Hadse Ban Kay Log Yahan Mila Kartain HainZakam Dekay Kaam Kiya Kartay HainRoz Gir Jati Hai Devar Teri Yaadon KiRoz Hum Maut Kay Saaye Mein Raha Kartay Hain

Haadsay Ban K Log Yahaan Mila Karte HaiZakhm Dene K Hi Saaman Diya Karte HaiRoz Gir Jaati Hai Deewar Tere Wadon KiRoz Hi Hum Maut Ke Saaye Mien Jiya Karte Hai

Kabr Me Jake Sochta Hu Ab Milegi SukuneTanhai Mujko,Magar Yaha Bhi Aa Gaye Log Dekho Sataane MujkoJinda The Tab Hume Dekh Koi Muskurata Na Tha,Aaj Lash Pe Meri Hazaro Rone Aye MujkoWaqt Aesa Bhi Kabhi Ayega Kabhi Socha To Na Tha,Ki Milne Aye Wo Humse Magar Kabhi Paayenge Na MujkoHumne To Aesa Kabhi Khwab Me Bhi Na Dekha Tha,Marne Ke Bhi Baad Wo Itne Yaad Ayenge Mujko

Kya Dete Kisiko MuskurahatHum Apne Ashkon Se Zaar Zaar The,Kya Dete Kisiko Zindagi Ka Tohfa,Hum To Apni Maut Se Bezaar The…

Aag Lagai Thi To Silgha Bhi Dena ThaKafan Na Mila To Dafan Kar Dena ThaKoi Poochta AnjaameMaut Tum SeRog Humara Ruswaai Bata Dena Tha

Jis Din Meri Arthi Is Duniya Se Vida HogiEk Alag Sama Hoga Ek Alag Baat HogiKhna Us Bewafa Se Margaye Tumhare Chahne WaleAb Na Hum Hai Aur Na Hamari Batein Hogi

Kia Kahon Tumhain?Khuwab Kahon To Bikhar Jaoge!Dil Kahon To Toot Jaoge!Lo, Tumhara Naam Zindagi Rakh Deti Hon..!Maut Se Pehle Hamara Sath Na Chor Paoge…!!

Insaan Ke Kandhe Pe Insaan Jaa Raha HaiKafan Me Lipta Kucch Armaan Jaa Raha HaiJise Na Mili Ho Mohabbat Is Jahan MeinShaayad Use Paane, Who Kabrastaan Jaa Raha Hai

Meri Maiyat Mai Aap Aao To,Meri Ruh Ko Kuchh Lamha Shukun Mile.Thode Phul Bhi Agar Chadha Jaao To,In Saanso Ko Fir Se Chalne Ka Zunun MileShayad Zinda Bhi Ho Jaau Tera Shara Lekar,Dekh Lu 1 Nazar, Rago Ko Naya Khun Mile.Hamne Socha Ke Ek Ham Hi Akele Hai,Raaste Mai Par Kitne Aashiq Tere Marhoom Mile

Badnasibi Khatm Ho Jayegi, Jab Main Mar Jao Ga…Tanhahi Mit Jayegi, Jab Main Mar Jao Ga…Kabi Barishey, Kabi Dup, Barf Bachpan Se Deakhta Aaya Hun…Sama Aakhrat Ka Bi Dekhuga, Jab Main Mar Jao Ga…Jo Bichad Gaye Is Zindagi Ke Karwan Main…Mulakatein Un Se Bi Hongi, Jab Main Mar Jao Ga…Giley Shiway Is Dunya Main Kis Se Karta…Bas Usi Se Apne Zakhmun Ki Dawa Lunga, Jab Main Mar Jao Ga…Jis Ne Palat Yad Na Kiya Kabi…Usko Bi Bul Jao Ga, Jab Main Mar Jao Ga…Umid Mein To Din Raat Guzar Jati Hain…Us Ke Aane Ki Umid Bi Tut Jaye Gi Aye Ria, Jab Main Mar Jao Ga…By Rouf Qureshi

Dard Jitna Hai Meri Nigaho MePaoge Na Utna Kisi Ki Raho MeBitani Chahte The Zindagi Jiski Baho MeMaut B Na Mil Payi Unki Panaho Me

Koi Dikha Ke Roye,Koi Chupa Ke Roye.Hamein Rulane Wale,Hamein Rula K Roye.Marne Ka Maza To Tab Hai IMDAD,JAB Qatil B Janaze Pe Aa Ke Roye.

Kabra Per Meri Woh Shama Jalate Rahe,Mout Per Yuin Hi Woh Dil Behlaate Rahe.RoundhKer Har Khwaiish Meri Panv Tale,BeBasi Per Yuin Hi Woh Muskrate Rahe.Ashquon Ki Thi Tapish Jo Meri Kabra Per,Un Se Apne Zakhm Hi Sehlate Rahe.Ye Soch Ker Ki Aakhiri Saya Tha Main,Woh Toh Sar Per Mout Se Mandrate Rahe.Ab Kabra Mein Bhi Neend Mujhe Ati Nahin,Ik Umra Se Kisse Jo Hum Chhupate Rahe.

Tumne Jo Meri Kabr Par, Aakar Yun Muskura DiyaBijli Chamak Kar Gir Padi, Sara Kafan Jala Diya……Main So Raha Tha Chain Se, Yun Hi Kafan E Mazaar Mein,Yahan Bhi Sataane Aa Gaye, Kisne Pata Bata Diya……Tumne Chadhaye Phool To, Ehsaan Kya KiyaHumne Tumhare Ishq Mein, Sara Chaman Luta Diya…..Pucha Na Jeete Ji Kabhi, Dard E Dil Ka HaalAaye Ho Kabr Par Meri, Mitti Mein Jab Mila Diya…..Aaye Ho Mazaar Par Mere, Dekh Liya Ab Mera HaalThukra Ke Mere Pyar Ko, Kisi Aur Ko Apna Bana Diya….Ab Ho Gaya Hai Ilm Tumhein, Ek Shikayat Meri Jaan LoKiya Jo Hashar Tumne Mera, Apno Ko Begana Bana Diya….Main To Kafan Mein Hoon Ab, Meri Baat Aur Hai,Karna Na Unka Haal Wo Ab, Jo Haal Mera Tumne Bana Diya….Tumne Jo Meri Kabr Par, Aakar Yun Muskura DiyaBijli Chamak Kar Gir Padi, Sara Kafan Jala Diya…..!!Aaj Kuch Aisa Gujar Gaya, Dil Toot Kar Bikhar GayaDard Kuch Itna Bara, Hadd Se He Gujar Gaya

Gamon Ka Bojh Main Dhota Raha,Raat Bhar Bas Yunhi Rota Raha.Zindagi Ke Is Safar Me,Maut Ki God Me Main Sota Raha.Na Kabhi Aayi Khushi Ki Bahar,Na Mila Mujhe Mera Wo Pyar.Apne Daaman Ko SukhaSukha Ke,Aansuon Se Use Bhigota Raha.Zindagi Ke Is Safar Me,Maut Ki God Me Main Sota Raha.Dard Bhi Ab Mera Deewana Hai,Apna To Bas Gamn Ka Khajana Hai.Main To Hoon Bas Wo “ghayal”,Jo Khud Ko Kaante Chubhota Raha.Zindagi Ke Is Safar Me,Maut Ki God Me Main Sota Raha.Tujhse Jo Hui Meri Judaai,Jakhmon Se Kar Li Maine Sagai.Jab Aaye Tu Yaad,Khud Ko Main,Lahoo Ke Sharab Me Dubota Raha.Zindagi Ke Is Safar Me,Maut Ki God Me Main Sota Raha.Teri Yaad Se Khud Ko Sajaya Hai,Jakhm Bana Unhe Khud Ko Jalaya Hai.Apne Ishq Ko Namak Bana,Un Jakhmon Pe Main Sada Bota Raha.Zindagi Ke Is Safar Me,Maut Ki God Me Main Sota Raha.Badhta Raha Main Safar Dar Safar,Barpa Mujhe Par Bas Sirf Kahar.Lakh Marham Lagaye Maine,Par Dard Beshumaar Yunhi Hota Raha.Zindagi Ke Is Safar Me,Maut Ki God Me Main Sota Raha.Mujhe Dekh,Aaj Khuda Ne Ask Baha Diye,Kaha,Aur Kya Dun,Sare Gum Tujhe Saha Diye.Jitni Kosish Ki Tujhe Bhulane Ki,Utna Hi Tujhme Main Khota Raha.Zindagi Ke Is Safar Me,Maut Ki God Me Main Sota Raha.Jeevan Me Chaya Sab* Ka Andhera Raha,Na Main Tera Raha,Na Tu Mera Raha.Raat Bhar,EkDuje Ko Yaad Kar,Tu Bhi Rota Raha,Main Bhi Rota Raha.Zindagi Ke Is Safar Me,Maut Ki God Me Main Sota Raha