Bila Jawaz Rakhein Khud Ko Beqarar Bhi Kion Jo Tu Nahin To Phir Tera Intezar Bhi Kion Akele Pan Ka Safar Jab Mera Muqaddar Hai To Phir Ae Wada Shikan Teri Rehguzar Bhi Kion Usey Ganwa Ke Raha Ab Khizaon Ki Zad Mein Jo Woh Nahin To Phir Mosam-E-Bahar Bhi Kion

Nasiban vich vichory reh gaye athrun ro ro thory reh gaye ik na manni onny meri hath vi mery jory reh gaye jandi wari chor gya menu bhijy waal nichory reh gaye aj vi sajan murr nai aya motiyee de phul tory re gaye aj te a ja wasty rab de saa vi hun te thory reh gaye

Tera Mujh Pay Ikhtiar Baqi HayDeikho Kaisa Hisar Baqi HayKoi Chala Gia Phir BhiDil Rastay Pay Gubar Baqi HayYe Khab Hay Ya Ehad KoiJis Ka Muj Pay Bar Baqi HayAankh Mien Dhoaan Sa Rehta HayAag Ki Koi Pukar Baqi HayZindagi Ki Kari Piaas Mien SajidAur Kis Ka Intizar Baqi Hay(Poet: Sajid Hadayat)

Sadion Say Jaagi Aankhon Ko Ek Baar Sulanay Aa JaoMana K Tum Ko Pyar Nahi Nafrat Hee Jatanay Aa JaoJis Mor Pay Hum Ko Chor Gaye Hum Baithay Ab Tak Soch RahayKya Bhool Hui Kyou Juda Huway Bus Yeh Samjhanay Aa JaoHar Lamha Teri Furqat Mein Hum Tarsay RahayMeri Manoo Tum Is Dil Ko Kuch Pal Behlanay Aa Jao

Tu Paas Bhi Ho Tu Dil Beqaraar Apna HaiK Ham Ko Tera Nahi Intezar Aapna HaiWoh Dur Ho Tu Baja TerkEDosti Ka KhiyalWoh Saamnay Ho Tu Kab Ikhtiyaar Apna HaiZamanay Bher K Dukhon Ko Laga Liya Dil SeIs Aasray Pe K Aik Ghamgusaar Apna HaiMilay Koi Bhi Tera Ziker Chair Daitay HainK Jaisay Saara Jahan Raazdaar Apna Hai

uski ankhon main mohabat ka sitara ho ga ik din aye ga wo shakhs hamara ho ga zindagi ab k mera nam na shamil karna gar ye taeh hai k yehi khel dubara ho ga dil main ujala sa hua jata hai achanak dil ne chupky se tera nam pukara ho gaa kam mushkil hai magar usy pa hi lun ga agar sath mery wasi khuda ka sahara ho ga

Tu Paas Bhi Ho Tu Dil Beqaraar Apna Hai K Ham Ko Tera Nahi Intezar Aapna Hai Woh Dur Ho Tu Baja Terk-E-Dosti Ka Khiyal Woh Saamnay Ho Tu Kab Ikhtiyaar Apna Hai Zamanay Bher K Dukhon Ko Laga Liya Dil Se Is Aasray Pe K Aik Ghamgusaar Apna Hai Milay Koi Bhi Tera Ziker Chair Daitay Hain K Jaisay Saara Jahan Raazdaar Apna Hai

Ab Ki Baras Bhi Vo Nahin Aayaa Bahaar MenGuzaregaa Aur Ek Baras Intazaar MenYe Aag Ishq Kii Hai Bujhaane Se Kyaa BujheDil Tere Bas Men Hai Na Mere Ikhtiyaar MenHai Tuute Dil Men Terii Mohabbat Teraa KhayaalKhushRang Hai Bahaar Jo Guzarii Bahaar MenAansuu Nahiin Hai Aankhon Men Lekin Tere BagairVo Kaanpate Huye Hain DilEBeqaraar Men

Hum ne suna hai rahta hai ab bekraar woh Chup ke kisi ka karata hai roz intezaar woh Gesu sanwaarta hain na hataun mein hain hina Aaina dekhtaa bhi nahi baar baar woh Ek kuj adayee uss mein thi aur hum bhi beniyaz Pachtawa hum ko hota hai aur sharmsaar woh Kamzoor chahe jitni ho samme wafa magar Tanhaa hawa se ladti hai dewana war woh

Us Ney Kaha SunEhead Nibhaney Ki Khatir Mat AanaEhaed Nibhaney Waley AksarMajboori Ya Mahjoori KiThakaan Sey Louta Kartey HainTum JaooAur Dariya Dariya Piyaas BhujaooJin Aankhoon Main DuboJis Dil Main Bhi UtroMeri Talab Aawaz Na DegiLekin Jab Meri Chahat Aur Khuwahish Ki LouItni Tez Aur Itni Oonchi Ho JaeyJab Dil Ro DeyTAB LOUT AANAATAB LOUT AANA

Muddat Se Jis K Wastey Dil Beqarar ThaWo Lout Kar Na Aaya Magar Intezar ThaJo Humsafar Tha Chor Gaya Raah Me MujheMain Phas Gaya Bhanwar Me Or Wo Darya K Paar Tha…Manzil Qareeb Aayi To Tum Door Ho GayeItna To Tum Batao K Ye Kaisa Pyar Tha…Ye Baat Umer Bhar Samajh Na Paya MainQ Dil Mera Us Bewafa Ka Talabgaar Tha.Share By : Syed Aslam

Ab To Uth Saktaa Nahin Aankhon Se BaarEIntizaarKis Tarah Kaate Koi LailONahaar EIntizaarUnkii Ulfat Ka Yaqeen Ho Unke Aane Kii UmmiidHon Ye Dono Suuraten Tab Hai BahaarEIntizaarMerii Aahen NaaRasaa, Merii Duaein NaaQubuulYaa Ilaahii Kya Karo Main SharmsaarE IntizaarUnke Khat Kii Aarzuu Hai, Unkii Aamad Kaa KhayaalKis Qadar Peilaa Hua Hai KaarobaarE Intizaa

Sata sata ke hamen ashkbar karati haitumhari yaad bahut beqarar karati haiwo din jo sath guzri the pyar ke hum netalash un ko nazar bar bar karati haigila nahi jo nasibon ne kar diya hai judateri judai bhi ab hum ko pyar karati haikinare baith ke jis ke kiye the qauloqararnadi wo ab bhi tera intazar karati haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Wafa Roomani

Us Ney Kaha Sun Ehead Nibhaney Ki Khatir Mat Aana Ehaed Nibhaney Waley Aksar Majboori Ya Mahjoori Ki Thakaan Sey Louta Kartey Hain Tum Jaoo Aur Dariya Dariya Piyaas Bhujaoo Jin Aankhoon Main Dubo Jis Dil Main Bhi Utro Meri Talab Aawaz Na Degi Lekin Jab Meri Chahat Aur Khuwahish Ki Lou Itni Tez Aur Itni Oonchi Ho Jaey Jab Dil Ro Dey TAB LOUT AANAA TAB LOUT AANA

yadon ka ik jhonka aya hum se milny barson bahd pehly itna roya na thy jitna roye barson bahd lamha lamha ghar ujra hai mushkil se ehsas hua hai pathar aye barson pehly shishy tooty barson bahd aj hmari khak pe dunya rony dhony bethi hai phool hue hain itny sasty jany kesy barson bad dastak ki umeed lagaye kab tak bethy rehty hum kal ka wada karny waly milny aye barso bahd