Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota; Koi Kisi Ke Bina Adhoora Nahi Hota; Jo Chaand Roshan Karta Hai Raat Bhar Sab Ko; Har Raat Woh Bhi To Poora Nahi Hota

Na janey us ke dil main kitni mehfilenabad hon
Jo akela betha ho usey tanhaa nahi kehte

Kaun Meri Chahat Ka Fasaana Samjhega Iss Daur Mein; Yahan To Log Apni Zaroorat Ko Mohabbat Kehte Hain

Kaise Guzarta Hai Tere Bin Har Pal; Kabhi Baat Karne Kee Hasrat To Kabhi Dekhne Kee Tamanna

Woh Mera Sab Kuch Hai Bas Mera Muqaddar Nahi; Kaash Woh Mera Kuch Bhi Na Hota Sirf Muqaddar Hota

jab chaandni bd kr raaatoo pe chaaati hai
tari yaaad aise me dil ko tadpati hai
tari yaaaaad aaati hai tari yaaad aati hai tar yaad aati hai

Khuda Humko Kabhi Aissi Judai Na De; Unki Yaadon Se Humko Rihai Na De; Dua Karna Dosto Mujhe Aisi Jannat Na Mile; Jahan Se Mera Yaar Mujhe Dikhai Na De

Qayamat hai yeh majboor dil ka ehsaas-e- tanhai
Akele ab to hum aksar bhari mehfil mein rehte hain

Hai Kismat Hamari Aasman Mein Chamakte Sitaare Jaisi; Log Apni Tammana Ke Liye Hamarey Tutne Ka Intezaar Karte Hain

Aarzoo Hai Ki Unki Har Nazar Dekha Karein; Woh Hi Apne Saamne Ho Hum Jidhar Dekha Karein; Ek Taraf Ho Saari Duniya Ek Taraf Surat Teri; Hum Tujhe Duniya Se Hokar Bekhabar Dekha Karein

Khud hi chorr gaye hain tou chalo acha hua
Itne ehbaab kahan hum se sambhaley jatey

Jisne humko chaha use hum chah na sake Jisko chaha usae hum pa na sake Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai Kisi ka toda aur apna bacha na sake

Kabhi Kabhi Hume Bhi Yun Hi Yaad Kar Liya Karo; Hamari Tasveer Bhi Dekh Kar Use Chum Liya Karo; Maana Ki Tumhein Kami Nahi Hai Kisi Cheez Kee; Fir Bhi Kabhi Hume Apni Dua Mein Maang Liya Karo

Saaz Yeh Keena Saaz Kya Jaane; Naaz Waale Niyaaz Kya Jaane

Kahin To Milegi Mohabat Ki Manzil; Ye Dil Ka Musafir Chala Ja Raha Hai