Agar Mohabbat Py Bharosa Rahey Na Dunya Mein Tou Koi Shakhs Mohabbat Ka Hosla Na Karey Suna Hai Uss Ko Muhabbat Duaei?n Deti Hai Jo Dil Py Chott Tou Khaye Magar Gila Na Karey !!

Badan pe apne Lahu ka Libaas rakhta hun? Main khaaS phuL huN, RangaT bhi khaaS raKhta hun.. Kisi kHUshi ki bhaLa ab Mujhe kHUshi kyun h0? Tumhare ghaM se j0 khuD k0 udaaS raKhta hun..

Yeh inayatain gazab ke yeh bala ke meherbani mere kheriyat bhi pochi kisi aur ke zubani mere bayzuban ankhon se jo giray hain chand katray woh samajh sakay tou ansoo na samajh sakay tou pani

jane kya hai ye zindagi ,jane kya hai roshni, puchunga main us-se yahi ,mil jaye gar woh kahin, kyon sapne khilte hain, kyon sapne murjhate hai, kyon apne milte hai , kyon apne kho jaten hai.

Har Cheez Tumhari Lota Di Ham LeKe Nahi Kuch Sath Chale Phir Dosh Na Dena Ae Logo Ham Dekhlo Khaali Hath Chale Ye Rah Akele Katti Hai Yahan Saath Na Koi Yar Chale Us Paar Najane Kiya Payen Is Par Tu Sab Kuch Haar Chale

Har Cheez Tumhari Lota Di Ham LeKe Nahi Kuch Sath Chale Phir Dosh Na Dena Ae Logo Ham Dekhlo Khaali Hath Chale Ye Rah Akele Katti Hai Yahan Saath Na Koi Yar Chale Us Paar Najane Kiya Payen Is Par Tu Sab Kuch Haar Chale

Aa bhii jaao kii zindagii kam hai tum nahi ho to har Khushii kam hai vaadaa kar ke ye kaun aayaa nahi shahar mein aaj raushanii kam hai jaane kyaa ho gayaa hai mausam ko dhuup ziyaadaa hai chandani kam hai ainaa dekh kar Khayaal aayaa aaj kal un kii dostii kam hai

mai nai kab dard k zakhmon se shikayat ki hai han mera jurm hai k mai nai muhabbat ki hai aj phir dekha hai usy mehfil mai pathar ban kar mai nai aankhon se nhi dil se bagawat ki hai us ko bhool janay ki galti bhi kar nhi sakta toot kar ki hai to sirf muhabbat ki hai

Ab kyun oss din ki fiker kero, jab dil tokray tokray hojaiga, or saray gham mit jaingay, tum khof o khatar say der guzer kero, jo hona hay so hona hay, hasna hay tou hasna hay, ger rona hay tou rona hay, tum apni kerni ker guzero, jo hoga dekha jaiga. Faiz Ahmed Faiz.

thahar jaao! ki ..hairaani to jaaye; tumhaari shaql pahchaani to jaaye! shab-e-gam !too hi mehmaan ban ke aa jaa; humaare ghar ki veeraani to jaaye! zaraa khul kar bhi ro lene do humko; ki ..dil ki aag tak paani ho jaaye. balaa se tod daalo aaino ko; kisi soorat ye hairaani to jaaye??

sham k ujalon per apnay naram hathon say, koi baat acha sa koi khowab, sacha sa, bolti khushbou, koi sochta lamha, jab bhi likhna chaho gay, soch k darichon se, yad k hawalon se, mera nam chupkay se tumko yad ayega, hath kaanp jaingay, sham theher jaige, meri yad aye gi, meri yad aye gi.

Tamana phir machal jai, ager tum milnay ajao, ye mosam b badal jai ager tum milnay ajao, nahi miltay ho tum mujh se tou, sab hamdard hain meray, zamana mujh say jal jai, ager tum milnay ajao, mujhay gham hai k, main nay zindagai mei, kuch nahi paya, ye gham dil se nikal jai ager, tum mujh say milnay ajo.

Is Dil ki Halat batana nahi aata ? Kisi ko aisey Tadpana nahi aata ?. Sunna chahte hain ek baar Aawaz aap ki ? Magar baat karne ka Bahana nahi aata !! Unhein Pyaar karna nahi aata ?. Aur Hamein Pyaar ke siwa kuch nahi aata ?. Jeene ke sirf ye Do hi raaste hain ?. Ek unhe nahi aata aur Ek Hamein nahi aata..

Aao Chale?n Tanhaio?n k Safar Py Hum Jahan Manzile?n Hyn Na Rasty Duria?n Hyn Na Faasly Jahan Koi bBe-wafa Nhi Jahan Dard-o-Gham Jata Nhi Jahan Pyar Hy Na Qasam Koi Iqrar Hy na Bharam Koi Jahan ?DIL? Koi Jalta Nhi Be-Maut Koi Marta Nahi Aao Chalo Mere Saath Tum Mere Humsafar Mere Khwab Tum Aao Chalo Mere Saath Tum

Yeh dard mit gaya tu phir? Yeh zakhm sil gaya to phir? Bichar kar sochta hon mein Woh phir say mil gaya tu phir? Mein titlion k shehar mein Rahon tu mujh ko fikar hai Woh phool jo khila nahin Woh phool khil gaya tu phir? Tujhay bhi kuch nahi mila Mujhay bhi kuch nahi mila Tamam umar k liye Yeh dard mil gaya tu phir?