Phir kahaan hisaab rehta hai, Pyar jab be-hisaab ho jaye..

Ek Tabassum Hazar Shikwo?n Ka Kitna Pyara Jawab Hota Hy ? !!!

Tera mukhrra chaand ka tukrra, Woh bhi pathar tu bhi pathar..

Shar masari hai muhabbat hai yahi, Hum tere bad zamane se gae.

Nazar karna, nazar-andaz karna, Yehi hai pyar ka aghaaz karna..

Tu meri zindagi mein laazim hai, Jese pehla sawaal ho bachey ka..

lhd main kion na jaoon mun chupaaya bharee mahfil sa uthwaaya gya hn

Bari masoom si apnaayiyat thi, Woh mujh se roz jab milta nahin tha..

Husn walo, tumhari bhi kya baat hai, Har mulaqat pehli mulaqaat hai..

Khawb mein bhi woh ab nahin atey, Shikaayeten in dino urooj per hain..

Muhabbat hi sahara de rahi thi, Wohi ab be’sahara kar gayi hai..

Unhen mujhse mohabat ho rahi thi, Na khulti Aankh to bas ho gai thi..!!!

Wo Log Batayein Ge Qayaamat Kia Hai, Jin Loogon Ne Dekhi Hai Jawaani uski..

Mery aangan my aj andhera ha bohat, Meri dehleez ko phir apna nazara dy do,

Zang Lag Na Jaaye Mohabbat Ko Kaheen, Roothnay Manaanay Ke Silsilay Rakhna..