Mohabbat Ke Nagmo Ki Sacchai ,Mausam Suhaane Per Rut Ki Yeh Tanhayee,Barish Ki Boondo Se Nam Hain Fizayein,Fir Kyu Tere Hontho Pe Hai Yeh Berukhi Ki Chai

Safar Mohabt Ka Dushwar Kitna HaiMagr Dekhna Hai K Koi Wafadar Kitna HaiYahi Soch K Usay Kabi Manga Nahi MaineUsay Prakhna Hay K Wo Mera Talbgar Kitna Hai

Teri Ulfat Ko Kabhi Nakam Na Hone DengeTeri Dosti Ko Kabhi Badnam Na Hone DengeMeri Zindagi Me Suraj Nikle Na NikleTeri Zidagi Me Kabhi Sham Hone Na Denge

Honto Pe Mohabbat Ke Fasanay Nahi AateSahil Pe Samandar Ke Khazanay Nahi AateLe Lo Abhi Zindagi Me Mere Sms Ka MazaPhir Laut Kar Hum Jaise Deewane Nahi Aat

Tujhay Daikhay Bina Tere Tasweer Bana DoonTujhay Milay Bina Tera Haal Bata DoonMere Mohabbat Main Hai Itna DumK Teray Aansoon Ko Apni Aankhoon Say Gira Doon

Aziz Itna Hi Rakho K Jee Sunbhal JayeAb Is Qadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal JayeMuhabbatoon Main Ajab Hai Dilon Ko Dherka SaK Janay Kon Kahan Raasta Badal Jaye

Khwahishon Ko Samet Kar Zinda Hun MainAukat Nhi Hai Pura Karne Ki IseBus Ek Tera Deedar Muft Main Milta Hai MujheYahi Jeene Ki Wajah Jise Zinda Hun Main..!!!

Har Baat Par Yoon Rooth Jaana Nahin AchchaHum Ko Is Tarah Se Tadpaana Nahin AchchaHum To Mana Lenge Tum Ko Hazaar BaarMohabbat Main Kisi Ko Sataana Nahin Acha

Har Phool Ki Ajab Kahani Hai,Chup Rehna Bhi Pyar Ki Nishani Hai,Kahi Koi Zakhm Nahi Phir Bhi Kyu Yeh Ehsas Hai,Lagta Hai Dil Ka Ek Tukda Aj Bhi Us Ke Paas Hai.

Dil Ke Dard Ko Dil Torne Wale Kya Jana,Pyar Ki Rasmo Ke Yeh Zamane Wale Kya Jane,Hoti Hai Kitni Takliff Kabar Ke Niche,Yeh Upar Se Phool Charane Wale Kya Jane.

Saamne Na Ho Toh Tarasti Hai AankheinYaad Me Teri Barasti Hai AankheinMere Liye Na Sahi, Inke Liye Hi Aa Jaaya KaroTumse Bepanah Mohabbat Karti Hai Yeh Aankhein

Mohabat Ke Bina Zindagi Fizool HaiPar Mahobat Ke Bhi Aapne Ussol HaiKehte Hai Milti Hai Mohabbat Mein Bahut UlfaatePar Aap Ho Mehboob Toh Saab Kubul Hai…

Kahan Se Loon Ab Hunar Usay Mananay KaK Koi Jawaz Na Tha Us K Rooth Janay KaMohabbaton Mai Saza Mujhay He Milni TheK Jurm Men Ne Kia Raabtay Barhanay Ka…

Kya Hua Maine Agar Haath Badana ChahaAapne Khud Bhi To Daaman Na Bachana ChahaYu To FasaneEUlfhat Tha Ghazal Se RangeenHumne To Kuch Aur Bhi Rangeen Banana Chaha

Gulab Jaisa Badan Phool Sa Nikhar Us PerUmeed Ki  Hai Ab Ke Baras Bahar Us PerWoh Kal Ki Raat Bari Deer Mere Pas RahaAjab Tarah Sy Uterta Raha Khumar Us Pe