jawan hai raat saqiya sharab la sharab lazara si pyas to bujha sharab la sharab latere shabab par sada karam rahe bahar katujhe lage meri dua sharab la sharab layahan koi na jee saka na jee sakega hosh meinmita de naam hosh ka sharab la sharab latera bada hi shukriya pilaye ja pilaye jana zikr kar hisab ka sharab la sharab la Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Madan pal 

Phire reh se wo yahan aate aateajal meri rahi tu kahan aate aatemujhe yaad karne se ye mudda thanikal jaye dam hichakiyan aate aatekaleja mere muh ko aayega ik dinyun hi lab pe aahofugan aate aatenatija na nikala thake sab payamivahan jate jate yahan aate aatenahi khel ae “dag” yaron se kah doke aati hai urdu zuban aate aatePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : DaaG Dehlvi

falsafe ishq mein pesh aaye savalon ki tarahhum pareshan hi rahe apne khayalon ki tarahshishagar baithe rahe zikremasiha lekaraur hum toot gaye kanch ki pyalon ki tarahjab bhi anjamemuhabbat ne pukara khud kowaqt ne pesh kiya hum ko misalon ki tarahzikr jab hoga muhabbat mein tabahi ka kaheenyaad hum aayenge duniya ko havalon ki tarahPoet of the poem/ghazal or Nazam: Sudarshan Faaki

Kabhi Yaad Aaye To PochnaZara Apni KahlwateSham SeKise Ishq Tha Teri Zaat Se???Kise Pyar Tha Tere Naam SeZara Yaad Karo K Wo Kon ThaJo Kabhi Tujhe Bhi Azeez ThaWo Jo Ge Utha Tere Naam SeWo Jo Mar Mita Tere Naam PayK Yehi Wafaoon Ka Hai IslaMagar Aisa Juram Tha Kon Sa???Gai Hum DuaoSalam SeNa Kabhi Visal Ki Chah KiNa Kabhi Firaaq Mai Aah KiK Mera TareeqaeBandagiHai Juda TareeqaeAam Se

gham ka khazana tera bhi hai mera bhiye nazarana tera bhi hai mera bhiapne gham ko geet banake ga lenarag purana tera bhi hai mera bhitu mujhko aur main tujh ko samjahaun kyadil divana tera bhi hai mera bhishahron shahron galiyon jis ka charcha haiwo afsana tera bhi hai mera bhimaikhane ki bat na kar waiz mujh seaana jana tera bhi hai mera bhiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Shahid Kabi

charagoaftab gum, badi hasin rat thishabab ke naqab gum, badi hasin rat thimujhe pila rahe the wo ki khud hi shamma bujh gayigilas gum sharab gum, badi hasin rat thilikha hua tha jis kitab men, ki ishq to haram haihui vahi kitab gum, badi hasin rat thilabon se lab jo mil gaye, labon se lab jo sil gayesaval gum javab gum, badi hasin rat thiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Sudarshan Faaki

kya khabar thi ke main is darja badal jaungatujh ko kho dunga tere gham se sambhal jaungaajanabi ban ke milunga main tujhe mahafil meintu ne chedi bhi to main baat badal jaungadhundh paye na jahan yaad bhi teri mujh koaise jangal mein kisi roz nikal jaungazid mein aaye hue masum se bache ke tarahkhud hi kashti ko dubone pe machal jaungaPoet of the poem/ghazal or Nazam:  Farhat Shahzad

Kyaa Kah Gaii Kisii Kii Nazar Kuchh Na PuuchhiyeKyaa Kuchh Huaa Hai Dil Pe Asar Kuchh Na PuuchhiyeVo Dekhanaa Kisii Kaa Kunakhiyon Se Baar BaarVo Baar Baar Us Kaa Asar Kuchh Na PuuchhiyeRo Ro Ke Is Tarah Se Katii Raat Kyaa KahenMar Mar Ke Kaise Kii Hai Sahar Kuchh Na Puuchhiye“Akhtar” DayaarEHusn Men Pahunchen To Hain Mar Ke HamKyuun Kar Huaa Hai Tay Ye Safar Kuchh Na Puuchhiye

kya khabar thi is tarah se wo juda ho jayegakhwab mein bhi us ka milana khwab sa ho jayegazindagi thi qaid hamen kya nikaloge us semaut jab aa jayegi to khud riha ho jayegadost banakar us ko chaha, ye kabhi socha na thadosti hi dosti mein wo khuda ho jayegaus ka jalva hoga kya jisaka ke parda nur haijo bhi us ko dekh lega wo fida ho jayegaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Rustom Sehgal Wafa

ghar chod ke bhi zindagi hairaniyon mein haishaharon ka shor dasht ke viraniyon mein haikitna kaha tha us se ke daman samet leab wo bhi mere sath pareshaniyon mein hailaharon mein dhundhata hun main khoye huye nagincheharon ka aks behte huye paniyon mein haidarta hun ye bhi waqt ke hathon se mit na jayehalkee si jo chamak abhi peshaniyon mein haiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mumtaz Rashid

Sang jab aaina dikhata haitesha kya kya nazar churata haisilsila pyas ka batata haipyas dariya kahan bujhata hairaigzaron mein jaise tapati dhupyun bhi us ka khayal aata haisun raha hun khirameumr ke chapaks aavaz banata jata haiwo bhi kya shakhs hai ke pas aa karfasale dur tak bichata haighar to aisa kahan tha lekindarbadar hain to yaad aata haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Umeed Fazli

Muqaddar K Sitaron ParZamano K Isharon ParUdasi K Kinaro ParKabhi Veeran Shehron MainKabhi Sunsan Raston ParKabhi Heran Ankhon MainKabhi Bejain Lamhon ParTumhari Yad Chupkay SayKabhi SerGoshi Karti HayYeh Palkain Bheeg Jati HainTo Aansoo Toot Girtay HainHam Palkon Ko Jhukatay HainBazahir Muskuratay HainFaqat Itna Hi Kehtay HainMujhay Kitna Satatay HoMujhay Tum Yad Aatay HoMujhay Kitna Rulatay Ho

aap ke yaad aati rahi raat bharchashmenam muskurati rahi raat bharraat bhar dard ke shamma jalati rahigam ke lau tharatharati rahi raat bharbansuri ke surili suhani sadayaad ban ban ke aati rahi raat bharyaad ke chand dil mein utarate rahechandani jagamati rahi raat bharkoi divana galiyon mein phirta rahakoi aavaz aati rahi raat bhar Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Makhdoom Moinuddin

apne hothon par sajana chahata hunaa tujhe main gunagunana chahata hunkoi aansu tere daman par girakarbund ko moti banana chahata hunthak gaya main karatekarate yaad tujh koab tujhe main yaad aana chahata huncha raha hai sari basti mein andheraroshni ho ghar jalana chahata hunaakhari hichaki tere zanon pe aayemaut bhi main shayarana chahata hun Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Qateel Shifai

jab bhi aati hai teri yaad kabhi sham ke badaur bad jati hai afsurdadili sham ke badab iradon pe bharosa hai na tauba pe yaqinmujh ko le jaye kahan tashnalabi sham ke badyun to har lamha teri yaad ka bojhal guzradil ko mahasus hui teri kami sham ke badyun to kuch sham se pahale bhi udasi thi ‘adeeb’ab to kuch aur badi dil ke lagi sham ke badPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Krishan Adee