Tapak Rahi Hai Sharaab Ki Bondein Paani Ki TarahDil Bhar Gaya Hai Mera Dard Ke Samandar Ki TarahChaah Kar Bhi Nahi Bhula Pate Tujhe HumTeri Yaadon Ke Sahare Ruk Nahi Sakte Peene Se Hum

Sharab Bachi Hai Abb Bhi Mere Paimane MainUski Wafa Ki Ummeed Reh Gayi Hai Mere Kahbo MainNa Jane Kyun Nazar Aati Hao Wo Humme Tanhayiii MainJinhe Hum Juda Kar Chuke The Kisi Zamane Main

Bharosa Ho Agar To Aap Uska Intezar Kiya KaroHar Dard Ko Seh Lo Uske Liye TumUske Sb DukhDard Tum Liya KaroAnkho Me Aansoon Na Laana Gam MeGam Ko Bhulane Ke Liye Tum Bhi Sharaab Piya Karo

Mohabbat Yahan Bikhti Hai Aur Ishq Neelaam Hota HaiBharose Ka Katal Yahan Khule Aam Hota HaiZamane Se Thokar Milli To Chale Hum Maikhane MeinAur Wahi Zamana Hame Sharabi Sare Aam Kehta Hai

Mohabbat Yahan Bikti Hai Ishq Nilam Hota HaiBharose Ka Katal Yahan Khule Aam Hota HaiJamane Se Thokar Mili To Chale Hum Maikhane MeinAur Wahi Jamana Humein Sharabi Ka Naam Saare Aam Deta Hai

Kyoo Samajhte Ho Tum Sharaab Meri Kamzori HaiJao Poocho Zara Saaki SeKitne Gam KoMain Ne Dabaya Hai Jaam Ke SahareMain Peeta Nahin Sirf Nashe Ke LiyeYe Sharaab To Meri Saathi HaiHar Shaam Ke Liye

Hum Bhi Bane Hain Shayar Hoke Ishk Me Nakam,Humne Bhi Kiya Hai Naam Hoke Ishk Me Badnaam,Pyar Me Unke Hame Do Niyamate Mili,Ek Hath Me Kalam Hai Duje Hath Me Hai Jaam…………

Jo Haal Aapka Hai Usi Haal Me Hum Jee Rahe HaiAapki Aankho Se Pyala Hum Rafta Rafta Pee Rahe HaiMadhoshi K Is Aalam Me Koi Gustaakhi Na Ho JaayeMaaf Kariye Bas Isiliye Hum Zara Chup Chup K Jee Rahe Hai

Jaagte Main Pee Leta HoonIradtan Main Pee Leta HoonPaimane Sab Jab Ho KhaliAshqon Se Bhar Pee Leta HoonMaikhane Se Aati SadaSun Ke Sada Pee Leta HoonSabki Akhiyon Ko Chhal KerChupke Se Main Pee Leta Hoon

Duriyaa Aasani Se Mitati Hai Sharaab,Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai Sharaab….Aansuwo Ko Mila De Tu Apne Har Ek Jaam Me,Fir Dekh Kaise Yaadon Ko Aur Kareeb Lati Hai SharaabShare By : Bindu Mahajan

Maikhane Mein Baithe Hai,Peene,Ek Jaam Tere Naam KaTeri Aahosh Mein Jo Peene Lage,Toh Phir Hisaab Hee Na Raha Shaam KaKehte Hai Humme Sharabi Log Hum Kehte HaiSharab Bina Maikhana,Aur Sajni Bina Sajan,Na Kisi Kaam Ka

Kuch Is Terha Guzarti Ab, Humaari Har Shaam Hai,Ek Haath Tasveer Unki To, Aik Haath Jaam Hai!Bekaar Hai Yaad Dilana ,K Shaye Ye Haraam Hai,Sab Kuch Bhool Jaate Hain ,Jab Koi Leta Unka Naam Hai!Share By : Bindu Mahajan

Sharabi Bankar Hi Khush Ho Leta HunHar Jaam Se Dard Bhar Leta HunAik Bewafa Ka Nasha Toh Muje Har Pal Rehta HaiIs Sharab Se Thoda Hosh Sambhal Leta HunKaho Saqi Se Muje Aur Peene DeYaroo Thoda Apne Liye Bhi Jee Leta Hun

Aisi Kiran Hoon, Jise Suraj Ne Kabhi Apna Nahin SamjhaAisi Khusbu Hoon, Jise Phoolon Ne Apna Nahin SamjhaAisi Dhadkan Hoon, Jise Dil Ne Kabhi Apna Na SamjhaLekin Khushnaseeb Hoon, Jo Is Sharabi Ko Maikhane Ne Apna Samjha

Hamari Kahani Sun Saki Ki Bhi Aankhon Main Aansoo Aa Jate HainSaare Maikhane Ki Sharab Peekar Bhi Hum Nashe Main Nahi Aate HainKya Karein Saki Ab To Itni Jyada Peene Lage HainKay Hum Maikhane Main Bhi Darwaje Se Lauta Diye Jate Hain