Aapki Aankho Ki Kashish Ne Hai Ye Mujhko Ehsaas DilayaMasoom Apke Chehre Ne Dil Mein Ek Khwab JagayaKami Si Hai Kisi Ki Mere Iss Jeevan Mein Ye Dil Ne FarmayaJab Hue Tanha, Tanhayee Ne Humein Aapka Ehsaas KarayaKhayalo Ki Manzil Mein Jisi Talaash HumneKhuda Ne ShakloShurat Se Hai Tumhe BanayaDundle Se Uss Aks Ka Jiske Karte The Hum Intezaar Khwabon MeinAaj Humein Zindagi Ne Use Aapke Roop Hai Humse Milaya

Zahanaton Ko Kahan Karb Se Farar MilaJise Nigaah Milii Usako Intazaar MilaVo Koii Raah Kaa Patthar Ho Yaa Hasiin ManzarJahan Se Raastaa Thaharaa Vahiin Mazaar MilaKoii Pukaar Rahaa Thaa Khulii Fizaaon SeNazar Uthaaii To Chaaro Taraf Hisaar MilaaHar Ek Saans Na Jaane Thii Justajuu Kis KiiHar Ek Dayaar Musaafir Ko Bedayaar MilaaYe Shahar Hai Ki Numaish Lagii Huii Hai KoiiJo Aadamii Bhii Milaa Banake Ishtahar Milaa

Ye husneraz muhabbat chupa raha hai koihai ashk aankhon mein aur muskura rha hai koinazar nazar mein tajalli dikha raha hai koinafaz nafaz pe mujhe yaad aa raha hai koitakhayulat ke dhoke hain sab shabevadana aa raha hai koi aur na ja raha hai koiye husnoishq ke tasvir ke hain do manzarki ro raha hai koi muskura raha hai koi“qadeer” hashr mein pahunche to hum ne kya dekhakisi ke hath se daman chuda raha hai koiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qadee

Tere Firak Ke Lamhe Shumar Kerte HoweBekhar Gaye Tera Intazar Kerte HoweTo Main Bhi Khush Hoon Koi Us Say Jake Keh DayAgar Woh Khush Hai Mujhe Bekarar Kerte HoweMain Muskarata Howa Ainay Main Ubher AongaWoh Roo Paregi Achanak Singhar Kerte HoweTumhe Khaber Hi Nahi Koi Toot GayaMohabbaton Ko Bohat Paidar Kerte HoweWoh Keh Rahi Thi Samander Nahi Hain Ankhain HainMain Un Main Doob Gaya Aitebar Kerte HoweMujhe Khaber Thi Ke Abh Loot Ker Na AoogaTujh Ko Yaad Kiya Der Paar Kerte Howe

Tere Firak Ke Lamhe Shumar Kerte HoweBekhar Gaye Tera Intazar Kerte HoweTo Main Bhi Khush Hoon Koi Us Say Jake Keh DayAgar Woh Khush Hai Mujhe Bekarar Kerte HoweMain Muskarata Howa Ainay Main Ubher AongaWoh Roo Paregi Achanak Singhar Kerte HoweTumhe Khaber Hi Nahi Koi Toot GayaMohabbaton Ko Bohat Paidar Kerte HoweWoh Keh Rahi Thi Samander Nahi Hain Ankhain HainMain Un Main Doob Gaya Aitebar Kerte HoweMujhe Khaber Thi Ke Abh Loot Ker Na AoogaTujh Ko Yaad Kiya Der Paar Kerte Howe

Tere Firak Ke Lamhe Shumar Kerte Howe Bekhar Gaye Tera Intazar Kerte Howe To Main Bhi Khush Hoon Koi Us Say Jake Keh Day Agar Woh Khush Hai Mujhe Bekarar Kerte Howe Main Muskarata Howa Ainay Main Ubher Aonga Woh Roo Paregi Achanak Singhar Kerte Howe Tumhe Khaber Hi Nahi Koi Toot Gaya Mohabbaton Ko Bohat Paidar Kerte Howe Woh Keh Rahi Thi Samander Nahi Hain Ankhain Hain Main Un Main Doob Gaya Aitebar Kerte Howe Mujhe Khaber Thi Ke Abh Loot Ker Na Aooga Tujh Ko Yaad Kiya Der Paar Kerte Howe

Tere Firak Ke Lamhe Shumar Kerte Howe Bekhar Gaye Tera Intazar Kerte Howe To Main Bhi Khush Hoon Koi Us Say Jake Keh Day Agar Woh Khush Hai Mujhe Bekarar Kerte Howe Main Muskarata Howa Ainay Main Ubher Aonga Woh Roo Paregi Achanak Singhar Kerte Howe Tumhe Khaber Hi Nahi Koi Toot Gaya Mohabbaton Ko Bohat Paidar Kerte Howe Woh Keh Rahi Thi Samander Nahi Hain Ankhain Hain Main Un Main Doob Gaya Aitebar Kerte Howe Mujhe Khaber Thi Ke Abh Loot Ker Na Aooga Tujh Ko Yaad Kiya Der Paar Kerte Howe

janesukun aa bhi ja tera hi intazar haiaankhon se ashk hai ravan jan bhi beqarar haihone ko faslegul bhi hai davateaish hai magarapni bahar ka mujhe aj bhi intazar haisare sahare ishq ke toot chuke hain hijr meinek tumhari yaad bas dard ke gamgusar haiahadevafa ka aap ke lutfokaram ka aap keaur kisi ko ho na ho mujh ko aitabar hailut gai gham ke aabaru lut chuki dil ke aarzoo‘yahya’ nigahelutf ka phir bhi ummidvar hai Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Yahya Jasdanwalla

aj tum se bichad raha hunaj kehta hun phir milunga tum setum mera intazar karati rahoaj ka aitabar karati raholog kahate hain waqt chalata haiaur insan bhi badalata haikash ruk jaye waqt aj ke rataur badle na koi aj ke badwaqt badle ye dil na badalegatum se rishta kabhi na tutegatum hi khushbu ho meri sanson ketum hi manzil ho mere sapanon kelog bonte hain pyar ke sapaneaur sapane bikhar bhi jate hainek ehasas hi to hai ye wafaaur ehasas mar bhi jate hain  Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faaki

Hum Apne Ikhtiyar Ki Had Se Guzar Gaye,Chaha Tumhe To Pyar Ki Had Se Guzar Gaye,Jaagi Hai Apne Dil Mein Gulabon Ki Aarzu,Jab Mousam E Bahaar Ki Had Se Guzar Gaye,Ab Zakhm Haye Dil Ka Kaha Tak Shumar Ho,Yeh Zakhm To Shumar Ki Had Se Guzar Gaye,Teri Nigah E Mast Se Ham Itni Pee Gaye,Itni Ke Har Khumar Ki Had Se Guzar Gaye,Ehsas Mar Chuka Hai Khushi Hai Na Gham Koi,Jaise Ke Jeet Haar Ki Had Se Guzar Gaye,Aati Hai Saaf Saaf Nazar Gham Ki Manzile,Yeh Qaflay Ghubaar Ki Had Se Guzar Gaye,Woh Log Roz E Qyamat Se Kya Dare,Jo Tere Intzaar Ki Had Se Guzar Gaye.

aa ki meri jan mai qarar nahi haiaa ki meri jan mai qarar nahi haitaqatebedadeintazar nahi haidete hain jannat hayatedahar ke badlenashsha baandazaekhumar nahi haigiriya nikale hai teri bazm se mujh kohaye! ki rone pe ikhtiyar nahi haihum se abas hai gumaneranjishekhatirkhak mai ushshaq ke gubar nahi haidil se utha lutfejalva hai maanigairegul aainaebahar nahi haiqatl ka mere kiya hai ahad to barevaye! agar ahad ustavar nahi haitu ne qasam maikashi ke khai hai ‘ghalib’teri qasam ka kuch aitabar nahi haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Mirza Ghali

aaina kyun na dun ke tamasha kahen jiseaisa kahan se laun ke tujhasa kahen jisehasarat ne la rakha teri bazmekhayal meinguladastaenigah suveda kahen jisephunka hai kisane goshe muhabbat mein ae khudaafasuneintazar tamanna kahen jisesar par hujumedardegaribi se daliyewo ek mushtekhak ke sahara kahen jisehai chashmetar mein hasaratedidar se nihanshauqeinan gusekhta dariya kahen jisedarakar hai shiguftanegul haye aish kosubhebahar panbaemina kahen jise“ghalib” bura na man jo vaiz bura kaheaisa bhi koi hai ke sab acha kahen jisePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghali

کہتی ہو جِسے تُم آوارہ ،حقیقت میں ہے دیوانہ تیرارہنا جو فقط پسند کرے دل میں تیرے،یہ تو ہے وہ بنجارہ تیرا

Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye Gumaan Baaqi HaiAaney Ka Kisi Shakhs Ke Abhi Imkaan Baaqi HaiMuddat Hoee Ek Shakhs Ko Bichrhey LekinAaj Tak Merey Dil Pe Ek Nishaan Baaqi HaiWo Saayibaan Chin Gaya To Koi Gham NaheeAbhi To Merey Sir Pe Ye Aasmaan Baaqi HaiKashti Zara Kinaarey Ke Qareeb He RakhnaBiphri Hoee Lehron Mein Abhi Toofaan Baaqi HaiTumharey He Ashkon Ne Lab Si Diye WarnaAbhi To Merey Dukhoon Ki Bohut Daastan Baaqi HaiGhamon Se Keh Do Ke Abhi Na RakhteSafar BaandhainKe Abhi To Merey Jism Mein Kuch Aur Jaan Baaqi HaiJa Chukey Hain Sab Log Khamosh Parhi Hai BastiMagar Kisi Aas Pe Ek MakeeneMakaan Baaqi Hai

Jab Yaad Meri Aye To Rukna MatMere Paas Laut AanaJab Raat Ka Diya Bhuj JayeOr Kuch Saaf Nazer Na AyeTo Derna Mat Mere Paas Laut AanaJab Bin Badal Barsat Ho JayeOr Tumhien Raasta Na Mil PayeTo Udaas Mat Hona Mere Paas Laut AanaJab Dil Tumhara TooteOr Kisi Ka Sath Tum Se ChoteTo Aanso Mat BahanaMere Paas Laut AanaApni Khushi Se Chor Ke Gayi Ho Tum Mere Jazbat,Pyar,AitbarKo Tor Ke Gayi HoPhir Bhi Meri Yaad Agar AyeOr Aankhien Tumhari Bher AyeinTo Sherminda Mat HonaMere Paas Laut AanaBas Itna Kehna Chahta HonKe Hamesha Intizar KerongaIs Zindgi Se Zyada Pyar KerongaMagar Jab Tumhen Meri Yaad AyeTo Rukna MatMere Paas Laut Aana