Waaiz KamaaleTark Say Yaan MuraadDuniya Jo Chor Di Hai Toh Uqba Bhi Chor DayTaqlid Ki Rawish Say Toh Behtar Hai KhudkushiRasta Bhi Dhoond Khizr Ka Sauda Bhi Chor Day

Akhtar e Sham ki ati ha falak se awazSajda karti hy sehir jis jo wo aaj ki raatRah e yak gam himat k lye arsh e barenKeh rahi hai ye musalman sy miraj ki raat…

Dono Aankho Ko Ziyarat Ke Liye Rakha HaiDil Sahe Dil Ke Aataaat Ke Liye Rakkha HaiAur Ishko Pyaar, Waafa, Imaan, Nabi Ka DaamanHumane Ye Maal Qyaamat Ke Liye Raakha Hai

Madinay Ki Galli Me Ho Ghar Apka,Makkay Ki Vadi Me Ho Basera Apka,Duaa He Ek Dost Ki Ek Dost Ko,GumbadEKhazra K Saaye Me Ho Sajda Apka.Aur Who Bhee Ramzan K Mahene MeAmeen.

Rab Karey Tera Naseeb Chamakta Dikhai DeyAankhain Jo Band Karein To Madina Dikhai DeySajda Jahan Karey Waha Qaba Dikhai DeyUthay Jo Ankhain To GumbadEKhizra Dekhai DeyAmeen

Ya AllahIs Chand Ko Hum Per Barkat Ke SathAurEmaan O Salamti AurIslam AurIs Cheez Ki Toufeeq Ke Sath NikalJis Se Tu Razi Hota HaiAurPasand Farmata HaiAe Pehli Raat Ke ChandMera Aur Tera RabAllah AzOJal Hai

Aik Bar Tu KABA Dekhun MeinAik Aas Lagaye Betha Hoon,Aik Bar Tu KABA Dekhun Mein,Us Shehar Ki Pur Kaif Hawaon Mein,Aik Bar Tu Jeena Dekhun Mein,Pyasa Hun AabeZam Zam Ka,Aik Bar Tu Pee K Dekhun Mein,Phir Chahe Hosh Gawa Bethun,Bus Aik Baar MADINA Dekhun Mein.(AAMEEN)Hajj Mubarak..?

AamadERabiUNOR Mubarak Ho.~”~.:’ ;/ ‘:: .¤. :’:’ /; ‘:‘~….~’NaqsheNalain E MustafaRehmat Ul Lil AlmeenKhulq E AzeemSarware DeenMujtaba O MuhtashamSallalahu Ale Hi Waale Hi Wasalam(rabi ul awal shayari in Urdu and Hindi)

Yeh Tarikyan Aur Tanhayiyan Hy Allah Se NazdikyanZikr E Ilahi Se Hoti Hain Gunahon Se DuriyanGar Banalain Ham Apnee Akhirat IstrahSanwar Jayengi Dunya Me Bhi ZindaganiyanYeh Dunya To Hy Guzargah Log Aayaingay JayaingaySawaal Hoga Vahan Ke Zindagi Kaisay BitayiyanIs Say Behatar Hy Gar Ho Jayain Ham AllahwalayPhir Hongi Pursayiyon Ki Aasaaniyan

Ahmed Hain Shehr E Ilm To Dar Murtaza AliKaaba Aggar Sadaf Hai, Gohar Murtaza AliWoh Zarra E Haqeer Bhi Khursheed Ban GayaJis Par Pardi Tumhari Nazar Muratza AliZahra Hain Deen Ka Jism To Quwwat Hasan HosseinDil Hain Rasul E Paak, Jigar Murtaza AliBadr O Hunain Khayber O Khandaq Mein SochiyeyKiya Woh Tabah Na Hotay Aggar Muratza AliMumkin Nahin Key Barq Nashaiman Jala SakeyLikha Ho Aashiyaan Pe Aggar Murtaza AliHai Khaak E Pai Shabbar O Shabbeer Yeh GhulamSafdar Pe Ho Karam Ki Nazar Muratza Ali

“ACHI BAAT “Dost Ka Imthan Musibat Mein Hota HaiBhai Ka Imthan Narazgi Mein Hota HaiBiwi Ka Imthan Ghurbat Mein Hota HaiMomin Ka Imthan Ghuse Mein Hota HaiAankh Ka Imthan Bazar Mein Hota HaiZuban Ka Imthan Mehfil Mein Hota HaiDil Ka Imthan Ishq Mein Hota HaiHath Ka Imthan Khana Khane Mein Hota HaiAulad Ka Imthan Waladen Ky Burhapy Mein Hota HaiInsan Ka Imthan Qabar Mein Hota Hai“ALLAH PAK”Hme Hr Imthan Mein Kamyab Kre“”””Ameen””””

Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah HogaAaap Aye Tho Mere Ghar Me Ujaala HogaHashr Me Hogah Who Sarkaar Ke Jandhe Ke ThaleMere Sarkaar Ka Jo Chahne Wala HogaIsqhE Sarkaar Ki Ek Sham?Ma Jalaalo Dil MeBaad Marne Ke Lehad Me Bhi Ujalaa HogaJab Bhi Maangho To Waseele Se In?Hi Ke MaanghoIs Waseele Se Karam Aur Do Baala HogaHashr Me Is Ko Bhi Seene Se Lagaa?YengeHuzoor Jis Ghuneghaar Ko Har Ekh Ne Taala HogaMahe Tayba Ki Tajalli Bhi Niraali HogeeAap Ke Gard Bhi Ashaab Ka Haala HogaSilah Naat Nabi Paayega Jis Din KhalidWho Karam Dekhna Tum Dekhne Walaa Hoga

Zehre Saya Ae Ghumbad Raat Ka Basera HaiAur Sunahri Jali Mein Rohnama Sawera HaiJabaja Madine Mei Hajioun Ka Dehra HaiMustafa Ke Koche Mein Saailoun Ka Peera HaiKitni Khuld Manzar Hai Raat Bhi Madine KiAik Zara Ujala Hai Aik Zara Andhera HaiTahiroun Ki Jurmat Mein Wo Kalas Ka NazaraShama Ko Pathangoun Ne Har Taraf Se Geera HaiMeri Khush Naseebi Par Rashq Aye Rizwan KoMustafa Agar Keh Dei Ye Ghulam Mera HaiKabar Mein Farishtoun Se Jab Nabi Ne FarmayaJaao Is Ko Sohne Do Ye Ghulam Mera HaiRaat Bhi Madine Ki Din Se Kam Nahi AjmalShaam Bhi Madine Ki Khushnama Saweera Hai

Ay Khuda Mujh Ko Ata Lafzoon Ka Darya KardayHamd Likhna Hai Takhayool May Ujala KardayJab Talak Saans Hai Main Zikr Tera Karta RahonTou Ata Mujh Ko Sana Khowan Ka Rutba KardayRehmatain Teray Iradoon Say Baras Jati HainTou Vo Qadir Hai K Beemar Ko Acha KardayJis Ko Chahay Ussay Sajday Ka Hunar Aa JaayZarf O Eeman Ki Qamat Ko Bhi Bala KardayTu Nabi Jis Ko Kahay Us Ko Khudaee Mil JaeChand Ho Shaq Jo Vo Ungli Ka Ishara KardayRah E Eeman Ka Dushwar Safar Tay Kar LoonMujh Pay Bus Sura E Yaseen Ka Saya KardayZindagi Meri Shariyat K Mutabiq GuzrayPori Hamid Ki Tamana Ye Khudaya Karday

Mayri Baat Ban Gaii He Tayri Baat Kartay KartayTayray Shehr Mayn Meyn AaOon Tayri Naat Parrtay ParrtayTayray Ishq Ki Badolat Mujhay Zindagi Mili HeMayray Paas Bhi He Aaii Mayri Moat Dartay DartayKiss Cheez Ki Talab He Na He Aarzoo Hi KoiiToon Nay Itna Bhar Diya He Kashkol Bhartay BhartayMayray Soonay Soanay Ghar Ko Kabhi Naymatayn Ataa KarMeyn Divana Ho Gaya Hoon Tayri Raah Taktay TaktayMeyn Na JaOon Ga O Darbaar Kabhi Chhoarr Kar Yay GaliyaanKay, Meyn Poancha Hoon Yahaan Tak Mayray Yaar Martay MartayHe Jo Zindgaani Baaqi Yay Irada Kar Liya HeTayray Mukiron Say Aaqa Meyn Maroon Ga Larrtay Larrtay