Hum to hain parades men, des mein nikala hoga chandapni raat ke chat par kitna tanaha hoga chandjin aankhon mein kajal ban kar tairi kali raat houn aankhon mein aansu ka ek katara hoga chandraat ne aisa pech lagaya, tuti hath se dor hoaangan wale nim mein jakar ataka hoga chandchand bina har din yun bita jaise yug biten homere bina kis hal mein hoga, kaisa hoga chand

Your Comment Comment Head Icon

Login