aaina kyun na dun ke tamasha kahen jiseaisa kahan se laun ke tujhasa kahen jisehasarat ne la rakha teri bazmekhayal meinguladastaenigah suveda kahen jisephunka hai kisane goshe muhabbat mein ae khudaafasuneintazar tamanna kahen jisesar par hujumedardegaribi se daliyewo ek mushtekhak ke sahara kahen jisehai chashmetar mein hasaratedidar se nihanshauqeinan gusekhta dariya kahen jisedarakar hai shiguftanegul haye aish kosubhebahar panbaemina kahen jise“ghalib” bura na man jo vaiz bura kaheaisa bhi koi hai ke sab acha kahen jisePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghali

Your Comment Comment Head Icon

Login