Jo bhi guncha tere hothon par khila karta haiwo meri tangi-e-daman ka gila karta haider se aj mera sar hai tere zanon parye wo rutba hai jo shahon ko mila karta haimain to baitha hun dabaye huye tufanon kotu mere dil ke dhadakane ka gila karta hairaat yon chand ko dekha hai nadi mein raksanjaise jhumar tere mathe pe hila karta haikon kafir tujhe ilzam-e-tagaful degajo bhi karta hai muhabbat ka gila karta hai

Your Comment Comment Head Icon

Login