Jeene Ki Khwaish Me Har Roz Marte HainWo Aaye Na Aaye Hum Intezaar Karte HainJutha Hi Sahi Mere Yaar Ka VaadaHum Sach Maankar Aitbar Karte HainShare By : Sam Momin

Tere Intezaar May Choda Duniya Ka Sath,Tere Intezaar May Choda Apno Ka Sath,Jb Tujhey Jana Hi Tha Tu Kyu Diya Wado Ka Sath,Rah Gaya Ab May Bs Apno Gamo K Saath…

Wafaa main ab yeh hunar iktiyaar karna hai, Woh sach kahe na kahe aitbaar karna hai, Yeh tujh ko jaagtey rehne ka shauq kab se hua, Mujhe to kher tera intizaar karna hai..

Har Sham Sey Tera Izhaar Kiya Kartey HainHar Khuwab Mein Tera Didar Kiya Kartey HainDeewanay Hi To Hai Hum Tere O HumnasheenHar Waqt Tere Milnay Ka Intzaar Kiya Karte Hain

Unka Waada Hai Ke Wo Laut AayengeIsi Ummeed Par Ham Jeeye JayengeYeh Intezaar Bhi Unhi Ki Tarah Pyara HaiKar Rahe The Kar Rahe Hein Aur Kiye JayengeShare By : Bindu Mahajan

j0 nahi aata uska intezar kyun h0ta hai.. Kisi k liye apna yeh haal kyun h0ta hai.. Waise t0h is duniya mein kafi cheezaiN pyaRi hain.. J0 nahi miLta usi se PYAR kyun h0ta hai?

Tum Ne Chaha Hi Nahi Haalat Badal Saktay ThayTerey Aansoo Meri Aankhoon Se Nikal Saktay ThayTum To Theray Rahay Jheel K Pani Ki TerhanDerya Bantay To Bohat Door Nikal Saktay Thay

Tum Ne Chaha Hi Nahi Haalat Badal Saktay Thay Terey Aansoo Meri Aankhoon Se Nikal Saktay Thay Tum To Theray Rahay Jheel K Pani Ki Terhan Derya Bantay To Bohat Door Nikal Saktay Thay

Meri Nazroon Mein Jo Khumar Hai Uska Hi HaiMere Tasaavur Mein Ho Hissar Hai Uska Hi HaiWo Mere Pass Aayee,Saath Chale,Rahy Na RahyMujhey Toh Bus Ab Intezaar Uska Hi Hai..Share By : Shabbir Abbas

aadatan tum ne kar diye vadeaadatan hum ne aitabar kiyateri rahon mein baraha ruk karhum ne apana hi intazar kiyaab na mangenge zindagi ya rabye gunah hum ne ek bar kiyaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Gulza

Main Muntazir Hoon Barish Ka, FaslEBahar Say PehlayMain Muntazir Hoon Phoolon Ka, Rahon Main Khaar Say PehlayHaan Us K Wastay Sooli, Pe Char Gaya Tha Main LaikinMaktal Main Sang Utha Paya, Koi Na Yaar Say Pehlay

kia hai tanhaiyon ne bechain mujh ko aur beqarar tu bhi mujhy bhi hai doston ki khwahish akely pan ka shikar tu bhi meri bhi ankhen hain muddat se chokhaton peae janan tery bhi lehjy main hasraten hain ik sarapa intzaar tu bhi

Intzaar K Pal Wo Pyar K PalDil Me Ubharte Jazbaat K PalWo Taaro Bhari Us Raat K PalTeri Meri Dilkash Mulaqat K PalPal Pal Ko Millaake Banaaynge Ik KalPal Pal Ko Sametenge Pal Pal Ki KhtirChura Lenge Khuda S Khushiyo K Wo Har Pal..!!!

Kahdo In Hasraton Se Kahin Aur Ja BasenItni Jagah Kahan Hai DilEDaagdaar MainUmrEDaraaz Maang Ke Laaye The Chaar DinDo Aarzoo Me Kat Gaye Do Intezaar MainKitna Hai Badnaseeb Zafar Dafn Ke LiyeDo Gaz Zameen Bhi Mil Naa Saki KooEYaar Me

Bila Jawaz Rakhein Khud Ko Beqarar Bhi KionJo Tu Nahin To Phir Tera Intezar Bhi KionAkele Pan Ka Safar Jab Mera Muqaddar HaiTo Phir Ae Wada Shikan Teri Rehguzar Bhi KionUsey Ganwa Ke Raha Ab Khizaon Ki Zad MeinJo Woh Nahin To Phir MosamEBahar Bhi Kion