Door Se Duur Talak Ek Bhi Darakht Na Tha,Tumhaare Ghar Kaa Safar Is Qadar To Sakht Na Tha,Itne Masruuf Thay Hum Jaane Kii Tyaarii Mein,Khade Thay Tum Aur Tumhein Dekhne Kaa Waqt Na Tha,Main Jis Kii Khoj Mein Khud Kho Gya Thaa Mele Mein,Kahin Vo Mera Hii Ehasaas To Kam Bakht Na Tha,Jo Zulm Seh Ke Bhi Chup Rah Gya Na Khaul Utha,Vo Aur Kuchh Ho Magar Aadmi Kaa Rakt Na Tha,Unhi Faqiiron Ne Itihaas Banaya Hai Yahaan,Jin Pe Itihaas Ko Likhne Ke Liye Waqt Na Tha,Sharaab Kar Ke Piyaa Us Ne Zehar Jiivan Bhar,Hamaare Shehar Mein NeerajSaa Koyi Mast Na Tha,

Saaqi Kaha Se Laoo, Jaam Kaha Se Laoo!!??Meh Khana Hai Band, Sharab Kaha Se Laoo!!??Ek Baar Faqat Bhool Baitha Tha Tuje !!Us Bhoolnay Ki Saza Kaha Se Laoo!!!?Ab To Milta Nahi Maseeha Koi Iss Sheher MaiIs Dard Ki Dua Kaha Se Laoo!!!?Ab Tak Sunaee Deti Hai Tere Kadmo Ki Aahat Per Dil PerIs Dewaangi Ki Inteha Kaha Se Laoo!!!?Ab To Bhali Nahi Lagti Kaano Ko Koi AwaazTeri Choorion Ki Jhankaar Kaha Se Laoo!!?Wo Teri Palko Ka Madham Madham Uthna GirnaWo Pakeezgi Wo Haya Kaha Se Laoo!!?Wo Teri Kali Bal Khati Nagan Si ZulfainIs Zehar Ka Taryaaq Kaha Se Laoo!!?Lafz He Chin Gay Goya Tumhare Janay K Baad FarazUthay Hain Haath Per Dua Kaha Se Laoo..!!?

Rukh Se Parda Hata De Zara SaqiyaBas Abhi RangEMehfil Badal Jaye GaJo Behosh Hai, Hosh Main Aye GaGirne Wala Jo Hai Woh Sambhal Jaye GaTum Tasalli Na Do Sirf Bethe RahoWaqt Kuch Mere Marne Ka Tal Jaye GaKia Yeh Kam Hai Masiha Ke Hone Hi SeMaut Ka Bhi Irada Badal Jaye GaMera Daman To Jal Hi Chuka HaiMagar Aanch Tum Par Bhi Aaye Gawara NahiMere Aansu Na Ponchho Khuda Ke LiyeWarna Daman Tumhara Bhi Jal Jaye GaPhool Kuch Ais Tarah Tod Aye BaghbaanShakh Hilne Na Paye Na Aawaaz HoWarna Gulshan Main Phir Na Bahar Aye GiHar Kali Ka Kaleja, Dahal Jaye GaTeer Ki Jaan Hai Dil Dil Ki Jaan Teer HaiTeer Se Yun Na Khelo Khuda Ke LiyeTeer Nikla To Dil Bhi Nikal Jaye GaDil Jo Nikla To Dum Bhi Nikal Jaye Ga

Log Kehte Hai Main Sharaabi HoonTum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye HaanLog Kehte Hai Main Sharaabi HoonKissi Pe Husn Ka Guroor Jawaani Ka NashaKissi Ke Dil Pe Mohabbat Ki Rawaani Ka NashaKissi Ko Dekhke Saanso Se Ubharta Hai NashaBina Piye Bhi Kahin Hadh Se Guzarta Hai NashaNashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao ZaraKisse Hai Hosh Mere Saamne To Laao ZaraNasha Hai Sab Pe Magar Rang Nashe Ka Hai JudaKhili Khili Hui Subah Pe Hai Shabnam Ka NashaHawa Pe Khushbu Ka Baadal Pe Hai Rimjhim Ka NashaKahin Suroor Hai Khushiyon Ka Kahin Gham Ka NashaNasha Sharaab Mein Hota To Naachti BotalMaikade Jhoomte Paimaanon Mein Hoti HulchulNasha Sharaab Mein Hota To Naachti BotalNashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao ZaraLog Kehte Hai Main Sharaabi HoonTum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye HaanLog Kehte Hai Main Sharaabi Hoon

Following is one of the best Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi. Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi are one of master pieces in Poetry.Mohabbat yahan bikhti hai aur ishq neelaam hota hai,Bharose ka katal yahan khule aam hota hai.Zamane se thokar milli to chale hum maikhane mein,Aur wahi zamana hame sharabi sare aam kehta hai.MAI NASIR NAHE MAI KAFIR SAHE,MAI MUSLIM NAHE MAI HINDU SAHE,WO DIL PAR MERE RAKH DEY GA PATHARMUJHEY MALOOM NAHE KUCH KHABAR BHE NAHE,MAI ANJAANA NAHE MAI DEEWANA SAHE,MAI SHAMA NAHE MAI PARWANA SAHE,WO GHAZAL KE DUNIYA NAE TO NAHEMAI SHAYAR NAHE MAI GALIB SAHE,U TO SAB HE HUMKO KEHTEY THEY SHARABIMAI SHARABI NAHE MAIKHANA SAHESharabi Naam Na Do Mujhko,Main To KabhiKabhi Peeta Hoon,Pahali Bar Aaya Hoon Mayakade Mein,Roz To Ghar Hi Par Peeta Hoonjab peety thy tu itni pee k mehaany tak ujar deye….jab se tum ny aanhko se peelai mehany janaa chur deyaShare with us more Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi in comments section