Tujhse Mila Nahi Hun Magar Chahta Hun Main; Tu Humsafar Ho Aur Kahin Ka Safar Na Ho

Karuna ka koi bhi karya
Bhale kitna hi chota kyo na ho
Kabhi vayarth nahi jata

In Aankhon Ki Baat Jo Bayaan Hoti; Toh Apka Pyaar Aaj Hamaari Pehchaan Hoti; Chhod Dete Hum Bhi Is Jahaan Ko; Agar Tere Dil Mein Jagah Tamaam Hoti

Zaroori To Nahin Jeene Ke Liye Sahara Ho; Zaroori To Nahin Hum Jinke Hain Vo Hamara Ho; Kuch Kashtiyaan Doob Bhi Jaati Hain; Zaroori To Nahin Ke Har Kashti Ka Koi Kinara Ho

Iss Qadar Pyar Se Na Dekh Mujhe; Phir Tamanna Jawaan Na Ho Jaye

Koshish Ke Baad Bhi Jo Poori Na Ho Saki; Tera Naam Bhi Unn Khawishon Mein Hai

Mar Kar Bhi Usko Dekhte Rehne Ke Shauq Mein; Aankhein Kisi Ko Apni Amanat Mein De Gaye

Thukraa Diya Hai Jis Ke Liye ek Jahaan Ko; Yaa Rab Woh Mera Dil Na Dukhaaye Tamaam Uma

Ae Kaash Kahin Qudrat Ka Ye Nizaam Hua Kare; Tujhe Dekhne Ke Siwa Na Mujhe Koi Kaam Hua Kare

Hazaron Khwahishen Aise Ke Har Khawahish Pe Dum Nikle; Bahut Nikle Mere Armaan Lekin Phir Bhe Kam Nikle

Mil sake aasani se
Uski khawaish kise hai
Jeead to uski hai jo
Mukadar me likha hi nahi hai

Maut k baad yaad aa raha hai koi mitti meri kabr se utha raha hai koi Ya khuda do pal ki mohlat aur de de udas meri kabr se ja raha hai koi

Khudaa Buri Nazar Se Bachaye Aap Ko; Chand Sitaron Se Sajaye Aap Ko; Ghum Kya Hota Hai Ye Aap Bhool Hi Jao; Khudaa Zindagi Mein Itna Hasaye Aap Ko

Kitne jaldi yeh mulakat guzar jati hai Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai Apni yadon se keho ki yun na sataya kare Neend aati nahin aur raat guzar jati hai

jindagi behaal hai sur hai naa taal hai
msgbox bhi kangal hai kya aapki sms factory me hadtal hai
yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindegi ka sawaal hai