri umeedon ki tarha harf magar, Aaj tak tere khat’ton se teri khushbu na gayi..

Mitt gai barbadi e dil ki shikayat dosto, Ab gulistan rakh lia hay main nay wiranay ka naam…

Jis ko dekhoon main gumaa’n hota hai us per apna, Saari dunyaa ne mujhe orrhh liya ho jaise..

Chalo kuch din k liye dunya chor dety hain faraz suna hai log bohat yaad kerty hai chaly jany k bahd

Intazar Hamse Hota Nahi,Izhar Me Zamana Lagega,Mere Ishq Ko Tum Kya Jaano,Pyar Me To Parvana Hi Jalega.

Aesi hi intizaar mein lazzat agar na ho, To do gharri firaaq* mein apni bassar na ho.. (firaaq;separation)

Jab Se Jeevan Tery Sung Laga HaZindagi Ko Ik Or Naya Rung Laga HaIk Arsa Hoa Tjh Se Mulakat KoZuban Koo Meri Jasy Zang Laga Ha

Na Din Ko Chain Na Raat Ko Qarar HaiTeri Muskrahat Pe Ye Jann Nisar HaiChaley Ana Us Haseen Sham KoWo Ek Sham Jo Tuj Pe Udhar Hai

Jab Se Jeevan Tery Sung Laga Ha Zindagi Ko Ik Or Naya Rung Laga Ha Ik Arsa Hoa Tjh Se Mulakat Ko Zuban Koo Meri Jasy Zang Laga Ha

Us Ajnabi Ka Yun Na Intzaar KaroIs Aashiq Dil Ka Na Aitbaar KaroRoj Nikla Kare Kisi Ki Yaad Me AnsuItna Kabhi Kisi Se Na Pyaar Karo