Marane ke duayen q mangun jine ke tamanna kon kareye duniya ho ya wo duniya ab khvahish-e-duniya kon karejo aag lagai thi tum ne us ko to bujhaya ashkon nejo ashkon ke bhadakai hai us aag ko thanda kon karejab kashti sabit-o-salib thi, sahil ke tamanna kis ko thiab aisi shikasta kashti mein sahil ke tamanna kon kareduniya ne hamen choda ae dil, hum chod na de kyon duniya koduniya ko samajh kar baithe hain ab duniya duniya kon kare

Your Comment Comment Head Icon

Login