Special GranddaughterThere’s someone we love,Our special granddaughter;She’s sweet and she’s nice,Just like Dad and Mom taught her.She’s got a really cute smileAnd pretty blond curls;She’s a wonderful person,The best of all girls.We’re so glad she’s ours;We rejoice every day;She’s our angel granddaughter,And we just want to say…Happy Birthday (Name)!By Joanna Fuchs

fasala to hai magar koi fasala nahimujhase tum juda sahi dil se to juda nahiaasman ka fikr kya aasman khafa sahiaap ye bataiye aap to khafa nahikashtiyan nahi to kya hausale to pas hainkah do nakhudaon se, tum koi khuda nahilijiye bula liya aap ko khayalon meinab to dekhiye hamen koi dekhata nahiaaiye chiragedil aj hi jalayen humkaisi kal hawa chale koi janata nahiPoet of the poem/ghazal or Nazam:  Shamim Karhani

Make your heart an earthly paradiseOn which, above all, you yourself depend.The only Eden is the one you tend,Hoping that the sunlight will suffice.Each holds within the heart a paradigm,Remembrance of a love that was the sea‘Ere one felt the wound of you and meSlicing through the tides of that sweet time.Do, then, recreate such love within,A gated garden in a world of sin,Yielding grace grown only in that clime.

Har raah aasan ho,Har raah pe khushiya ho,Har din khubsoorat ho,Aisa hi poora jivan ho,Yahi har din meri dua ho,Aisa hi tumhara har janamdin ho!!!`Baar baar yeh din aaye,baar baar yeh dil gaaye,tu jiye hazaro saal,yehi hai meri aarzoo,Happy B’day To You !!!”`Ayi Hai Subhah Wo Roshani Leke,Jaise Naye Josh Ki Nayi Kiran Chamke,Vishwas Ki Lau Sada jalake Rakhana,Degi andheron mein rasta diya bankeHappy Birtday

Uske khathonko phaad diyaThasweeronko bhi jala diyaJobhi nishaaniyaan hai unko khatham kardiyaLekinnnnnnn…..Hamari har saans me, meri har nas me jo samaa gayaHamare khayaalon me jo chaagayaHamein jo apna diwaana banaagayaSaare dunian se bekhabar banaagayaKehtha tha hum uski zindagi hain, merehi zindagiko mujhse cheengayaKaisa a sitham kargayaJeethe ji mujhe maargayaAye sanam, yeh thoone kya kardiya?! kyaaaaa kardiya?!

Nazar Jub Tum Se Milti Hai Main Khud Ko Bhool Jata Hoon,Bas Ek Dharkan Dharakti Hai, Main Khud Ko Bhool Jata Hon,Tumhain Milne Se Pehle Main Bohut Sajta Sanwarta Hon,Magar Jub Tum Sanwarti Ho Main Khud Ko Bhool Jata Hon,Main Aksar Kitabon Pe Tera Hi Naam Likhta Hon,Magar Kuch Tum Jo Likhti Ho Main Khud Ko Bhool Jata Hon,Main Aksar Yehi Kehta Hon, Main Tum Say Pyar Karta Hon,Magar Jub Tum Yeh Kehti Ho Main Duniya Bhool Jata Hon

Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna,Acha Lagta Hai Isi Dhun Mein Bikhartay Rehna,hijar walon Se Bari Dair Se Sikha Humne,Zinda Rehnay K Liye Jan Se Guzartay Rehna,Kya Kahun Q Mere Neendon Me Khalal Dalta Hai,Chand K Aks Ka Pani Mein Utartay Rehna,Main Agar Toot Bhi Jaon Toh Phir Aaina hoon,Tum Mere Baad Bhi har Roz Sanwartay Rehna,Shaam Ko Doobtay Suraj Ki Hai Aadat,Subha Hotay Hi Mere Sath Ubhartay Rehna…….!!

Iqraar Gaye, Inkaar Gaye, Hum Haar GayeAankhon Say Sab Aasaar Gaye, Hum Haar GayeKuch Yaadein Uss Ki Beech Samander Doob GayeenKuch Sapney Reh Uss Paar Gaye, Hum Haar GayeIkk Umr Rahey Hain Jeet Say BePerwah LekinJab Jeetna Chaaha, Haar Gaye Hum Haar GayeYoon Uljhey Duniya Ke Dukh Mein BeSudh Ho KerSab Jhootey Sachey Pyaar Gaye, Hum Haar GayePehley To Preet Mein Apney Aap Say Door HuweyPhir Yaar Gaye, Dildaar Gaye, Hum Haar Gaye !

Khushbu Ki Tarah Aaya Vo Tez Hawaon MeinManga Tha Jise Humne DinRaat Duaon MeinTum Chhat Pe Nahi Aaye Main Bhi Ghar Se Nahi NiklaYe Chand Bahut Bhatka Sawan Ki Ghataon MeinEk Shaher Mein Ek Ladki Bilkul Hai Ghazal JaisiBijli Si Ghataon Mein Khushbu Si Hawaon MeinMausam Ka Ishara Hai Khush Rehne Do Dilon KoMasoom Mohabbat Hai Phoolon Ki Khataon MeinHum Chand Sitaron Ki Rahon Ke Musafir HainHar Raat Chamakte Hain Andheri Khalaon* Mein

kya umeed kare hum un se jin ko wafa malum nahigham dena malum hai lekin gham ke dawa malum nahijin ke gali mein umr ganva di jivan bhar hairan rahepas bhi aake pas na aaye jan ke bhi anjan rahekon si aakhir ke thi hum ne aisi khata malum nahiae mere pagal armanon jhuthe bandhan tod bhi doae meri zakhmi ummidon dil ka daman chod bhi dotum ko abhi is nagari mein jine ke saza malum nahiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Zafar Gorakhpuri

Paimanon Se To Ye Gam Ab Bhulaya Hi Na JaygeSharab Kaam Na Aayi,Paimanon Mein Zahar Leta GayaManzil To Samne Thi Par Hamsafar Hi Na ThaManzilen Baanta Gaya Aur Safar Leta GayaJismon Ki Mitti Ki Asli Rangat Saamne Aati Hai AbInsanon Ki Bastian Chhod Pathhron Ke Shehar Leta GayaKhwabon Ke Tukde Bikhre Pade Hain Har OrHar Shab Ko Alwida Keh Sehar Leta GayaBewafa Ko Koi Bewafa Na Keh De Is Darr SeKuch Ishq Ke Ilzaam The Apne Sar Leta Gaya

guzri dinon ke yaad barasati ghata lageguzarun jo us gali se to thandi hawa lagemehaman banke aaye kisi roz agar wo shakhsus roz bin sajaye mera ghar saja lagemain is liye manata nahi vasl ke khushimere raqib ke na mujhe baddua lagewo qahat dosti ka pada hai ki in dinonjo muskura ke baat kare aashna lagetarkevafa ke bad ye us ke ada ‘qateel’mujhko sataye koi to us ko bura lagePoet of the poem/ghazal or Nazam: Qateel Shifai

Kahin Kahin Se Har Chehra Tum Jaisa Lagta HaiTum Ko Bhool Na Payenge Hum, Aisa Lagta HaiAisa Bhi Ik Rang Hai Jo Karta Hai Baatein BhiJo Bhi Isko Pehan Le Vo Apna Sa Lagta HaiHum Kya Bhichhade Bhool Gaye Riston Ki Sharafat HumJo Bhi Milta Hai Kuch Din Hi Acha Lagta HaiAb Bhi Yoon Milte Hain Humse Phool Chameli KeJaise Inse Apna Koi Rishta Lagta HaiAur To Sab Kuch Theek Hai Lekin KabhiKabhi Yoon HiChaltaFirta Shehar Achanak Tanha Lagta Hai

Happy Mother’s Day, dear daughter!All my love to you!Praised be those who give themselves,Poised to part the sea!Years of loving need no quarter,Making passion do,Offering a trove of selves,Though vicariously.How beautiful the gift of givingEach the unspent whole,Returning, turning, like a tide,‘Ere the moment wanes!So beautiful, the act of livingDensely through a soulAlight with wonder at the ride,Yet soon to take the reins!

Chareya rehnda c teray pyaar da suroor kadiHunda c sanu teri yaari tay gharoor kadi Maar diti thokar sanu gali day rorray vaangoSocheya nahi c tu hovega enna maghroor kadi Haar gaye haan dil haathon aaj assi teray kar kZindgi vich hoye nahi assi enna majhboor kadi Kyon banaya tu tamasha yaara saday sachay pyaar daMileya taan eh taanu pucha gain zaroor kadi Bhavain tor geya saday naal tu yaari aajPar hovega na yaara saday dil ton tu dur kadi