Ye Karb Kaa Ehsaas Musalsal Mere AllahKar Degaa Kisii Din Mujhe Paagal Mere AllahBikhre Hu’e Tukron Ko Sametuun Bhii Kahaan TakKis Tarah Karuun Khud Ko Mukammal Mere AllahHar Zehn Jihaalat Ke Andheron Kaa Hai MaskanHar Haath Men Hai Ilm Kii Mash’al Mere AllahLaashon Ke Har Ek Shah’r Men Baazaar Saje HainHar Mor Pe Hai Ek Nayaa Maqtal Mere AllahHaalaat Se Huun BarsarEPaikaar Abhii TakGo Jism Men Baaqii Nahiin Kis Bal Mere AllahMiilon Nahiin Aasaar Ko’ii DashtEYaqiin KeHar Simt Hain Tashkiik Ke Daldal Mere AllahSarmaayaOAsbaab Jise Chaahe Use De“Rahi” Ko Bas Ek SabrOTavakkul Mere Allah

A Book That Is Full Of Answers,A Book That Makes You Cry.A Book That Makes You Notice,How Much Harder You Can Try.A Book That Makes You Realize,What True Love Really Is…A Book That Gives You Direction, For All Of Life’s Tough Biz.A Book That Gives You Hope,That Someone Somewhere’s Watching Over You.A Book That Helps You Out,Through All The Times Your Blue.A Book That Was Revealed To Our Beloved Prophet(SAWS),Over A Period Of 23 YearsOnce You Put Faith Into This Book,You Can Handle Worldly Fears.A Gift Sent Down From Heaven,A Treasure From Above,Written Proof That Shows UsHow Blessed We Are With Allah(SWT’s) Love!

Kya Shaan Ha Ye Aankh Kahan Jaa Ke Larri HaYaan RehmatEMaula SarEDarbaar Kharri HaAashufta Sari IshqEMohammed Ko Na BoloMilti Nahi Har Ek Ko Ye Shaan Bari HaDeevanaIMehboobEKhuda Se Koi PoocheYe JwhdiEMusalsal Ki Barri Sakht Karri HaAllah Jise SarwarEKaunain Bana DeUss Shah Ki Har Baat Sadaqat Se Bhari HaAfkaar Men Kirdar Mein Her Baat Mein YaktaItmaamENabuwwat Ki Yehi Ek Karri HaMasjooodEMalaik Hai Risaalat Kaa GharanaImroz Muhammed Ki Wiladat Ki Gharri HaMein TaalibIDeedar Hun Kab Se Mere AqaAankhon Mein Meri Deed Ke Ashkon Ki Larri HaNabiyo’n Mein Kisi Ko Na Mili DawatEMerajYe Shaan Bhi Azmat Ke Chiragho’n Men Rachi HaChughtai Na Mar Jai Bina’n Deed Ke TeriKitna Hai Woh Khud Gharz Use Apni Parri Ha

Kyun Kar Na Meray Dil Mein Ho Ulfat Rasool KiJannat Mein Lay Kay Jaey Ghi Chahat Rasool KiChaltee Hoon Mein Be Qafelay Walo Ruko ZaraMilnay Do Bas Mujhay Be Ijazat Rasool KiPhochay Jo DinOIman Nakerain Qabr MeinUs Waqt Meray Lab Pay Ho Midhat Rasool KiTarpa Kay Un Kay Qadmo Mein Mujh Ko Gira Day ShokJis Waqt Ho Lahad Mein Ziyarat Rasool KiSarkar Nay Bula Kay Madina Dikha DiaHo Ghi Mujhay Naseeb Safa”At Rasool KiYa Rab Dikha Day Aaj Ki Shab Jalwaey HabibIk Bar To Aata Ho Ziyarat Rasool KiDamen Mein Un Kay Lay Lo Pannah Aaj MunkiroMahengi Paray Ghi Warna Adawat Rasool KiTo Hai Ghulam Un Ka UbadERaza TerayMahshar Mein Ho Ghi Saath Himayat Rasool KiKyun Kar Na Meray Dil Mein Ho Ulfat Rasool KiJannat Mein Lay Kay Jaey Ghi Chahat Rasool Ki

Allama Iqbal Islamic Poetry # 1Zaban Se Kah Bhi Diya La Ilaha Illah To Kya HasilDilONigah Musalman Naheen To Kuchh Bhi Naheen”Allama Iqbal Islamic Poetry # 2Tum Syed Bhi Ho Mirza Bhi Ho Afghan Bhi HoTum Sabhi Kuchh Ho Batao Ki Musalman Bhi Ho”Allama Iqbal Islamic Poetry # 3Masjid To Banadi Shab Bhar Mein Imaan Ke Hararat Walon NeMan Apna Purana Papi Hay Barson Mein Namazi Ban Na SakaAllama Iqbal Islamic Poetry # 4Wahi Derina Bimari Wahi Namuhkami Dil KiIlaj Iska Wahi Aabe Nishat Angez Hay SaaqiAllama Iqbal Islamic Poetry # 5Batil DuEe Pasand Hay Haq La Sharik HayShirkat MiyanE HaqOBatil Na Kar QuboolAllama Iqbal Islamic Poetry # 6ManfEAt Ek Hai Is Qaum Ki Nuqsaan Bhi EkEk Hi Sab Ka Nabi Deen Bhi Iman Bhi EkHarame Paak Bhi Allah Bhi Quran Bhi EkKuchh Bari Baat Thi Hote Jo Musalman Bhi Ek

Ae Khuda Sabhi Ko Jeene Kaa Saleeka Sikha De,Har Dil Ke Kone Mei Kahin,ChiraagEWafaa Jala De,Kitne Hi Dil Toot Gaye,Par Tu Sada Hi Chup Raha,Kuch Aisa Kar Kii Koi Kabhi,Phir Kisi Ko Naa Daga De,Un Toote Dilon Ke Dher Me,Kahin Kuch Tukde Mere Bhi The,Kam Se Kam Us Bewafa Ko Un Tukdon Ka Hisaab To Bata De,Keh Khuda Apni Hawa Se,Ki Ab To Apna Rukh Mod Le,Meri DaastaanEDil Jaakar Us Bekhabar Ko Suna De,Wo Shakhs Bharam Mei Jee Raha,Dil Tod Ke Khush Baitha Hain,Nahi Bheegi Palkein Uski Ab To Use Rula De,Uske Dard Me TaUmr JalJal Ke Raakh Hui Hoon Main,Kab Tak Jalaayega Mujhe,Ab To Is Aag Ko Bujha De,Gar Tu Hai Is Jahaan Me,To Apne Hone Kaa Ehsaas Dila,Meri Roothi Taqdeer Ko Chand Khushiyon Ke Gehno Se Saja De,Uthti Hai Kayi Baar Kasak,Ke DilOZehen Mei Bhi,Tamaam Gulistaan Naa Sahi,Par Dil Mei Ekk Phool To Khila De

Kia Hua Tujhay Ay Shaam Ke Teri Rooh Itnee BeChain Kion HayKion Murjhaya Hay, Aisy Lagay Hay Jesy Saalon Ka BeemarA’amalEZindgi Pe Naadan Hy Ya GhameEZamana Se PreshanNa Ker Koee Gham Ay Pyaary, Sun RahmatEElahi Ki PukaarRehy Umeed Ka Pouda Sar Sabz Tou Hay Zindgi Mein BahaarTorray Ga Jo Ta’luq Is Sy To Nazar Aien Gay Tujy Khar Hi KharRakh Apny Gunahon Ka Khof Bi, Per UmeedERahmat Bi Hay LaazimKe Yehi Umeed Ker Day Gi HaqeeqatEDunya Tujh Pe AashkaarJo Ke Lia Bura Us Per Reh Naadim Aur Ker Lay Irada Naiki KaKe HukmeIlahi Aur TariqaENabi Kay Baghair Sab Hy BekaarBan Ja Aajiz Banda Us Ka, Dil Tuty Per HukmEKhuda Na TutayDikha Day Nidaamat Ki Tarrap Apni Ke Dhul Jaey Ye DilEDaghdarKer Lay Irada Musamam Ke Phir Na Ho Ga Sar Zad Tujh Sy Gunah KoiHuey Pe Ker Touba Ky Hay Wuss’atERahmatEElahi BeShumaar.

Allah Insaan Sey Fermata HeyMeri Teraf A Ker To DekhMutawjah Na Hoon To KehnaMeari Rah Main Chal K To DekhRahain Na Khool Doo To KehnaMujh Sey Sawal Ker K DekhBakhshish Ki Had Na Ker Doon To KehnaMeray Liye Beyqader Ho K To DekhQader Ki Had Na Ker Doon To KehnaMeray Liye Lut K To DekhRehmat K Khazaney Na Luta Doon To KehnaMeray Liye Bik K To DekhAnmool Na Ker Doo To KehnaMujhey Rab Maan K To DekhSab Sey Beyniyaaz Na Kerdoo To KehnaMeray Khuaf Sey Ansoo To Baha K To DekhMaghfirat K Darya Na Bahadoo To KehnaWafa Ki Laaj Nibha K To DekhAta Ki Had Na Kerdoon To KehnaMeray Naam Ki Tazem Ker K To DekhHakimeTakreem Ki Inteha Na ker Do To KehnaApni Hasti Ko Fana Ker K To DekhJameBaqa Sey Serfaraze Na Kerdoo To KehnaMujhey Haieyolkaieyoom Man K To DekhAbdi Hayat Ka Ameen Na Banadoon To KehnaMera Ho K To DekhHer Kisi Ko Tera Na Bana Doon To Kehna

حضرت علي رضہ
جو قول آھي تہ:
کڈھن بہ پنھنجي چھري مان ڈک کي ظاھر تهیٹ نہ ڈیندا کریو
چهو جو ان سان دوست غمگین ء دشمن خوش تهیندو آهي…
سدا مرکندا رهو.
..ASALAM.O.ALAIKUM

Allah Insaan Sey Fermata Hey……. Meri Teraf A Ker To DekhMutawjah Na Hoon To Kehna Meri Rah Main Chal K To DekhRahain Na Khool Doo To Kehna Mujh Sey Sawal Ker K DekhBakhshish Ki Had Na Ker Doon To Kehna Meray Liye Beyqader Ho K To DekhQader Ki Had Na Ker Doon To Kehna Meray Liye Lut K To DekhRehmat K Khazaney Na Luta Doon To Kehna Meray Liye Bik K To DekhAnmool Na Ker Doo To Kehna Mujhey Rab Maan K To DekhSab Sey Beyniyaaz Na Kerdoo To KehnaMeray Khuaf Sey Ansoo Baha K To DekhMaghfirat K Darya Na Bahadoon To Kehna Wafa Ki Laaj Nibha K To DekhAta Ki Had Na Kerdoon To Kehna Meray Naam Ki Tazem Ker K To DekhHakimETakreem Ki Inteha Na Ker Do To Kehna Apni Hasti Ko Fana Ker K To DekhJamEBaqa Sey Serfaraze Na Kerdoo To Kehna Mujhey Hayyul Qayoom Maan K To DekhAbdi Hayat Ka Ameen Na Banadoon To Kehna Mera Ho K To DekhHer Kisi Ko Tera Na Bana Doon To Kehna

Dare Ghaus Ka Gar Tu, Saail Bana HaiQadam Ko Hata Ne Ki, Koshish Na KarnaMilegi Bemaange, Tamannaaein Dil KiZubaan Tak Hila Ne Ki, Koshish Na KarnaWoh DeinGe Yaqinan, Tujhe Aasra BhiMilega Wahin Se, Tujhe MudDaAa BhiSakhi Ghause A’zam Ka, Dar **** Kar TuKahin Aur Jaane Ki, Koshish Na KarnaJo Baghdaad Le Jaaey, Tujh Ko NasibaLaga Dena Dera, Wahin Par GharibaaWahaan Mar Ke Bhi Un Ke, Qadmon Se KehnaYahaan Laut Aane Ki, Koshish Na KarnaLahad Mein Bhi Un Ka, Gada Hun FarishtoMuridaane Ghausul Wara Hun FarishtoMayn Ya Ghaus Keh Kar, Bula Lunga DekhoMujhe Tum Dara Ne Ki, Koshish Na KarnaKahin Phoola, Phala, Yeh Gulshan Na UjreTere Haath Se Un Ka, Daaman Na ChuteZamaane Ki Fikr Se, Imaan ApnaKahin Dagmaga Ne Ki, Koshish Na KarnaMayn Ehqar Hun Kya, Khush Nasibi Hai PaaiMili Ghaus Ke Dar Ki, Mujh Ko GadaaiChamakta Hun Mayn Chaand, Ban Kar MukhaalifYahaan Jagmaga Ne Ki, Koshish Na Karna

Aye Khuda Tu Yaad Aaya Fiza Ne Jab Dariya Mein Pani Ko Sehlaya,To Jitne Bal Khake Paani Kinaron Se Takraya,Utani Baar Aye Khuda Tu Yaad Aaya.Jab Baarish Ki Boondon Ne Dharti Ko Chooma,Humne Zameen Par Bikharte Sitaaro Ko Paya,Jitne Sitaaron Ko Saawan Ne Barsaya,Utani Baar Aye Khuda Tu Yaad Aaya.Fiza Ne Jab Gulshan Mein Foolon Ko Mehkaya,To Jitani Baar Mehak Ko Humne Apni Saanson Mein Paya,Utani Baar Aye Khuda Tu Yaad Aaya.Baadlon Ke Peeche Se Jab Suraj Yun Muskaya,Uski Naram Kiranon Se Tune Jab Zindagi Ki Lau Ko Jalaya,Utani Baar Ae Khuda Tu Yaad Aaya.Gulshan Ki Raahon Se Jab Main Guzra,To Jitane Khushgwaar Ehsaason Ko Maine Kareeb Paya,Utani Baar Aye Khuda Tu Yaad Aaya.Aye Kaash Ke Tu Har WaqtYun Hi Mere Saatjh RaheNa Main Kuch KahunTu Bhi Khamosh Hi RaheBas Nazron Se NazreinIsharon Mein Baatein KaheAur Dekh Kar Yun HumeinKoi Aur Deewana Bhi Yeh KaheKi Aye Khuda Tu Yaad AayaAye Khuda Tu Yaad Aaya

Islam Is Peace, Islam Is Ease.Islam Is Not Danger Or Disease.Islam Is Love And Prosperity.Islam Is Not Hatred Or Adversity.Islam Is Salvation Through Repentance.Islam Has Love For All In Abundance.Islam Means No Harm Or Affliction.Islam Implores You With Affection.Islam Is Neither Maze Nor Craze.Islam Is Giving Allah All Praise.Islam Is Acing Through The Race.Islam Will Be On Everyone’s Face.Islam Is Worshipping Only The Creator.Islam Is Not Mere Numbers On A Calculator.Islam Gives You Power When You Surrender.Islam Is Not A Terrorist Or For A Pretender.Islam Is Patience And Perseverance.Islam Eases Your Vengeance Through Tolerance.Islam Is Life For All Eternity.Islam Gives You Respect, Moreover Dignity.Islam Is Winning Hearts Through Honesty.Islam Is Giving Openly In Charity.Islam Makes You Wholesome And Trustworthy.Islam Is In Wealth As Well As In Poverty.Islam Is Your Shield Against All Evil.Islam Is For Your Soul’s Retrieval.Islam Is Not Fundamentalism Or Fanaticism.Islam Is Not Nationalism Or Racism.

Today, Upon A Bus,I Saw A Girl With Golden Hair.And Wished I Was As Fair.When Suddenly She Rose To Leave,I Saw Her Hobble Down The Aisle.She Had One Leg And Wore A Crutch.But As She Passed, A Smile.Ya Allah, Forgive Me When I Whine.I Have 2 Legs, The World Is Mine.I Stopped To Buy Some Candy.The Lad Who Sold It Had Such Charm.I Talked With Him, He Seemed So Glad.If I Were Late, It’d Do No Harm.And As I Left, He Said To Me,“I Thank You, You’ve Been So Kind.It’s Nice To Talk With Folks Like You.You See,” He Said, “I’m Blind.”Ya Allah, Forgive Me When I Whine.I Have 2 Eyes, The World Is Mine.Later, While Walking Down The Street,I Saw A Child With Eyes Of Blue.He Stood And Watched The Others Play.He Did Not Know What To Do.I Stopped A Moment And Then I Said,“Why Don’t You Join The Others, Dear?”He Looked Ahead Without A Word;And Then I Knew, He Wouldn’t Hear.Ya Allah, Forgive Me When I Whine.I Have 2 Ears, The World Is Mine.With Feet To Take Me Where I’d Go.With Eyes To See The Sunset’s Glow.With Ears To Hear What I’d Know.Ya Allah, Forgive Me When I Whine.I’ve Been Blessed Indeed, The World Is Mine