Mariz-e-muhabbat unhin ka fasanasunata raha dam nikalate nikalatemagar zikr-e-sham-e-alam jab bhi aayachirag-e-sahar bujh gaya jalate jalateirada tha tark-e-muhabbat ka lekinfareb-e-tabassum mein phir aa gaye humabhi khake thokar sambhalane na payeki phir khai thokar sambhalate sambhalateunhen khat mein likha tha dil muztarib haijavab un ka aaya muhabbat na kartetumhen dil lagane ko kis ne kaha thabahal jayega dil bahalate bahalatewo mehaman rahe bhi to kab tak hamarehui shamma gul aur dube sitare“qamar” is qadar un ko jaldi thi ghar kewo ghar chal diye chandani dhalate dhalate

Your Comment Comment Head Icon

Login