Gharoorehusn serapa nayaz ho tera Taweel raaton mein tu bhe qarar ko tersayTeri nigah kisi gham gusaar ko tersayKhizaan raseedah tamanna bahar ko tersay Koi jabeen na teray sunnateaastaan pe jhukay Keh Jinseizzoaqeedat se tujh ko shaad kerayFarebewadah farda pe aitemaad kerayKhuda woh waqt na laye keh tujh ko yaad aye Woh dil keh teray liye beqarar ab bhe haiWoh aankh jis ko tera intezaar ab bhe hai

Kul Raat Janai Kya HovaKuch Dair Nend Sai PehlaiKuch Ashq Milnai A GaiKuch Khwab Bhi Totai HovaiKuch Log Bhi Bholai HovaiKuch Rasta Bhutki HoiKuch Gurd Mai Lipti HoiBaiRubt Si Souchain KaiBhooli Hoi Baatai KaiIk Shaks Ki Yaadai KaiPhir Dair Tuk Jaga RahaSouchon Mai Gum Baitha RahaUngli Sai Thundai Fursh PurIk Naam Bus Likhta RahaKul Raat Hi Wo Raat ThiKuch Dair Nend Sai PehlaiMai Dair Tuk Roota Rahaa

Hoga Musafir Jo Jahan Me AayegaSafar Ka Jahan Muqaam Chor Jayega…..Iss Safar Me Hote Hain Sath Musafir BohutKoi Kisi Ke Sath Naa Aaya Jayega…..Jayenge Yeh Doulat Yahan Chor Kar SaareJism Ko Sirf Do Gazz Kafan Pehnaya Jayega….Sajaya Nahi Jayega Phir Heere Motiyoun SeZyada Se Zyada HaarEGul Pehnaya Jayega…Ek Hi Baat Hai Sachi Har DammRuhh Ka Sath Toh Rabb Hi Nibhayega…..

Mat Roko Rone Do Mujhe,Aansuon Ko Pee Jaane Do,Vo Chali Gayi Apni Yaadein Dekar,Uski Yaadon Mein Hi Kho Jaane Do,Har Pal Roti Hai Aankhe Meri,Ke Ashkon Ko Bhi Jam Jaane Do,Ab To Din Ke Ujalese Bhi Dar Lagta Hai,Mujhe Raat Ke Andhere Mein Hi Rahne Do,Kaise Bayan Karudil Ka Dard Lafzon Mein,Aankho Ko Hi Sab Keh Jaane Do,Ab Saha Nahi Jaatausse Judaai Ka Dard,Ab Zehar Ko Hi Muktisamajh Kar Apnane Do…!!!

Be Naam Musafir Hoon Be Naam Safar MeraKis Rah Nikal Jaon Kuch Kah Nahi SaktaBe Naam Meri Manzil Be Naam Thikana HayKis Dar Pay Main Ruk Jaon. Kuch Keh Nahi SaktaIss Paar To Roshan Hay Sara Mera RastaUs Paar Andhera Ho Kuch Keh Nahi SaktaTinkay Ki Tarah Main Bhi Beh JaonSamandar Main Mil Jaye Ga Kinara Kuch Keh Nahi SaktaMil Jaye Gi Tabeer Mery Khawaboon Ki Aik DinYa Khawab Bikhar Jayen Kuch Keh Nahi Sakta

naqsh yadon ka mitaati he to ro parti he.wo mera khatt jo jalati he to ro parti he.khoon dikhta hey mery marty hoye sapno ka,khuwab ankhon main basati he to ro parti he.log poochty hen jo gehri udaasi ka sabab,baat logon se chupaati he to ro parti he.yaad karti he mujhy toot kar us lumhy,shaam chehra jo dikhaati he to ro parti he.woh bary zubt bhary hosly wali larki,ghum ko tahreer banati he to ro parti he.

Me And YouAnd The Memories We MadeOur Endless ConversationsAnd Pointless Little FightsThe Long Summer DaysAnd Cold Winter NightsThe Old Oak Tree Still StandsAnd Our Initials Are ThereHave You Gone Back?Because I Sure HaveThe Walks We’d TakeThe Laughs We SharedThe Good TimesAnd The BadThese Memories We MadeThey’re All Thats Left Of Me And YouMe And You And The MemoriesThe Memories We Made In Maine

‘faraz’ ab koi sauda koi junun bhi nahimagar qarar se din kat rahe hon yun bhi nahilabodahan bhi mila guftagu ka fan bhi milamagar jo dil pe guzarati hai kah sakun bhi nahimeri zuban ki luknat se badguman na hojo tu kahe to tujhe umr bhar milun bhi nahi‘faraz’ jaise koi diya turbatehava chahe haitu pas aaye to mumkin hai main rahun bhi nahiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Ahmed Faraz

“Happy Mother’s Day” “Happy Mother’s Day” means moreThan have a happy day.Within those words lie lots of thingsWe never get to say.It means I love you first of all,Then thanks for all you do.It means you mean a lot to me,And that I honor you.But most of all, I guess it meansThat I am thinking ofYour happiness on this, your day,With pleasure and with loveSubmitted by Kay Hunt

ek ek qatre ka mujhe dena pada hisabkhunejigar vadiatemishaganeyar thaab main hun aur matameyak shaharearazutoda jo tu ne aaina timasal dar thagaliyon mein meri nash ko khenche phiro ki mainjan dadehavaesarerahaguzar thamaujesarabedashtevafa ka na puch halhar zarra mislejauhareteg aabadar thakam janate the hum bhi gameishq ko par abdekha to kam hue pa gamerozagar thaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghali

ek purana mausam lauta yaad bhari puravai bhiaisa to kam hi hota hai wo bhi ho tanahai bhiyadon ki baucharon se jab palaken bhigane lagti hainkitni saundhi lagti hai tab manjhi ki rusavai bhido do shaqlen dikhati hain is bahake se aaine meinmere sath chala aaya hai aap ka il saudai bhikhamoshi ka hasil bhi ik lambi si khamoshi haiun ki bat suni bhi hamane apni bat sunai bhiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Gulza

chand tanha hai aasman tanhadil mila hai kahan kahan tanhabujh gai aas chup gaya tarathartharata raha dhuan tanhazindagi kya isi ko kahate hainjism tanha hai aur jan tanhahamsafar koi gar mile bhi kaheendonon chalate rahe tanha tanhajalati bujhati si raushani ke paresimata simata sa ek makan tanharah dekha karega sadiyon takchod jayenge ye jahan tanhaPoet of the poem/ghazal or nazam : Meena Kumari ‘Naaz’

Marriage can make mothers instantly,Opening a can of wellfed worms.The trick is to provide love patiently,Having faith in what one’s life affirms.Even at the nadir of neglect,Resented for the sin of merely being,‘Tis the common highway to respectSo to be one asks for no agreeing.Deeper far than anger there is need,A yearning that from anger can be freed,Yielding something simpler than one’s seeing.

Marriage can make mothers instantly,Opening a can of wellfed worms.The trick is to provide love patiently,Having faith in what one’s life affirms.Even at the nadir of neglect,Resented for the sin of merely being,‘Tis the common highway to respectSo to be one asks for no agreeing.Deeper far than anger there is need,A yearning that from anger can be freed,Yielding something simpler than one’s seeing.

Marriage can make mothers instantly,Opening a can of wellfed worms.The trick is to provide love patiently,Having faith in what one’s life affirms.Even at the nadir of neglect,Resented for the sin of merely being,‘Tis the common highway to respectSo to be one asks for no agreeing.Deeper far than anger there is need,A yearning that from anger can be freed,Yielding something simpler than one’s seeing.