uski ankhon main mohabat ka sitara ho ga ik din aye ga wo shakhs hamara ho ga zindagi ab k mera nam na shamil karna gar ye taeh hai k yehi khel dubara ho ga dil main ujala sa hua jata hai achanak dil ne chupky se tera nam pukara ho gaa kam mushkil hai magar usy pa hi lun ga agar sath mery wasi khuda ka sahara ho ga

Your Comment Comment Head Icon

Login